
GUSAL kernay ka Saheh TAREEQAH kia hai ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza)
Today topic is :GUSAL kernay ka Saheh TAREEQAH kia hai ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza).
Video | Information |
---|---|
Title | GUSAL kernay ka Saheh TAREEQAH kia hai ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza) |
Video Id | Gklt6u_7Ft4 |
Video Source | https://www.youtube.com/watch?v=Gklt6u_7Ft4 |
Video Image | ![]() |
Video Views | 192879 |
Video Published | 2015-02-22 02:52:24 |
Video Rating | 5.00 |
Video Duration | 00:09:16 |
Video Author | Engineer Muhammad Ali Mirza – Official Channel |
Video Likes | 3643 |
Video Dislikes | |
Video Tags | #GUSAL #kernay #Saheh #TAREEQAH #kia #hai #Engineer #Muhammad #Ali #Mirza |
Download | Click here |
Engineer Muhammad Mirza Ali

Muhammad Ali Mirza was born on 4 October 1977 in Jhelum, a city in Punjab, Pakistan. He is a 19th grade mechanical engineer in a government department.
Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
Is engineer Muhammad Ali Mirza Sunni or Shia?

Engineer Muahmmad Ali Mirza is Sunni, Known "Mulim ilmi kitabi".
How do I contact engineer Muhammad Ali?

You can call on this phone number, which is "03215900162", and discuss your problem with them.
Who is Mirza Ali of Pakistan?

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
What is the age of engineer Muhammad Ali Mirza?

