
10-Moharram-ul-Haram kay ROZAH ??? SUNNI aur SHIAH ka IKHTELAF ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza)
Today topic is :10-Moharram-ul-Haram kay ROZAH ??? SUNNI aur SHIAH ka IKHTELAF ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza).
Video | Information |
---|---|
Title | 10-Moharram-ul-Haram kay ROZAH ??? SUNNI aur SHIAH ka IKHTELAF ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza) |
Video Id | -ETPYmycoH0 |
Video Source | https://www.youtube.com/watch?v=-ETPYmycoH0 |
Video Image | ![]() |
Video Views | 35610 |
Video Published | 2018-09-16 23:35:05 |
Video Rating | 5.00 |
Video Duration | 01:08:13 |
Video Author | Engineer Muhammad Ali Mirza – Official Channel |
Video Likes | 952 |
Video Dislikes | |
Video Tags | #10MoharramulHaram #kay #ROZAH #SUNNI #aur #SHIAH #IKHTELAF #Engineer #Muhammad #Ali #Mirza |
Download | Click here |
Engineer Muhammad Mirza Ali

Muhammad Ali Mirza was born on 4 October 1977 in Jhelum, a city in Punjab, Pakistan. He is a 19th grade mechanical engineer in a government department.
Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
Is engineer Muhammad Ali Mirza Sunni or Shia?

Engineer Muahmmad Ali Mirza is Sunni, Known "Mulim ilmi kitabi".
How do I contact engineer Muhammad Ali?

You can call on this phone number, which is "03215900162", and discuss your problem with them.
Who is Mirza Ali of Pakistan?

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
What is the age of engineer Muhammad Ali Mirza?

(Engineer Muhammad Ali Mirza) Born: October 4, 1977 (age 46 years) Place: Jhelum Country: Pakistan
What is religion of Engineer Muhammad Ali Mirza?
Engineer Muhammad Ali Mirza is Muslim by religion. He is also known as muslim ilmi kitabi. He says " I,m Muslim Ilmi Kitabi".
What is the Education of Engineer Muhammad Ali Mirza?
He is an engineer by profession. And also a "Pakistani Islamic Scholar". He studied in "University of Engineering and Technology, Taxila".
- New Ramadan Iftar and Sehri Time 2023 | Best Calender
- Surah Yaseen Ayat 1 with Best Translation 2023
- Surah Yaseen Ayat 20 Read online with translation (2023)
- Is Smoking Haram or Halal? Why? Islamic Perspective 2023
- Is Cineplex Poutine Haram or Halal? Religious Overview 2023
- Surah Yaseen Pdf download | Mp3 | Video | Images
- Surah Yaseen Ayat 73
- Surah Yaseen Ayat 47
- Surah Yaseen Ayat 28
- Surah Yaseen Ayat 4 with translation 2023
- Surah Yaseen Ayat 32
- Read Surah Yaseen Ayat 83 | Audio | Pdf | Video | Images
- Surah Yaseen Ayat 33
- Surah Yaseen Ayat 43
- Surah Yaseen Ayat 10
- Surah Yaseen Ayat 35
19 January 2023….💚
35, 595 views….💜
2.14M subscribers….💙
Bool wohi joo haaq hai….🗣📢
Time Qiyamat tak hai…..🕰👍🌹❣
✔2812 💚💜💙 240✔
Na maien wahbi….🙏
Na maien babbi….🙏
Maien hoon Muslim ilme kitabi…📚🌹❣
NABI pak s.a.w.w or ahly baiet a.s py lakhon or karooron rahmaten nazil hoon….💚🌟🌹❣
Allah pak ali bhai ko salamt or ajary azeem day…amieen….🤲🌹❣
Jazak Allah o khaira ali bahi…..👍🌹❣
شیطان سے بیزاری اور جنگ کی تیاری انشائاللہ
kya azan se pahle sunnat muaqqida ya gair muaqqida padh sakte hain.please zaroor jawab den from India.
Kehne ki bat yeh ha k Roza rakho to theak na rkho to koi gunnah nahi. Simple
Mujhe AP se milna hei ??? MULTAN nhi atay app???
Jazak Allahu khaira
Masha Allah 1400 sal bd ak admi aya he or wo islam k barey me tehqeeq kr k logo ko sahi rasty pe laga rha he jbkay 1400 sal pehle jo muhadiseen or imam wegra guzre hen wo samosay kha rhe the
Ali bhai hazrat umar ki shahadat ka bhi bataen kis ne ki qu ki..
