Beti Ki Pasand Ki Shadi? | Very Important Bayan | Mufti Tariq Masood

Beti Ki Pasand Ki Shadi? | Very Important Bayan | Mufti Tariq Masood
Today topic is :Beti Ki Pasand Ki Shadi? | Very Important Bayan | Mufti Tariq Masood.
Video | Information |
---|---|
Title | Beti Ki Pasand Ki Shadi? | Very Important Bayan | Mufti Tariq Masood |
Video Id | 1qiYr0ijWlc |
Video Source | https://www.youtube.com/watch?v=1qiYr0ijWlc |
Video Image | ![]() |
Video Views | 371338 |
Video Published | 2021-12-09 17:00:13 |
Video Rating | 5.00 |
Video Duration | 00:38:11 |
Video Author | Tariq Masood Exclusive |
Video Likes | 11941 |
Video Dislikes | |
Video Tags | #Beti #Pasand #Shadi #Important #Bayan #Mufti #Tariq #Masood |
Download | Click here |
Mufti Tariq Masood

Mufti Tariq Masood, Urdu: مفتی طارق مسعود; born 4 March 1975) is a Pakistani Deobandi author and Islamic scholar, who lectures at the Jamia Tur Rasheed seminary in Karachi. He has authored many books including Aik se Za’id Shadiyoon ki Zaroorat Kyu.
Mufti Tariq Masood, commonly known as Tariq Masood is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
Who is Mufti Tariq Masood?
Mufti Tariq Masood is a renowned Islamic scholar, speaker, and teacher based in Pakistan. He has a vast following in the Muslim community, and is known for his in-depth knowledge of Islamic jurisprudence and the teachings of the Quran and Sunnah.
What topics does Mufti Tariq Masood typically speak about?
Mufti Tariq Masood speaks on a wide range of topics related to Islam, including Islamic jurisprudence (fiqh), Islamic history, Quranic exegesis (tafsir), and Hadith studies. He is also known for his insightful lectures on contemporary issues facing the Muslim community.
How can I find Mufti Tariq Masood’s lectures and speeches online?
Mufti Tariq Masood's lectures and speeches are widely available on various online platforms, including YouTube, Facebook, and other social media platforms. You can also find his lectures and speeches on his official website.
What is the best way to learn from Mufti Tariq Masood?
The best way to learn from Mufti Tariq Masood is to attend his lectures and speeches in person, if possible. However, if you are unable to attend in person, you can still benefit from his teachings by watching his lectures and speeches online and reading his books and articles.
How can I apply Mufti Tariq Masood’s teachings to my daily life?
You can apply Mufti Tariq Masood's teachings to your daily life by striving to follow the teachings of Islam in all aspects of your life. This includes following the principles of Islamic jurisprudence, living a moral and ethical life, and seeking knowledge and understanding of the Quran and Sunnah.
What is the significance of Mufti Tariq Masood’s teachings in the Muslim community?
Mufti Tariq Masood's teachings are highly regarded in the Muslim community, and he is known for his deep understanding of Islamic jurisprudence and the teachings of the Quran and Sunnah. His teachings are seen as a source of guidance and inspiration for Muslims around the world.
How does Mufti Tariq Masood approach contemporary issues facing the Muslim community?
Mufti Tariq Masood approaches contemporary issues facing the Muslim community by analyzing them in the context of Islamic teachings and principles. He seeks to provide guidance and solutions that are rooted in Islamic jurisprudence and the teachings of the Quran and Sunnah, while also taking into account the social and cultural context in which these issues arise.
What is Mufti Tariq Masood’s approach to interfaith dialogue?
Mufti Tariq Masood is known for his approach to interfaith dialogue, which emphasizes mutual respect, understanding, and cooperation between people of different faiths. He encourages Muslims to engage in dialogue with people of other faiths in order to promote peace, harmony, and understanding.
How does Mufti Tariq Masood view the role of women in Islam?
