Engineer Mirza Ali

Ikhtelafi Masa’il ka HAL kia ??? 1-Jannati & 72-Dozakhi FIRQAY ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza)

Ikhtelafi Masa’il ka HAL kia ??? 1-Jannati & 72-Dozakhi FIRQAY ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza)

Today topic is :Ikhtelafi Masa’il ka HAL kia ??? 1-Jannati & 72-Dozakhi FIRQAY ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza).

Video Information
Title Ikhtelafi Masa’il ka HAL kia ??? 1-Jannati & 72-Dozakhi FIRQAY ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza)
Video Id cReIlg_KiP4
Video Source https://www.youtube.com/watch?v=cReIlg_KiP4
Video Image 1677904993 340 hqdefault
Video Views 46629
Video Published 2017-07-22 14:04:06
Video Rating 5.00
Video Duration 00:24:21
Video Author Engineer Muhammad Ali Mirza – Official Channel
Video Likes 1179
Video Dislikes
Video Tags #Ikhtelafi #Masail #HAL #kia #1Jannati #72Dozakhi #FIRQAY #Engineer #Muhammad #Ali #Mirza
Download Click here

Engineer Muhammad Mirza Ali


Mirza Ali

Muhammad Ali Mirza was born on 4 October 1977 in Jhelum, a city in Punjab, Pakistan. He is a 19th grade mechanical engineer in a government department.

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.

Is engineer Muhammad Ali Mirza Sunni or Shia?

engineer mirza ali

Engineer Muahmmad Ali Mirza is Sunni, Known "Mulim ilmi kitabi".

How do I contact engineer Muhammad Ali?

Engineer Muhammad Ali Mirza

You can call on this phone number, which is "03215900162", and discuss your problem with them.

Who is Mirza Ali of Pakistan?

muhammad mirza ali

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.

What is the age of engineer Muhammad Ali Mirza?

mirza ali

(Engineer Muhammad Ali Mirza) Born: October 4, 1977 (age 46 years) Place: Jhelum Country: Pakistan

What is religion of Engineer Muhammad Ali Mirza?

Engineer Muhammad Ali Mirza is Muslim by religion. He is also known as muslim ilmi kitabi. He says " I,m Muslim Ilmi Kitabi".

What is the Education of Engineer Muhammad Ali Mirza?

He is an engineer by profession. And also a "Pakistani Islamic Scholar". He studied in "University of Engineering and Technology, Taxila".

Engineer Muhammad Ali Mirza

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator. Engineer Muhammad Ali Mirza is an acclaimed Islamic scholar whose passion for learning and understanding the Quran and Hadith has earned him a distinguished place in the Muslim world.

32 Comments

  1. میرے بھائی محجھکو انجیزمرزاکانمبرھے علی کانمبرھے تونمبرتودوں یاربات کرنی ھے بھائی علی کانمبرتودوں اگرکسی کےپاس نمبرھے توشنڈکروں