IT's very sad that Ali bhaie did not mentioned Qibla Tahir ul Qadri even once :) it's his sharpness that all above matter settled by Tahir ul Qadri many many years before and till today it continue :) I am amazed that how a person from way of knowledge deny or ignore other it's betray with knowledge …. I listen from till 1:08:12 and found nothing andy thing new it's all dispute settled by Tahir ul Qadri with more references also from the books of Ehaly Tashiha :)
engineer sahab say sawal… bibi fatima ki shahadat kaisay hui…ghadeer ki kya haqeeqat hai
Moavia pe lanat Mirza Bhai
Kia Nabi pak gaib ka ailam jante is ky bary me isla kary plz or kia Nabi pak se mangna sai ha
Na wahabi
Na me babi
Me hun Muslim
Ilmi kitabi.
Jazak Allah ameen
Alhamdolillah
Ali bhai
Allah bless on you and protect you from evils.
Aameen
Ali Bhai ess ka eik research paper bhi bana dein Specially Arabic mein
O bhai ap ko bhi muharram ul haram me heart attok aany lgta he.aam admi ullo ka patha khud se quran o hades nhi pdhta.
Excellent Ali ,may Allah Pak bless you with happiness success and aasaneyan atta fermaey aameen.
Labbiak ya rasool
As'salaamualaikum Ali Bhai !
Aap ke almost sabhi lectures dekhta hu aur kaafi sahih knowledge mili hai aur Alhamdulillah is lecture mai bhi bohat achey se describe kiya aap ne Yaum-e-Āshūra ko Qur'an-o-Sunnah ki roshni mai.
Ali bhai aap se 1st time ek query hai, is lecture mai aap ne kuch events ko Āshūra (10th of Muharram) se relate kiya hai jaisey ke: “Prophet Adam (AS) ki tauba qubool hona, Prophet Nūh (AS) ki kashti ka Jabal al-Judiyy pe aa ke rukna, Prophet Ibrahim (AS) ko aatish-e-Namrood se nijaat milna, Prophet Yunus (AS) ko machli ke pait se nijaat milna” – mainey last 2 days se kaafi search kiya in sab events ko, lekin aisi koi aunthentic text nhi mila jismey inka zikr specifically Āshūra se relating hua ho. Toh meri yeh query hai ke kon si aunthentic kitaabo mai in sab events ka zikr (10th day of Muharram se comnecting) hua hai?? Kindly reply.
Jazāk Allāh Khayr!
Shia Hazrat 9th & 10th Muharram K Roza Ko Fawka B Kehtay Hain…kYa Rozay Ko Fawka Kehna Drust Hyy????
Assalam RESEARCH PAPER ENGLISH HADITH 28 SMALL ERROR
Excellent my brother… May Almighty ALLAH protect you from all evils and especially from Ulumai-Crime……. As you are directly hitting their false believes……
Chal o dallay o dallay pehn delai
Asalam o alikum Ali bhai
its my first request
Kindly Zafar jin jo karabal mein hazrat iman a.s say guftghoo hui us ki haqiqet kia hai kya app bata sakta hai
Bhai bajinder lanti jo nabovvat ka davaidar hai us ka khilaf bi bayan record krwayien bhai
aik roza ke motaleq 50 ahadees herangi koi ye roza rakhe to rakhe na rakhe to na rakhe
اصل یہ کہیں ۔۔
نا میں وہابی نا میں بابی
میں ہوں جہلم کا پکا فسادی
علم کتابی وغیرہ کا دھوکا ہے حضور والا
abbu lolo feroz ka mazar kdr ha yar ma apko samjhta tha ka ap waqae firqa wariyat sa haat kr sach boltay ho laiken jab kafiroo or murtadoo ka difa daikha to aj meri baat yad rakhna bahi ap aisay gumrah hogay ka apko khud bhe samjh nai lagay ge kynkay kuch cheezain kitaboo or ilm sa barh kar bhe hain yani jo HAZRAT ABU BAKAR RZ ko musalman na manain or tum unhain musalman kaho kuch cheezain aise hain jo ma keh bhe nai sakta jo bayan sa bahir hain bhae inke ghalazat ap nai jan saktay inko andar sa tatolo to pata chal jay shaid apko
or aik baat 72 shuhada ka naam bhe zara bata dain
