
11-MERAJ Clip : Iss DUNYA main ALLAH ka DEEDAR aur SOFIA kay daway
Today topic is :11-MERAJ Clip : Iss DUNYA main ALLAH ka DEEDAR aur SOFIA kay daway.
Video | Information |
---|---|
Title | 11-MERAJ Clip : Iss DUNYA main ALLAH ka DEEDAR aur SOFIA kay daway |
Video Id | B8330KgzMM8 |
Video Source | https://www.youtube.com/watch?v=B8330KgzMM8 |
Video Image | ![]() |
Video Views | 5200 |
Video Published | 2015-11-06 15:13:32 |
Video Rating | 5.00 |
Video Duration | 00:17:28 |
Video Author | Engineer Muhammad Ali Mirza – Official Channel |
Video Likes | 62 |
Video Dislikes | |
Video Tags | #11MERAJ #Clip #Iss #DUNYA #main #ALLAH #DEEDAR #aur #SOFIA #kay #daway |
Download | Click here |
Engineer Muhammad Mirza Ali

Muhammad Ali Mirza was born on 4 October 1977 in Jhelum, a city in Punjab, Pakistan. He is a 19th grade mechanical engineer in a government department.
Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
Is engineer Muhammad Ali Mirza Sunni or Shia?

Engineer Muahmmad Ali Mirza is Sunni, Known "Mulim ilmi kitabi".
How do I contact engineer Muhammad Ali?

You can call on this phone number, which is "03215900162", and discuss your problem with them.
Who is Mirza Ali of Pakistan?

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
What is the age of engineer Muhammad Ali Mirza?

(Engineer Muhammad Ali Mirza) Born: October 4, 1977 (age 46 years) Place: Jhelum Country: Pakistan
What is religion of Engineer Muhammad Ali Mirza?
Engineer Muhammad Ali Mirza is Muslim by religion. He is also known as muslim ilmi kitabi. He says " I,m Muslim Ilmi Kitabi".
What is the Education of Engineer Muhammad Ali Mirza?
He is an engineer by profession. And also a "Pakistani Islamic Scholar". He studied in "University of Engineering and Technology, Taxila".
- Surah Yaseen Pdf download | Mp3 | Video | Images
- New Ramadan Iftar and Sehri Time 2023 | Best Calender
- Surah Yaseen Ayat 1 with Best Translation 2023
- Surah Yaseen Ayat 20 Read online with translation (2023)
- Is Smoking Haram or Halal? Why? Islamic Perspective 2023
- Is Cineplex Poutine Haram or Halal? Religious Overview 2023
- Taharat-o-Namaz ka SUNNAT Tarika | Saheh Ahkam-o-Masal
- The Blessings of Tahajjud | Best Time | Rakat |Tahajjud 2023
- Tahajjud Time in Gujranwala: Night Prayer in Pakistan
- Meaning of “Allahumma Barik”: Understanding Its Importance
- Iman e Mujmal: Understanding the Basic Tenets of Faith in Islam
- The Sword of Imam Ali: Exploring the History, Significance, and Mystique of Islam’s Most Iconic Weapon
- Sifat meaning in urdu | English |Arabic | Meaning of صفت
- How to perform Eid-ul-Fitr? Eid-al-Fitr Mubarak – 2023
- The Top 15 Most Important Islamic Worship Places in the World
MUHAMMAD ALI MIRZA
Plz contact me 03015005406
Aik معاملہ ha
Mujhe Aap ki سخت zrorat ha
السلام علیکم
Rab ko dil ki ankh so dekha ja sakta hai Allah noor hai, aur Momin k dil mai basta hai, dil per parday hotay hain ya phir locked hota hai, jab dil khulta hai aur saray hijaab hat jatay hain tou aap ko Rab k noor k siwa kuch nazar nahi ata, wo khulta hai ghamse , sachi tauba se ronay se aur sachi mohabbat ki inteha mai surrender karne se, aur maulana rumi nay mathnavi mai yehi raazon se parda uthaya hai… baat sirf itni hai k ye roohaniyat ka safar, aur maarfat o ishq har kisi ko naseeb nahi hota, na he aqli dalayeel se samjha ja sakta hai.. Allah jisay qurbat ata karta hai unko kuch raaz bhi dikha daita hai aur wo uske dost hotay hain, tumhare jaisay jahil jinka qalb murda hota hai, sirf zahir mai deen apnatay hain, maarifat aur ishq se unke dil khali hotay hain wo aqal k teer chalatay rehte hain…
molana sahib Hamary Aqa Ny dykha ye bat ho rahi hy Wahabiyon ny dykha ye bat to nei ho rahi Aqa ke shan kia hy is bat ko man lo sub samaj jao gy allah sub ko rahy haq aur Aqa ke sunnat aur quran aur hadees par chalny ke tofeeq dy Ameen
Bahut khoob Ali bhai… Mera Hindu se musalmaan hone ki sabse badi wajah hi yeh thi ke Hindu Ishwar ko dekhne ka usko insan ki tarah hone ka dawah karte hain… par Islam hi ek esa majhab hai jo Rabb ko itna bada aur Taqatwar samjta hai ke usko koi aankh nahi dekh sakti…. Bahut khoob… Alhamdulillah main Haq raste par hu… aur jo yeh dawa kre ke ALLAH taala ko dekha ja sakta hai toh woh bina soche samje apne Rabb ki limitations paida kr rha hai… bcoz dekha usi ko jaa sakta hai jiski koi Hadd ho… Aur ALLAH subhan wa taala Anhadd hai… samjo is baat ko… jo Haq deen tumhe mila hai uski Qadar kro … agar Allah ko dekhna mumkin hota toh Aap Nabi e karim (sallalloho allehi wassallam) jarur bata kr jate…. par sarkar ne kahin esa nahi kaha… Aur wese bhi jise har koi dekh le woh Rabb nahi…. Allah taala noor hai… Alhamdulillah
Hazrat Hassan basri RA NY kaha Aap PBUH NY Allah ko daikha daikha daikha daikha daikha ya tk k aap ki sans ruk gae
Qur'an m kahe nae likha k Allah ka daikha nae ja skta
daikhna aur hota hy aur idrak ya ehata krna aur
nonsense molvi
glat tarjma na kro.
Hazrat Mosa AS ko khas mukhatib kr k kaha k tm mujhy nae daikh sakty ye nae kaha k mujhy koi nae daikh sakta ya m nae daikha ja skta . aur Mosa ka swal krna Allah ka mana krna uskay bawjood Mosa AS ka israr krna Allah ka us baat ko man'na aur tajalli dekhana
ALLAH TALA KO HUM JAISEY NAHI DAIKH SAKTEY LEKEN AGAR MAIREY AQA O MOULA HAZOOR SARWAR E KAINAAT ALAHI SALATO WASSALAM UNHO NEY KE HAI AUR PLASE MOUSA ALAHI SALAM KO AQA KAREEM ALAHI SALATO WASSALAM SEY MAT MALAYO KHUSK MOLVI
Martaba Ehsan MN banda apny rab Ko dekh kr ibadat kary or ye possible he bhi moss a.s ne dekha to kaha MN pehla momin Hua to hazor ki ummat MN b momin hain
ye bi is zmane ka ek djjal he
bhai Allah ne farmaya musa r a ap mujhy ni daikh saktay yahan yeh ni farmaya k koi ni daikh sakta huzoor ne daikha ha