Mufti Tariq Masood

Kaunsi Pukar Shirk Hai | Mufti Tariq Masood | Most Important @TariqMasoodOfficial

Kaunsi Pukar Shirk Hai | Mufti Tariq Masood | Most Important @TariqMasoodOfficial

Today topic is :Kaunsi Pukar Shirk Hai | Mufti Tariq Masood | Most Important @TariqMasoodOfficial.

Video Information
Title Kaunsi Pukar Shirk Hai | Mufti Tariq Masood | Most Important @TariqMasoodOfficial
Video Id 1qj0HgS-mNo
Video Source https://www.youtube.com/watch?v=1qj0HgS-mNo
Video Image 1680654371 676 hqdefault
Video Views 27041
Video Published 2021-04-01 04:40:43
Video Rating 5.00
Video Duration 00:08:44
Video Author Tariq Masood Exclusive
Video Likes 1736
Video Dislikes
Video Tags #Kaunsi #Pukar #Shirk #Hai #Mufti #Tariq #Masood #Important #TariqMasoodOfficial
Download Click here

Mufti Tariq Masood


Mufti Tariq Masood

Mufti Tariq Masood, Urdu: مفتی طارق مسعود; born 4 March 1975) is a Pakistani Deobandi author and Islamic scholar, who lectures at the Jamia Tur Rasheed seminary in Karachi. He has authored many books including Aik se Za’id Shadiyoon ki Zaroorat Kyu.

Mufti Tariq Masood, commonly known as Tariq Masood is a Pakistani Islamic scholar and commentator.

Who is Mufti Tariq Masood?

Mufti Tariq Masood is a renowned Islamic scholar, speaker, and teacher based in Pakistan. He has a vast following in the Muslim community, and is known for his in-depth knowledge of Islamic jurisprudence and the teachings of the Quran and Sunnah.

What topics does Mufti Tariq Masood typically speak about?

Mufti Tariq Masood speaks on a wide range of topics related to Islam, including Islamic jurisprudence (fiqh), Islamic history, Quranic exegesis (tafsir), and Hadith studies. He is also known for his insightful lectures on contemporary issues facing the Muslim community.

How can I find Mufti Tariq Masood’s lectures and speeches online?

Mufti Tariq Masood's lectures and speeches are widely available on various online platforms, including YouTube, Facebook, and other social media platforms. You can also find his lectures and speeches on his official website.

What is the best way to learn from Mufti Tariq Masood?

The best way to learn from Mufti Tariq Masood is to attend his lectures and speeches in person, if possible. However, if you are unable to attend in person, you can still benefit from his teachings by watching his lectures and speeches online and reading his books and articles.

How can I apply Mufti Tariq Masood’s teachings to my daily life?

You can apply Mufti Tariq Masood's teachings to your daily life by striving to follow the teachings of Islam in all aspects of your life. This includes following the principles of Islamic jurisprudence, living a moral and ethical life, and seeking knowledge and understanding of the Quran and Sunnah.

What is the significance of Mufti Tariq Masood’s teachings in the Muslim community?

Mufti Tariq Masood's teachings are highly regarded in the Muslim community, and he is known for his deep understanding of Islamic jurisprudence and the teachings of the Quran and Sunnah. His teachings are seen as a source of guidance and inspiration for Muslims around the world.

How does Mufti Tariq Masood approach contemporary issues facing the Muslim community?

Mufti Tariq Masood approaches contemporary issues facing the Muslim community by analyzing them in the context of Islamic teachings and principles. He seeks to provide guidance and solutions that are rooted in Islamic jurisprudence and the teachings of the Quran and Sunnah, while also taking into account the social and cultural context in which these issues arise.

What is Mufti Tariq Masood’s approach to interfaith dialogue?

Mufti Tariq Masood is known for his approach to interfaith dialogue, which emphasizes mutual respect, understanding, and cooperation between people of different faiths. He encourages Muslims to engage in dialogue with people of other faiths in order to promote peace, harmony, and understanding.

How does Mufti Tariq Masood view the role of women in Islam?

Mufti Tariq Masood views the role of women in Islam as essential and important. He emphasizes the need for women to be treated with respect and dignity, and to be given equal opportunities to pursue education, careers, and other interests. He also stresses the importance of women's role as mothers and caregivers in the family and society.

What is Mufti Tariq Masood’s advice for young Muslims?