  2. Ali bhai ap ka muslman ummat pe bohat ahsan hai Allah ap ko apne hifzo eiman me rakh Ameen ya rabolle Alamein. 🌴🦋🌴🦋🌴🦋

  3. Hadees hai——–
    " Nabi Karim S.A.S. ne farmaaye hain ki meri ummat 73 giroh me ho jayegaa jisme se ek giroh jannati hogaa or baaki jahannami hogaa.
    Sahaaba kiraam R.A. ne sawaal kiyaa ki Ya Rasullaah S.A.S wah yek jannati koun hogaa ?
    Nabi Karim S.A.S. ne farmaaye ki—- Jo Jo mere or mere khulfaa Raasidin ke tarike par chalegaa wahi jannati hogaa or baaki jahannami hogaa. "
    Ab dekhate hain ki Nabi Karim S.A.S. or khulfaa Raasidin R.A. ne kabhi bhi Allah Tala ke siwaa aankhon se chchupe huwe se ya kabar waale se madad nahi maange hain.
    To
    Jo Jo Allah Tala ke siwaa aankhon se chchupe huwe se ya kabar waale se madad mangne ka kaam karte hain wah ess Hadees ke anusaar jannati giroh waale nahi hain balki jahannami giroh waale hain.
    Hamaare kandhon par do fariste hain lekin ham ense bhi madad nahi maang sakate hain kionki hamaare aankhon se chchupe huwe hain.
    Paani Hazarat Mikaeel alehwasallam barsaate hain lekin baaris ke liye ham fariston ko nahi pukaar sakate hain kionki hamaare aankhon se chchupe huwe hain.
    Kayaamat ke din bhi aankhon se chchupe huwe se madad nahi maangi jaayegi balki dhundhenge or jab aankhon ke saamne moujud honge tabhi madad mangaa jayegaa.
    Ess duniya waale se bhi aankhon ke saamne moujud waale se hi madad maanga jaata hai na ki aankhon se chchupe huwe se.
    Hazarat Musa A.S. ne bhi aankhon ke saamne moujud hone par hi madad kiye hain.
    Surah-4 Ayat-85
    ( Kanjul Emaan Tarjuma Aala Hazarat)
    " Jo achchi sifaaris kare uske liye usme se hissa hai. "
    Yaani sifaaris karne waale ko bhi neki milega.
    Hamaare wafaat waale buzurg hamaari sifaaris Allah Tala se kar dete hain to badle me unhe bhi neki milna chahiye tha.
    Yadi neki milta hai to Allah or Uske Rasul S.A.S. ka wah hukoom jhootha ho jata hai jisme kahta hai ki—- Koe bhi ensaan wafaat ke baad khud apne amal se neki nahi kmaa sakta hai.
    Yadi neki nahi milta hai to Allah or Uske Rasul S.A.S. ka wah hukoom jhootha ho jata hai jisme kahta hai ki—- Jo achchi sifaaris kare uske liye usme se hissa hai.
    Or ham jante hain ki Allah or Uske Rasul S.A.S. ka ek bhi hookum jhootha nahi ho sakta hai.
    Yadi wafaat waale hamaare buzurg hamaari sifaaris nahi kar dete hain ka yakida rakhate hain to Allah or Uske Rasul S.A.S ka dono hukoom sachcha ho jata hai.
    Yaani sifaaris kar dete hain ka yakida hi jhootha hai.
    Aankhon se chchupe huwe me se sirf or sirf Allah Tala ko madad ke liye pukaarnaa jayej hai or esme kisi or ko saamil karnaa hi shirk karnaa kahaa hai.
    Kabar waale ab khud apne liye bhi na ek neki kmaa sakate hain or na Allah Tala se toubaa estagfaar kar sakate hain or na Allah Tala se maafi maang sakate hain to hamaare liye sifaaris kaise kar sakate hain ???????????
    Kabar waale ab hame nasihat nahi kar sakate hain jabki logon ko nasihat karnaa waazib kaam hai or na hamaare kissi mas'alah ka jawaab bataa sakate hain jabki waazib kaam hai.
    Wafaat ke baad Allah Tala ke hukoom ka paalan bhi nahi karte hain jabki Farz,Waajib kaam hai.
    Or —-

  4. Assalamualaikum, Ali bhai yeh firqa parast log aap se munazra chahte hain. Ye thouheed aur sahi hadeeson se munazra chahte hai, isse bada gumrahi aur kuch hai. Allah in logon ko hidayat de. Amin summa ameen.

  5. Masha Allah bless you with many blessings to you dear brother,
    Ali Bhai apko bht zyada suna Jata hai, Lakin bht se log apka Zikar b kerna munasib nae samajhty,,
    Allah pak apko sehat de Aaaaaameeeen

  6. Band kamea me ye sab recording hoti hai tu kiu ?
    Ye new Firqah hi nahi balke Old Fasad ka ye Silsila hai
    Allah guid you Mirza and Jahil Quistioner Stupid people.

  7. Ali bhai aur aapki team ko salaam. Maine aapke almost sabhi videos dekhe hai. Ali bhai with due respect aap ne jo master key of dawah wali aayat ka reference diya hai woh actually surah ale imran ki verse no 64. Jabke aapne by mistake surah nisa kaha hai. 🙏🇮🇳

Back to top button