bhae ya kaise munafkat ha aik tarfa sachae ka daras or dosre taraf tamam haqaiq ko maskh kar daina ap chote se baat kise firqay ke ho to usko exigerate karkay bayan kartay ho khyd ap nay kaha ka 10 moharam ka roza 60 sa 70 hadees ha sahi hadeesain or sath kaha shia inko jhoota kehtay hain to batao kon munkar howa koi humaray baray yani mohadaseen na tamam hadeesain likh dee jo kise ka haq ma ho ya khilaf laiken shia quran sa bhe woe cheez mantay hai jo unko suit karay or hadees ma bhe use cheez ko mantay ha jo unhain suit karay baki ab point ba point sawal karu ga 1.. ap kehto ho nasbi kon hain nasbi aj ka door ma aik bhe coment aik bhe baat jo Ahlay sunat ka kise bhe firqay na AHLAY BAIT AS ka khilaf ke ho dikha dain saboot ka tor par 2..koi aik shia dikha dain jis ka nam ABUBAKAr ho UMAR ho USMAN hO YA bachioo Ka naam AIYSHA ho ya baki bhe bht sa SUHABA KARAM RZ ho siway unkay jinka naam wo apni marzi sa rakhtay hain yani jinko wo sahi manain 3.NAbi KAREEM SW ke kitne betiyan the 4..ma apko inkay kitnay coments dikha du ga jis ma ya SUHABA KARAM RZ or AZWAJAY MUTAHIRAT rz ko galiyaan daitay hain or siway AHLAY BAIT AS ka kise ko mayar haq or musalman nai samjhtay 5..HAZRAT UMAR Rz ko kisnay shaheed kiya or HAZRAT USMAN RZ ko kis nay shaheed kia or ap pora ka pora jo basic wajah ha usko he khaa jatay ho 6..shioo ka tamam kartoot or bidat or ejadat ka koi QURAn or HADEES sa hawala dain …..ab ya batain ap kay nazdeek choti hongi bahi jitnay bhe shia duniya ma ha sub HAZRAT ABU BAKAR RZ ke khilafat ka munkir hain or sath unhain musalman bhe nai mantay is par ap kiya kahin ga
Muawiya sahabi kaise hua ?
1) Kya woh Ali per tabarra nahi karta tha, jis Ali ko Rasool ( SAW ) ne iman ka litmus- test banaya tha. (" Ali tujh se mohabbat nahi karega magar momin aur tujh se adawat nahi karega magar munafiq ")
2) Kya woh islam ka BAGHI nahi tha ? Siffeen ki jung khalifa e raashid ke khilaf nahi ladi thi?? Ammar bin Yaser ko shaheed nahi kiya tha iski fouj ne ? ( " Ammar tujhe baghiyon ka giroh qatl karega , Tu use jannat ki taraf bula raha hoga aur woh tujhe jahannum ki taraf ")
3) Khilafat ko malukutiat me nahi badal diya tha ? Apne bete Yazeed ko rishwat/dande ke zaur per apna janasheen nahi bana gaya tha??
Rasool-e-aqdas(SAW) ko dekho , Muawiya ko dekho ; Kya aisa shakhsh sahabi-e- Rasool ho sakta hai ? Mere Sunni bhaiyon kuch to common sense apply karo
4.Hum Mavia ko batoor Sahabi nae mantay jiss nay bhi iss ko Sehabi saabit keya Wo hee Asaal Naasbi hoa naa.
Rafzio Tum….. Farooq azam k Tum jootou k barar b nahi
< Ashura ka Roza >
Ashura ka Roza Ramazan k Rozay k Farz honay se pehly ka hai. Jab Ramazan k rozay farz hue tou phir Ashura ka Roza Khatam hogaya, Yani Matrook ho gaya. It is clear from these Ahadeeth.
1. Muhammad Bin Muslim aur Zurara dono Imam Muhammad Baqir(as) se Ashura k rozay k baray mein poochtay hain. tou Aap Jawab daity hain;
كان صومه قبل شهر رمضان، فلما نزل شهر رمضان ترك.
"Ashura ka Roza Ramazan ki Farziyyat se pehly tha, Jab Ramazan k Rozay farz hue tou isko Tark kar diya gaya."
من لا يحضره الفقيه، ج 2، ص 51، ح 224
2. Aik aur Hadeeth mein Imam Muhammad Baqir(as) Farmatay hain;
صوم متروك بنزول شهر رمضان، والمتروك بدعة.
"Ashura ka Roza Ramzan ki Farziyyat k baad Matrook ho gaya, aur Matrook Bid'at hai."
كافي، ج 4، ص 146، باب صوم عاشوراء و عرفه، حديث 4.
It is clear from above Ahadees, Ashura ka Roza Shuru mein tha but Ramzan k rozon k baad ye Matrook ho gaya, aur ab Roza Rakhna Bid'at hai.