Mufti Tariq Masood's advice for young Muslims is to strive for excellence in all aspects of their lives, while always keeping the teachings of Islam in mind.

Mufti Tariq masood is shia or sunni?

Mufti Tariq Masood is sunni.

Mufti Tariq Masood

Mufti Tariq Masood is a distinguished Islamic scholar and a beacon of knowledge in the Muslim community. With his profound expertise in Islamic sciences, he has become a respected figure in the field of religious education and guidance. Drawing upon the teachings of the Quran and Hadith, Mufti Tariq Masood has devoted himself to elucidating the beauty and wisdom of Islam to people from all walks of life.

38 Comments

  1. Pad pad muftiya wadee wadee kitaban pad kay ban gaya qazee. Makka madeena chakar Mariya ban gaya hajee. Kilma par gour karoo allah kay sewa kuch nahain neklay ga jab gair allah hyhe naheen god is not limited he is unlimited ahlimarfat kay pawoon chomu phir pata chalay ki gair allah kiya hai

  2. Assalamwalikum mufti saab I'm 24 years old I'm getting pimples on faces a lot from last 4 years pls suggest me wht what I do to stop pimples on face

  3. Vali bhi allah ke pass se hi dete hai
    Jo nabi wasi imam
    Unse hum mangte h vo bhi allah se jude h
    To vo shirk nahi

    Per hum ring
    Ya kisi rumal ya kisi tree ya kisi nadi se mange suraj chand se bange to vo shirk h

  4. Ae Kaynaat Ke Rab, Ae Hume Paida Karne Waale Aur Rizk Ataa Karne Waale Parwardigaar Humare ❤️ Dilo Ko Imaan Ke Noor Se Munavvar Farma Aur Hume Bhi Apne Ghar Ki Ziyarat Naseeb Farma – Ameen

  5. یا اللہ جب تک سانس میں سانس باقی ہے اپنے سوا کسی کا
    محتاج نا فرمانا . آمین
    محمد زبیر بجنوری

  6. Imdadullah makki sb jb mureed ke pukarne pr kamre se hi doobta samandari jahaaz peet pr kinaare le aaye?
    Woh shirk nhi?

    Fazail aamaal mai aise hi shirk o biddat ke waqiat hai ,wahi padhte padhate hai aur tawheed pe bayan dete hai

  7. Tum ALLAH ko Chod k Gairullah ko Pukarte ho Lihaja Shirk Paaya Gaya ?
    Al Jawab : Shirk hai to kyu ? Aur Kis Tarah Ka Shirk Hai ? Kis Category me jaayga ? Tumhare bol dene se shirk nahi hota hai. Kya Pukardene se shirk hojata hai ?
    Pehle Tum Ye Decide Karo Gairullah me Zinde aur murde ki kaid hai ya dono gairullah hai ya dono alag hai ?
    Allah Taala K Elawa Tamam Makhlook jisko wajood baksha hai chahye Ambiya Alaihsalam ho Auliya ho Jinn Farishte Insaan haiwanat al garz har cheez ka shumar gairullah me hota hai. To Gairullah ko tum bhi pukarte ho tum khud mushrik huwe ho.
    Lihaja Pukarnaa to shirk naa huwa PUJNA shirk hota hai PUKARNA AUR PUJNA Dono me fark hai Aur Pukarne se banda mushrik hota to daily insaan kisi na kisi ko pukarta hai woto sab gaye phir. Ye Chand baatein hai jo Spoon ki trah saamne rakhi hai jab bhi in khabiso se bahes ho usool k mutabik samjhaye ye baat jab bahes hoti hai to wo karte hai lihaja isliye bayan kar diya awaal to awaam ko bahes karna nahi chahye kyuki uske liye bahot ilm chahye agar kabhi aise naubaat aajaye koi khabees saamne mil jaaye bahes baaji karte to usoolan step wise samjhaye wo lajawab hojayga IN SHA ALLAH Taala

  8. Pehle aayat me farmya ALLAH Sabse badkar madadgaar hai aur beshak ispe hi hum sabka akeeda hai phir dusre makam me jo bayan huwa farmaya ALLAH TAALA Musalmano ka to madadgaar hai par Kaafiro ka koi madadgaar nahi hai par Musalmano k liye kya farmaya
    Ayat 38 :