(Engineer Muhammad Ali Mirza) Born: October 4, 1977 (age 46 years) Place: Jhelum Country: Pakistan
What is religion of Engineer Muhammad Ali Mirza?
Engineer Muhammad Ali Mirza is Muslim by religion. He is also known as muslim ilmi kitabi. He says " I,m Muslim Ilmi Kitabi".
What is the Education of Engineer Muhammad Ali Mirza?
He is an engineer by profession. And also a "Pakistani Islamic Scholar". He studied in "University of Engineering and Technology, Taxila".
- Surah Yaseen Pdf download | Mp3 | Video | Images
- New Ramadan Iftar and Sehri Time 2023 | Best Calender
- Surah Yaseen Ayat 1 with Best Translation 2023
- Surah Yaseen Ayat 20 Read online with translation (2023)
- Is Smoking Haram or Halal? Why? Islamic Perspective 2023
- Is Cineplex Poutine Haram or Halal? Religious Overview 2023
- Taharat-o-Namaz ka SUNNAT Tarika | Saheh Ahkam-o-Masal
- The Blessings of Tahajjud | Best Time | Rakat |Tahajjud 2023
- Tahajjud Time in Gujranwala: Night Prayer in Pakistan
- Meaning of “Allahumma Barik”: Understanding Its Importance
- Iman e Mujmal: Understanding the Basic Tenets of Faith in Islam
- The Sword of Imam Ali: Exploring the History, Significance, and Mystique of Islam’s Most Iconic Weapon
- Sifat meaning in urdu | English |Arabic | Meaning of صفت
- How to perform Eid-ul-Fitr? Eid-al-Fitr Mubarak – 2023
- The Top 15 Most Important Islamic Worship Places in the World
👌
Sayyidina Maimuna R.a se jo riwayat hai usme Hujur e Pak Sallallahu alaihi wa sallam 3 bar sir pe pani dalne ke bad pure jism pe pani dalna hai iska khulasa nahi kiya aur Sayyidina Ayesha R.a se jo riwayat hai usme pure badan pe pani dalne ki baat batayi hai.
is baat pe roshani Dale ke asal me jism pe pani dalne ki baat aap Miss kar Gaye? ya fir jism ko pani se tar kiye bina bhi Gusl mukammal ho jayega ?
sir mera sawaal ye hai ke gusl mey ek baal ke barabar bhi jagah paani se tar kiye bagair bhi nhi chor sakhtey to iska hukm kab waajib hota hai gusl mey ?
jab hum galazat dur karte hai tab wazu se pahle hi pura badan paani se tar karke saaf karle ?
ya wazu ke baad jab teen baar paani bahana hai tab?
q ke wazu baad agar purey jism pe paani bahana 3 3 baar mey aasaan nhi hota … dusri chiz kuch aisi jagah hoti hai jaha bina hateli ka use kiye bagair paani nhi thik se bahaya ja sakhta….aur agar hum hateli ka use karey to wazu tut jayenga … aur agar wazu ke tutne se koi masla nhi to gusl mey wazu q hai ?
please iska hal deke aasani farmayye
Jazzakallahu Khaira
Koi bta skta hoo
Kulli wala pani nak me smj n i ai
Ali Bahi i love you💯😊😊
jazakAllah Ali bhai
7:46
Engineer Sahab mai nay to kahi nahi padha hai ki saramgaah ko haat lagnay ya chunay say wazoo toot jata hai
Mashallah true deen
Ali bhi ye b lazmi bta de k nahate waqt bolna jaiz hai k nhi plz Ali Bhai
Bhai jiske bAal girne lge
علی بھایی اگر کسی نے وگ لگایی ہے تو کیا اس وگ کو بھی ہر بار غصل دینا ہوگا ۔ نہانے ہویے اکثر وگ اتاری جاتی ہے
Kia os Wuzu Main Masa lazmi nhi hai kia
JazakaAllah khairnn
JazahkAllah khair Ali bhai & team ☝️👌🤲👍👂
Assalamualaikum Gusul E janaabat mei sar k baal kholna zaroorat nahi,toh phir baal kaisa bhiginge agar ek baal bhi na bhiga hotoh Qayamat k din jahannam ki aag lage ki???? Please answer me
Let right shoulder per Pani nai kerna
Please Mjko dursat Kary!
•humbistri, ihttlam,
1,hath dhona
2.isstnija kerna
3.hath dhona
4.napaki,gandgi ko saf kerna,
5.hath dhona
6. Kurli kerna
7.nak main pani dalna
8.chera dhona
9.bazo dhona
10.masa kerna
11.paou dhona (ik jaga py para tha, sakhat jaga py pao pehly dholo, ab pata nai kaha Tak dursat hai)
12.right hand se right shoulder py 3 bar aur left hand se left shoulder py 3 bar ya right hand se b left shoulder py pani bha sakty? Aur sir py 3 bar paani dalna.
13.apny badan py paani malna
(Koi hisa jism ka khshk na rahy)
•simple ghusal
Kuli kerna
Nak main dalna
Pury jism py pani bhana.
Ali Bhai ye thk hai?
Ali Bhai simple ghusal, sunnah ko pura kerny k liye
Ghusal mai sirf kully karna faraz hai ya gargara karna faraz hai
Kya gusool mein soap lagana zaroori hai
sare jisam ka har hisse pe pani bahana zururi he yar sirf sar ke hisse pe ?
Please advise by hadees only:- Kia “ Bahoo " kee khidmaat Karna, Saas, Sussar per wajib ya Farz hay?"
You are a fantastic Islamic scholar.
Aurat 3 dafa pani kese dalegi? Dono hathon me jama kar k dalay to kafi hai ya maggay se dalay?
MASHA ALLAH !
پیاری اماں جی سیدہ رضی اللہ عنہاپرلاکھوں سلام رحمتیں ہوں
Bhai plz 5 ghosal wali Hadees KIA hai
Subhanalla masaalla
Bhai hadees no mil sakta hai?
Assalamu alaikum bhai apke lecture sabse clear he
Very beautiful speechs….
Yeah Riwayat sachi hy.
Sir Aik Hadees Hy ky Aj Kal Ki Lrkyan Onnchy Oonchy Joory Bandh kar. GhooMti Han WO jhannumi Hy.
Tablighi jamat k pas jo book ha us ma aha Dee's mobarika hi lekhi hoi hain
Aswk Bhai Jaan…
Gussul ka Daurasn Sharma Gah ki Saffai Bhi too hooti hai aur HaAth bhi lagtaa hai ?
Too fir Wazuu to tutta hai Naa ?
Please wazath Karaa.
JazzakhAllah min Qir
Amin Mapari
As salamu alaikum janab
Nind me Peshab nikalne se gusl wajib ho jata hai kyaa?
Iss ka matlab yeh howa k sharam-gaah k sath hath lagny say wazo toot jata hay?
Bhai jaan aap ka WhatsApp number mil skta hy ?
Mashaallah
اللہ جزائے خیر دے علی بھائی کو
Lanntt tyriii talim prr