Mufti Tariq Masood views the role of women in Islam as essential and important. He emphasizes the need for women to be treated with respect and dignity, and to be given equal opportunities to pursue education, careers, and other interests. He also stresses the importance of women's role as mothers and caregivers in the family and society.
What is Mufti Tariq Masood’s advice for young Muslims?
Mufti Tariq Masood's advice for young Muslims is to strive for excellence in all aspects of their lives, while always keeping the teachings of Islam in mind.
Mufti Tariq masood is shia or sunni?
Mufti Tariq Masood is sunni.
- Is Smoking Haram or Halal? Why? Islamic Perspective 2023
- Is Cineplex Poutine Haram or Halal? Religious Overview 2023
- Surah Yaseen Ayat 20 Read online with translation (2023)
- Surah Yaseen Pdf download | Mp3 | Video | Images
- Surah Yaseen Ayat 1 with Best Translation 2023
- New Ramadan Iftar and Sehri Time 2023 | Best Calender
- Haath Se Lazzat Hasil Karne Walo Suno | Dr Zakir Naik | Mufti Tariq Masood
- Dusro Ko Takleef Dena Band Karo! | Mufti Tariq Masood
- 3 Talaq Ka Masla Aur Ahl-e-Hadith Ulama | Mufti Tariq Masood
- Namaz Padho Aur Paise Bhi Do? | Mufti Tariq Masood @TariqMasoodOfficial
- Sunday Bayan by Mufti Tariq Masood 17-03-2019
- Allah Ko Manne Wale Kaise Hote Hai? | Mufti Tariq Masood
- Akalmando Ke Liye Bohot Badi Nishaniyan | Mufti Tariq Masood
- Insan Aur Janwar Me Farq | Mufti Tariq Masood
- Friday Bayan 01-FEB-2019 by Mufti Tariq Masood
- Allah Walon Per Mushkilaat | Mufti Tariq Masood Sahib
- Is Ummat Ke Ulama Aur Pichli Ummat Ke Ulamaon Me Zameen Aasman Ka Farqh Hai @TariqMasoodOfficial
- Tum Marne Wale Ho | Mufti Tariq Masood @TariqMasoodOfficial
- Mufti Sahab Paison Ka Len Den Kaise Karte Hain? | Mufti Tariq Masood
- Kya Mazhab Kamyabi Me Rukawat Hai? | Mufti Tariq Masood
- Valentine’s Day Manane Ka Azab | Mufti Tariq Masood | S O L U T I O N
- Wohi Khuda Hai | Mufti Tariq Masood | BEST BAYAN
- Shohar Talaq Dene Ke Baad Inkar Kar De Toh Kya Kiya Jaye? | Mufti Tariq Masood
- Ye Bure Kaam Mat Karo | Mufti Tariq Masood @TariqMasoodOfficial
- Jawani Ko Ghanimat Samjho Budhape Se Pehle | Mufti Tariq Masood @TariqMasoodOfficial
- Mufti Tariq Masood Ke Chief Justice Saqib Nisar Say Chand Sawalat | Mufti Tariq Masood
- Taqdeer – ALLAH Par Yaqeen | Mufti Tariq Masood
- Ab Is Ummat Me 3 Kisam Ke Dacait Paida Hue Hain | Mufti Tariq Masood
- Ye Bayan Bohot Imp Hai Sab Zaroor Sune | Mufti Tariq Masood
- Allah tala Apne Bandon Ko Kis Tarhan Samjhate Hain? | Mufti Tariq Masood Sahib
- Aisa Vision Banao Ke Zero Se Sidha… | Mufti Tariq Masood
- Musalman Gosht Kyun Khate Hain? | Mufti Tariq Masood
- Aurat Ki Namaz Aur Teen Talaq Ke Naam Par Firka Wariat | Mufti Tariq Masood Sahib
- Wasile Se Dua Mangna Kaisa Hai? | Mufti Tariq Masood
- Aye Imaan Walo ! Allah Se Daro | Mufti Tariq Masood Sahib
- Actors Ki Tauba Par Bhi Shak Na Karo | Mufti Tariq Masood @TariqMasoodOfficial
Laa ilaha illallah mohammadur rasool'ullah
(Sallallahu alaihi wasallam)
SubhanAllah ❤
Alhamdulillah ❤
Allahu Akbar ❤
Kiya karun mai molana ap hi bataye kuch bahut pareshan hun galat kaam nahi karna chahti kuch bhi izzat se chahti hun sab kuch
Meri bhi family agree nahi hai othercast ki vaja se ham 9 saal se relationship mai hai nikah k intzar mai par papa aur bhai nahi Mante kiya karun pressure karte han
Aur agar ladka dusre mazhab ka ho to us situation mei shaadi jayaz hai?