Hamary paas kaafi Ahadees hain Jin mein Ashura k Rozay se mana kiya gaya hai.
mam Jafar Sadiq(as) se Ashura k Rozay k baray mein poocha gaya tou aapne Jawab diya:
ذاك يوم قتل فيه الحسين عليه السلام، فإن كنت شامتا فصم. ثم قال: إن آل أمية عليهم لعنة الله ومن أعانهم على قتل الحسين من أهل الشام، نذروا نذرا إن قتل الحسين عليه السلام وسلم من خرج إلى الحسين عليه السلام وصارت الخلافة في آل أبي سفيان، أن يتخذوا ذلك اليوم عيدا لهم، وأن يصوموا فيه شكرا، ويفرحون أولادهم، فصارت في آل أبي سفيان سنّة إلى اليوم في الناس، واقتدى بهم الناس جميعا، فلذلك يصومونه ويدخلون على عيالاتهم وأهاليهم الفرح ذلك اليوم. ثم قال: إن الصوم لا يكون للمصيبة، ولا يكون إلا شكرا للسلامة، وإن الحسين عليه السلام أصيب، فإن كنت ممن أصبت به فلا تصم، وإن كنت شامتا ممن سرك سلامة بني أمية فصم شكرا لله تعالى.
امالي شيخ طوسي، ص 667
"Ashura ka Din Shahadat-e-Hussain ka din hai. Agar chahty ho k Hussain(as) ki Mazloomiyat ki khushi manao tou Roza rakho. Bani Ummayya(Lanatullah Alaihim) aur Ahl-e-Shaam ne mannat ki thi k agar Hussain(as) Qatal kiye jayen aur Khilafat Abu Sufyan ki aulaad ko mily tou Ashoora ko Eid qarar dain ge, aur Tashakkur k tour pe Roza rakhein ge. Lihaza isi waja se Aaj tak loagon k haan Mamool hai k wo Ashoor ka roza rakhty hain aur unki pairwi karty hain. Yahi waja hai k ye loag Roza rakhty hain. Imam Hussain(as) ne is din Masaaib daikhy hain, agr tum b Museebat Zada ho tou is din Roza mat rakho. aur agar un meinse ho Jo Ahl-e-Bait k gham mein khush hotay hain aur Bani Umayyah k tarafdaar ho tou Roza rakho."
Aik aur Jagah Imam Jafar Sadiq(as) se 9 aur 10 Muharram k rozay ka sawal hua.
محمد بن يعقوب عن الحسين بن علي الهاشمي عن محمد بن الحسين عن محمد بن سنان (عن أبان عن عبد الملك) قال: سألت أبا عبد الله عليه السلام عن صوم تاسوعاء وعاشوراء من شهر المحرم؟ فقال:… ما هو يوم صوم. وما هو إلا يوم حزن ومصيبة دخلت على أهل السماء وأهل الأرض وجميع المؤمنين. ويوم فرح وسرور لابن مرجانة وآل زياد وأهل الشام. غضب الله عليهم وعلى ذرياتهم…
Muhammad Bin Sanaan kehty hain k Meine Imam Jafar Sadiq(as) se 9 aur 10 Muharram k rozay ka poocha. unhon ne Jawab diya k "ye din Roza rakhny k nahi hain, kyonke in dinon Ahl-e-Aasman aur Ahl-e-Zameen aur Momineen ka gham taaza hota hai. aur ye din Ubaidullah ibne Ziyaad aur Shaam waalon k liye khushi ka din tha, Khuda ka Ghazab ho un par aur unki aulaad par."
وسائل الشيعه (آل البيت)، شيخ حر عاملي، ج 10، ص 460.ح 13847
Nabi krim sal Allah alehi waslm ne ulma ki qadr ka bataya lekin ab Jo ulma se nafrt ka dars de WO bara sakalar samja jata he waha re roshn kheyal logo
Hazrat Ayesha per kuttay bhonknay wali hadees zaeef hai Ali bhai or Ap boltay hain zaeef ahadees fitna hain to phir bayan kiun kartay hain Ali Bhai I respect you buht kuch seekha aap se Jawab ka muntazir hun
آپ کر ریسرچ پیپرز مجھے مل گئے تھے – بے حد ممنون هوں – کافی حقائق سے آگاهی هوئی –
امیر معاویه کو رضی الله عنه نه کها کریں پلیز- شیعه هوں یا سنی ظالم کو ظالم هی کهنا چاهئیے –
Ali bhai 1 sawal ya b ha k kia chooti darhi rakhnaa ya dari ma koi stylish cut krana gunnah a????
Salam Ali bhai music par vedio banain
Kia singing ka paisa halal ha?
Mashaallah
ali bahi mere gher wale suni bralvi ha or wo karbala ke waja se roze rkhte ha mane samjaya unhe to nasbi keh rhe muje
Bhaiyo yah mirzaio k grp ka membr hai is say bacho is ka kam gumhra karna he or kuch bhi nh derh ent ki masjid bana raha he bs