
Islamic Democracy Vs Kingship ??? PAKISTAN ka Next Prime Minister kon ??? (Engr. Muhammad Ali Mirza)
Today topic is :Islamic Democracy Vs Kingship ??? PAKISTAN ka Next Prime Minister kon ??? (Engr. Muhammad Ali Mirza).
Video | Information |
---|---|
Title | Islamic Democracy Vs Kingship ??? PAKISTAN ka Next Prime Minister kon ??? (Engr. Muhammad Ali Mirza) |
Video Id | ZZQMqsrNOTk |
Video Source | https://www.youtube.com/watch?v=ZZQMqsrNOTk |
Video Image | ![]() |
Video Views | 40438 |
Video Published | 2018-07-22 13:45:21 |
Video Rating | 5.00 |
Video Duration | 00:57:31 |
Video Author | Engineer Muhammad Ali Mirza – Official Channel |
Video Likes | 1045 |
Video Dislikes | |
Video Tags | #Islamic #Democracy #Kingship #PAKISTAN #Prime #Minister #kon #Engr #Muhammad #Ali #Mirza |
Download | Click here |
Engineer Muhammad Mirza Ali

Muhammad Ali Mirza was born on 4 October 1977 in Jhelum, a city in Punjab, Pakistan. He is a 19th grade mechanical engineer in a government department.
Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
Is engineer Muhammad Ali Mirza Sunni or Shia?

Engineer Muahmmad Ali Mirza is Sunni, Known "Mulim ilmi kitabi".
How do I contact engineer Muhammad Ali?

You can call on this phone number, which is "03215900162", and discuss your problem with them.
Who is Mirza Ali of Pakistan?

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
What is the age of engineer Muhammad Ali Mirza?