    ا عَلَيهِ فَإِنَّ اللَّهَ هُوَ مَولاهُ وَجِبريلُ وَصالِحُ المُؤمِنينَ ۖ وَالمَلائِكَةُ بَعدَ ذٰلِكَ ظَهيرٌ
    “Beshak Allah Unka Madadgaar Hai Aur Zibril Aur Nek Momineen Madadgaar Hai”

    (Al Quran Surah 66 At Tehrim Ayat : 04)

    Ab Is aayat me Farmya ALLAH MADADGAAR HAI Musalmano ka Jibrail Alaihi Salam bhi aur Nek Momin bhi Madadgaar hai ek dusre k kya taabir aaygi iski ? ?

    Is main Tatbee yun Qaem hogi, k ALLAH Haqeeqi madadgaar hai, Aur Jibrael AlaihSalam, aur Auliya E Karam, ALLAH TA'ALA ki Ata se madadgaar hain, jo Zaat-E-Baari TA'ALA Ata farma rahi hai, us main aur jis ko Ata kiya ja raha hai, un Hazraat main barabri ka Tassawwur bhi nahin kiya jasakta, aur jab barabri nahin to SHIRK kahaan se hoga??

    Aur ye farmaya k KAFIRO Ka Koi Madadgaar Nahi hai kyu ? Pata chala k Madadgaar hona yeto ALLAH waalo k liye hai Musalmano k liye ab jin logo ne madadgaar ko hi Me’aar bana liya hai wo kon hai ?? Faisla to Quran ne kar diya ab hum kya kahe.

  9. ثُمَّ جاءَكُم رَسولٌ مُصَدِّقٌ لِما مَعَكُم لَتُؤمِنُنَّ بِهِ وَلَتَنصُرُنَّهُ
    “Phir Tashrif Laaye Tumhare Pass Wo Rasool To Tum Zaroor Zaroor Unpar Imaan Laana Aur Zaroor Zaroor Unki Madad Karna”
    (Surah 03 Al Imraan Ayat 81)
    Ye Aayat e Mubaraka Us wakya ki tashreeh hai jab Dunya me Insaano ko bheja nahi gaya tha us wakt Tamam Insaano ki Rooh ko AALAM E ARWAAH me jama kiya gaya aur baad me fakat unki Rooh e Aqdas ko rakha gaya jo Nabiyo me Shamil hai us wakt ALLAH taala ne Tamam Nabiyo se ye waada liya k Jab Kabhi Agar Tumhare Darmiyan Nabi E KARIM صلى الله عليه و آله وسلم tashreef le aaye to unpar Imaan Laana Unka Kalima padhna aur UNKI MADAD KARNA to yaha MADAD kyu karne ko kaha ?

  10. يا أَيُّهَا الَّذينَ آمَنوا كونوا أَنصارَ اللَّهِ كَما قالَ عيسَى ابنُ مَريَمَ لِلحَوارِيّينَ مَن أَنصاري إِلَى اللَّهِ ۖ قالَ الحَوارِيّونَ نَحنُ أَنصارُ اللَّهِ ۖ فَآمَنَت طائِفَةٌ مِن بَني إِسرائيلَ وَكَفَرَت طائِفَةٌ ۖ فَأَيَّدنَا الَّذينَ آمَنوا عَلىٰ عَدُوِّهِم فَأَصبَحوا ظاهِرينَ
    “Aye Imaan Waalo Allah k Deen K Madadgaar Raho Jaise Isaa Maryam K Bete Ne Hawariyo Se Kaha Tha Kon Hai Jo ALLAH ki Taraf Hoke Meri Madad Kare Hawari Bole Hum Khuda K Deen K Madadgaar Hai To Bani Israel K Ek Giroh Ne Imaan Laaya aur ek Giroh Ne Kufr Kiya To Humne Imaan Waalo Ko Unke Dushmano Par Madad Di TO Gaalib Hogaye ”

    (Surah No 61 Surah Saff Ayat 14)
    Ayat 26 :
    يا أَيُّهَا الَّذينَ آمَنوا إِن تَنصُرُوا اللَّهَ يَنصُركُم
    “Aye Imaan Waalo Agar Tum Khuda k Deen Ki Madad Karoge Allah Tumhari Madad Karega”
    (Al Quran Surah 47 Muhammad Ayat : 07)