main kisi se mohabbt krti hu lekin mere ghr wale nhi man rhe h hmko bahut mare sab mil kar aur nikah karwane ke liye taiyr h lekin nikah ke bad jan se marne ke liye taiyr h pure pariwar ko marne ke liye taiyr h mera nikah bde ghr me krna chahte h lekin hm kaise kare kahi aur hmse nhi hoga kisi aur shadi me hm aae badh hi nhi pyenge ladka ka bap bs baba h esiliye nhi kr rhe h mera nikah yaah allah hm logo ka nikah ka rasta aasan kriye
bhaiyo mera ek masla h ki maine jis se mohabbat ki ose v mujh se mohabbat ki or hamne sab se chhup kr nikah ki or ab hmari baat asqar ho gai h nikah avi asqar nhi hua h or ab onke walid or walidyan ose force kr rhe h or ab wo mujh se door jana chahti h ese wapt pr kya krna chahiye onke maa baap ne bohot emotional blackmail kiya h wo mazbooran door jana chahti h ab mujhe koi btaye ki mujhe kya krna chahiye
Please Mary liye doa kry Meri Ami maan jay Jahan main shadi krna chahti
Subhanallah translation
Ya rab ul alamin
Larka jb bhy ata hai fruit, meethi lay ka ta hai baat paki pa bhy us na acha khasa kharcha kiya tha ab in ko larkay k liya saman lay k jana hai tu aisi baatein kr rahay hain
Molviyu ko alag bura bhala boltay hain jhoota boltay hain mai na surah tooba ka reference diya tu mujh ghar sa nikalnay k dhamki daynay lagay ,shaadi nahi krwao ga bolnay lagay aisay baap ,maa, bhai hun tu kiya karayn??
AGR MAA BAAP 4 YEARS SA SHAADI KO DELAY KR RAHAY HUN MAAN GY HUN LIKN DELAY KR RAHAY HUN kabhi khala na ana hai kabji mamo na ana hai aur zehni torcher kr rahay hun musalsil
LARKA/ honay wala damad / HAFIZ QURAN HU likn phr bhy larki ka baap larkay amil/kafir/ jadu aur amliyat krnay k jhootay ilzamat lagay aur beti batay ap galat bol rahay hain 4 gawah peesh kr di jaya aur baap br br yahi hadees sunay tum nafarman aulad hu jahanum mai jao gy ,ghar sa nikal dun ga tum ko
Apni marzi ka haq mehar agr larki rakhwana chahy tu baap teesh mai akay larki pa hath uthanay lagay tu kiya hukum hai??
Larki aur larkay ko jaan sa marnay k dhamki day rahay hu larki ka mamo canada sa beth k
Tu shariat ka kiya hukum hai????