(Engineer Muhammad Ali Mirza) Born: October 4, 1977 (age 46 years) Place: Jhelum Country: Pakistan
What is religion of Engineer Muhammad Ali Mirza?
Engineer Muhammad Ali Mirza is Muslim by religion. He is also known as muslim ilmi kitabi. He says " I,m Muslim Ilmi Kitabi".
What is the Education of Engineer Muhammad Ali Mirza?
He is an engineer by profession. And also a "Pakistani Islamic Scholar". He studied in "University of Engineering and Technology, Taxila".
- Surah Yaseen Pdf download | Mp3 | Video | Images
- New Ramadan Iftar and Sehri Time 2023 | Best Calender
- Surah Yaseen Ayat 1 with Best Translation 2023
- Surah Yaseen Ayat 20 Read online with translation (2023)
- Is Smoking Haram or Halal? Why? Islamic Perspective 2023
- Is Cineplex Poutine Haram or Halal? Religious Overview 2023
- Taharat-o-Namaz ka SUNNAT Tarika | Saheh Ahkam-o-Masal
- The Blessings of Tahajjud | Best Time | Rakat |Tahajjud 2023
- Tahajjud Time in Gujranwala: Night Prayer in Pakistan
- Meaning of “Allahumma Barik”: Understanding Its Importance
- Iman e Mujmal: Understanding the Basic Tenets of Faith in Islam
- The Sword of Imam Ali: Exploring the History, Significance, and Mystique of Islam’s Most Iconic Weapon
- Sifat meaning in urdu | English |Arabic | Meaning of صفت
- How to perform Eid-ul-Fitr? Eid-al-Fitr Mubarak – 2023
- The Top 15 Most Important Islamic Worship Places in the World
Democracy is the rule of people
Using the term Islamic democracy is as saying a term like Islamic Hinduism
Which is not logically fine
Islam will never accept Hinduism similarly Islam will never accept democracy because Islamic rules are not made by majority and democracy is the rule of majority
02 January 2023….💚
40, 341 views…..💜
2.12M subscribers……💙
💯 feesad mujadad ali bhai….👍🌹❣
NABI pak s.a.w.w or ahly baiet a.s py lakhon or karooron rahmaten nazil hoon….💚🌟🌹❣
Ayee Musalman kr ly es py goor….🧐
Baboon ka khuda oor….😨😡
Kitabon ka khuda oor….📚🌹❣
Great job ali bhai….👍🌹❣
Ma sha Allah ali bahi….👍🌹❣
at 50:30
Ali bhai ye qanoon pas ho chuka he
Good
Islamic democracy main legislature,executive aur judiciary aik hota hn jabka western democracy main Ye teeno alag hota hn
نعرے کا مطلب یہ نھیں ھوتا کہ وہ ھی آئیڈیالوجی ھوتی ھے۔ قائد اعظم نے اور مسلم لیگ کے کسی بھی لیڈر نے یہ نعرہ نھیں لگایا تھا۔ سیالکوٹ سے تعلق رکھنے والے پروفیسر مرحوم اصغر سودائی کی ایک نظم کے اشعارِ تھے پاکستان کا مطلب کیا لاالہ الااللہ۔ اس کا مسلم لیگ کے منشور سے کوئی تعلق نہیں تھا
علی مرزا کو گالی نہ دے بلکہ ہدایت کی دعا کریں بدبو اس کی صحابہ کرام کے خلاف ہے اس لئے میں گلی دیتا ہوں علی علماء کو بر
masha allah bhai bahut hi acha kam kr rahe quran ko aasan andaz me logon tak pahucha rahe he or woh bhi bina kisi firqawariyat ke aap ka bahut bahut shukriya bhai allah aap ko aap ke nek kamo ka behrareen badla ata kre …ameem,
lekin lekin lekin ….aap se kai mamlon me shikayat or tehaffuzat bhi he –
jis jamhoriyat ki aap ne baat ki keh halal ke dayre me rehkr aksariyat ki rai se fesla liya jaye bahut achi democracy he , lekin bhai ye jamhoriyat dr asl aap ke khayalon me to mojood he lekin na hi pakiatan me or na hi duniya ke or kisi dure mulk me chahe woh muslim ho ya ghair muslim country , mojud nahi he ,jamhoriyat kahi ki bhi ho jamhoriyat jamhoriyat he , jo awami numaindon ko kisi bhi qanoon ko parliman me bill ki surat me pesh krne , us pr behas krne , or use radd krne or use manzoor krne ka haq deti he .
chahe woh qanoon islami ho ya islam ke mukhalif , or yahi jamhoriyat is bill, qanoon or shik ko awami numaindon ki 2/3 aksariyat ke zariye radd or manzoor krne ka ikhtiyar deti he ye baat aap mante he. or is jamhori nizam ko kufr bhi samajh te he , sawal ye he ki kiya yahi nizam pakiatan me nahi he , sirf karar dad e maqasid ki buniyad pe ye nizam islami kaise ho jayega ali bhai ? , jabki ye karardad e maqaaid ek bill ki surat me parliman me pesh kiya gaya or is pe behas bhi hui or ise manzoor bhi kiya gaya , to batayen allah ki hakimiyat ki shik ko bill ki surat me pesh ktna , phir us pr behas krna , phir use manzoor or radd krne ka ikhtiyar awami numaindon ko dena or allah ki haqimiyat ko awani numaindon ki marzi ka mohtaz bana dena kiya ye khud ek kufri amal nahi he ?
or isi tarah or dusre islami qawaneen pesh kiye gye or unhe radd bhi kiya gya or ye sab in islami qwaneen ke sath karardad e maqasid ki shik ke hote huye kiya gya or kiya ja raha he or pakistan me raiz jamhoriyat bhi or dusri jamhoriyat ki tarah shariyat ke sath hone wale is khilwad ko nahi rok sakti , to phir aap bataye ye pakistani jamhoriyat islami jamhoriyat kaise ban gai………?
اگر ایک حکمران اچھا ہے تو صرف 5 سال ہی کیوں… اور اگر ایک حکمران اچھی کارکردگی نہیں کر رہا تو بھی 5 سال ہی کیوں..؟ 🤔
o nahin hain
i
اسلام علیکمEven if you form your own political party ali bhao
Aap ki baat bilkul sahi hai magar vote dalne ka haq sirf unlogon ko hona chahiye jin ko es k realted thoda boht alim ho, matlab universal adult franchise nahi hona chahiye, universal educated frnachaise hona chahiye , unpad logon ko vote nahi hona chahiye