    Is Aayat me Mauzood hai Hazrat Isaa Alaihi Salam ne apne Hawario se madad maangi hai halanki k khud Nabi hai ALLAH ne to aayat bhejni thi naa k Isaa Ye Kya tu Nabi Hoke Gairullah se madad le raha Hai par iske Khilaf Quran me mauzood hai k ALLAH ne Aisa nahi farmaya balki us madad pe Fakr kiya hai aur Musalmaano ko bhi taakeed ki k Tum Bhi Us Trah deen ki madad karo jaise Isa Alaihi Salam k Hawario ne ki hai
    Kya Allah Taala Khud Apne Deen Ki Madad Nahi Kar Sakta hai Jo Bando Se keh Raha Hai ?
    Kya Matlab Huwa ALLAH k Izan k bina koi lakh koshish karle kuch nahi kar sakta kya akeeda banega Hakiki Madad to ALLAH hi karta hai bande bas Mazhar hai aur unke yaha to madadgaar hona hi shirk hai phir ye kya Shirk Huwa.

  11. Mukhaliffen k taraf se Ahle Sunnat K Khilaf Sabse Ahem jo unwaan hai wo ye hai k Tum Gairullah se maangte ho lihaja Shirk hai awwal to pehli post pe humne Ayaat e Qurani se wajeh kiya hai k Me’aar E Uloohiyat Madadgaar hona Mushkil kusha Hona Hazatrawa hona Dastageer Hona nahi hai agr Madadgaar Hona Me’aar e Uloohiyat hota to ek lamha k liye bhi kisi ko nahi diya jaata hai Lihaja jo jaahil ye khte hai Madadgaar Maan lene Se Shirk hojayha wo  Ahkaam e Quran se khali hai Shirk tab aayga Jab IBADAT ki jaygi ALLAH ki siwa kisi aur ki to shirk hoga abhi mai aayate likhunga Madadgaar hone k talluk se
    Allah Taala ne Khud Apne bando ko Apni Madad Ka Mazhar Banaya hai jo Nas e Quran se saabit hai Ab Jin Ahmak Jahilo ko Ibadat Aur Madadgaar Hone Me Fark nahi Pata wo hi jaahil hai jo Shirk k fatwe thokte hai kitna FARK hai MADAD aur IBADAT me soche to saaf saaf samajh aajayga.
    MADAD Iske liye arabi lafz hai ISTEGHASA aur ISTIANAT ye dono lafz Quran me mauzood hai.

    1)ISTEGHASA  : ”KISI KO MADAD K LIYE PUKARNA”
    (Imam Raghib Asfahani Al Mufradat Alfaaz AL Quran, Pg : 617)
    2)ISTIA’NAT  : ”MADAD TALAB KARNA”
    (Imam Raghib Asfahani Al Mufradat Alfaaz AL Quran, Pg : 598)

  12. Pahli baat aap logo ko bewaqoof bana rahe ho
    Kya aapko pata nahi hai
    Shirq kise kahte hain
    Gair ullah ki ibadat karna Shirq hai
    Ab ye batao tum madad ko Shirq me kiun mila rahe ho
    Isteghasa. isteanat. me tumhe fark hi nahi dikhta kya. Wah sir wah

  13. Mango sirf khuda se lekin hamare nabi (SAW) & Auliya allah ke sadke me dua mangna chahiye woh allah ke MAQBOOL bande he hum gunehgar he…
    ALLAH HAMARE NABI PAAK (SAW) KE SADKE ME UMMATE MOHAMMAD KO HIDAYAT DE…

    AAMIN

  14. Bhai dua me Ya shaik abdul qadir sahinullah kehna shirk hai kya,hamare masjid me barelvi Imam hai Raza Quadri silsile wala wo aise hi kehta hai ,ya junaid ya abdul qadir ya rasul ullah etc

  15. Salaam dear Tariq sir!achaa bayaan hai.layken mere pass bahut achy achy question hotay hai..?
    Q:-(1)jhoot kiya hai, kiya jhoot bolnay ki hameshaa gunaa hai, kin cases may jhoot bolnaa jaez hai, kiyaa jhoot bolnaa bilkul b jaez nahi hai, alot of questions about the jhoot…….?
    Plz sir jhoot par ek tafselee video banawoo, taa k hammay jhoot ka concept ka pata chalay…??k asal may jhoot hai kiyaa…!

Back to top button