Zeegri and namazi ki shadi ho sakti hai ya nahi plzzz jawab de kasa ho sakta hai
Masha Allah umat to sab ulta kar rahi he Allah ham sab ko tofik de ameen
Allha sab ki mahobat mila de
Mera nikaah Allah ki Raza mai ho jaha mai chahti hoo wha mai jise psnd krti hoo usse
Paak saaf tareeke se
Assalamualaikum
Ya Allah meri shadi meri pasand se ho jaaye Allah mere maa baap meri psnd qubool krne ki toufeek ata farmaaye
Ameen
Ya Allah sabhi pyr krne walu ko Apne mukaam pe pooncha de Ameen.🤲
Mufti saab aap vo baat krte hai jo baki moulana krne se katrate hai ❤
Apka bht bht bht shukriya mufti sahab is Bayan k lye …Kash hamare ghrwale bhi is bat ko sochein k hum sab ek ummat Hain ..
Best topic
Plz duva kijye hamare aami Abu man jaye hamari pasand ki shadi ke Liye….🥺🥺🥺
Bilkul sahi hai mufti sahab🥰🥰🥰
Fir b kitte maa baap nahi smjte yrrr 🥺🥺
Ameen summa ameen
Sab Aashique Hi Dikh Rahe Comments Mei 😉
Mujy ak larka acha lagta lakin aj tk me os ka pass ni ge wo be muj sa karta wo phaly shram peta tha ab ni peta mera leya chor de os ne mena os ko 5 time ki nemaz par laga dya me be parna lag ge lakin mera gr walo ko pata chala wo ni man raha os ka mama papa ni hn bs bhan hn or ak bhai hn os ki bhan rishta be la ka aay phr be mama papa ni man raha kia karon me 😔😔
Assalamu alaikum … Mere ghar m bhi yhi haal hai .. or walid sahb nhi maan rhy . Wahi baat izzat ghairat ki laate hain . Or mujhe besham kehte hain . Unhe koi smjhane wala nhi hai 💔💔
Masha Allah mufti Sahab Kya bayan kiyaa hai sahi kaha mufti Sahab aapne aaj kl ma baap Ghar me aisa dar ka mahol bana dete hai jisse ladkiya unko unki pasand bhi nhi Bata sakti vo jaha bolte hai vaha par Shadi Kar leti 🥺 ek baar to puchna chahiye na ammi abbu ko ki ladki se agr unko thik lage to Kar de warna Mana Kar de but koi puchta hi nhi hai😔 jisse ammi abbu ki Khushi hoti hai usme hum bhi khush hai ammi abbu Mana Kar de to hum ladkiya bhi us jagah ke bare me dobara nhi kahe Allah ki marji yahi thi to nhi Hui
Aaj kl ke maa baap toh shaadi hi ni krna chahte.. Meri age 30 kr di h.. Abhi tk shaadi hi ni ki.. Or aage ka bhi kuch ni dikh rha
Ma Sha allaH
🤲🤲🤲🤲🤲🤲
Subhanallah mashallah
JazakAllah khair
Ager koi ak ladki se bhut mohabbat kerta hu aur vo bhi kerti hai ghr nahi manre aur me uske leker bhag jau aur fir ghr vale hamko marde fir ham jannati hai ya jhannammi plz btao
Respected sir ,
Agar ladki muslim ho or ladka hindu , par dono ek dusre se beintehaa Mohhbat karte ho , ek dusre se shadi krna chahte ho , or ladke ke ghr wale ready ho shadi k liye , par ladki k ghr wale samaj caste religion alag hone ki wjh se dono ko ek dusre se alag kr de , or ladki ki jabardast kahi uski shadi kra de bina uski pasand se to kya karna chahiye ?
Assalam walikum
Meri aap sab se guzarish ha Kee mery liya Dua karay me AK larke se bhot piyar Karti ho but ma bap Razi nhi abhi wapis kushsh me lagy ha ke manaa ly ham ab kiya karay bhag jy Yaa kushsh karty rhae😭😭😭😭 please batay aur Dua bhi karay
আল্লাহপাক আপনাকে দীর্ঘ হায়াত দান করেন।আপনি আমাদের জন্য আল্লাহপাক এর রহমত। এই টপিকের জন্য দোআ করি আল্লাহপাক আপনাকে উচ্চ স্ম্মান দান করেন।