جزاک اللہ,, اللہ آپ کو صالحین میں شامل فرمائے,, آمین ثم آمین
Allah aap ko salamat rakha aap ka mokhalfin ko be hidayet da hum San mosalmano ki rahnomaye kra aap ko Alem was istikamt data kra. Jza k. Alla ho khr
Masha Allah
I to ALLAH that his/her children like the person to whom he/she had given vote and also reborn with the same person on day of judgement. If say Amin then means u have given ur VOTE to right candidate otherwise ask from ur heart. This dua is a test case for ur heart and Brain. So say Amin otherwise in next life u will be accountable to Allah ST for this khianat. ALI sahib pl spread this dua.
That's the all things that Mr.IK is repeating again and again . Inshallah now we can hope for the best.
Assalamualaikum … Ap sa guzarish ya ha k kiya jamhoriat (Democracy) ma haq e hakmiyat Awam k pas nahi hota ? ap vote ko jamhoriat sa khalt malt karty hain or phir Jamhoriat ko shuraiyat sa khalt malt karty hain. Quran ma ya bhi to likha ha k haq or batil ko apas ma khalt malt na karo.. Agar ya jamhori system Islam ha to is matlab ya ha k Abu Bakar(RA) sa Ali(RA) tak Islam nafiz nahi tha. Q k wahan aisa nahi tha ak shakhs kisi secular jamat ka leader ho or dosra shaks mazhabi jamat ka leader ho or awam ko Ikhtiyar ho k chahy Islam ko vote dain ya Secular party ko vote dain. Islami Nizam ma nafiz to shariat hi hogi ab log kis ko apna ameer bana chahty hain wahan awam sa pocha ja sakta ha chahy 5 saal bad pocha jay ya 10 saal bad. 2nd kiya Abu Bakar(RA) ki zindadi ma Umar(RA) khalifa bany? ya unki wafat k bad ? ak khalifa dosry ko namzad karta tha ya committee(shura) banata tha shura k log apas ma sa kisi ko khalifa select karty thy ? jab umar shaheed hoy to Usman ko khalifa banaya gaya.. ab constitution ki bat kar lain.. Quran or sunnat k hoty hoy ap constitution banany waly kon hoty hain? Law of the Land is called Constitution ..Supreme law of the Land is called constitution ..jisy urdu ma dastor kehty hain.. ap pata kar lain kisi law k expert sa. Being a Muslim nation hamara supreme Law of the Land is Quran and sunnah, making another constitution becomes Haram in the presence of Quran and Sunnah. man made Constituion ko ehad bata kar ummat ko gumrah na kijiya plz.. Khilafat e Rashida sa ly kar Khilafat e Usmania tak mujhy bata dain agar kisi men made constitution ko ummat na qubol kiya ho or kisi na Insani hakmiyat par qaim Jamhoriat ko qubol kiya ho? Badshahat theek nahi ha ya sab janty hain lakin Jamhoriat ma chupa howa shirk bhi to logon ko batain k is system ma hakimiyat Allah ki nahi balky Riyasat ki , Parliment ki, or Logon ki hoti hai. Ap k constitution ma likha ha k Hakmiyat Allah ki ha .. ya Log kon hoty hain Allah ko hakimiyat ka ikhtiyar dainy waly. Allah pak Pakistan k constitution ki waja sa Hakim ha kiya ? batain.. or isi constitution ma likha howa ha 2/3rd majority jo chahy qanoon banaly to Hakmiyat to 2/3rd Majority ki ha .. tabhi to yahan sodi nizam khatam nahi ho saka abhi tak q k Allah na sood haram kiya tha Quran ma or 2/3rd Majority na halal kar diya parliment ma waah kiya Islami Jamhoriyat ha… Allah pak ha is sari haira phairi sa janab mirza bhai.. Islam ma haira phairi na karain …. Jazakallah.
(humare buzurgo )ye jumla aapki zuban pe suit nahi hota, kyuki is zamane ke sabse bde akabir to aaphi hai
tajjub ….
Mashallha so nice
Kya is election me Kisi party ke manifesto me shariyat nafiz Karne ki bat Kahi hai,
Ali Bhai shariyat ke mamle me apni Rai mat pesh kare,
Jo Allah ke nazil Karda ahkamat ke mutabik faisla nahi karte wo kafir hai, mushrik hai, fasiq hai.
Elections me participate karna Kaha se jayaz hua bhai
pinki peer ki kramat dekho
phir pinki peer pe bolo
pinki peer imran khan ke dushmano ka seena cheeer
phly shak tha ab yaqeen ho gya k ap ptwari ho
👍👍👍👍👍👍👍👍👍 bhut badhiya lecture
Na me whabi na me babi tum ho fitna fasadi
ہماری پارلمنٹ نے زنا بل رضا کو جائز قرار دیا ۔ کیا اسلام نے ایسا کرنا جائز ہے ؟
یکشن وغیرہ تو صرف ڈراما ہوتا ہے ایجنسی جس کو لانا چاہتی ہے لے آتی ہے اس لئے میں ووٹ یعنی کسی حکمران کے حق میں جھوٹی گواہی نہیں دیتا یعنی ووٹ نہیں ڈالتا
Adliya azad ho lekin biased ya bebaak na ho
Mr Ali Aap Yaha Wrong hai kyu ki Rasullullah k tym Systems laane k liye baaqaaida Planning hoti thii or Shoora Bhi rehta tha Or aap baar baar 1400yrs piche jaate hai Lekin Uss ki Copy toa Banaao Aaj Tak Porkistaan established hee nahi hua Lekin kabhi FiKr nahi kiye tum logo ne 70 saal hogaye
very very Nice
Engineer Sub AP seda seda q nahi khaty k me chata hu voot Imran Khan tu du sub bool mool q krty hu yr yahubi agent or fala fala seedi bat kro apnay paro karo see k Bhai me chata hu k AP voot imran ko du
Bari jamhooriat ki rat lagae hai to phr ammeer moaviya K baray men jamhoor ahle sunnat ki jo raye hai wo kyun nahi mantay K un K baray ehtiyati rwayya apnana hai un se jo ghalati hue hai Allah pe chor do phr tanqeed kesi jo ap pe har bayan men farz hai