
Kin Kin LOGON ko aur kin kin KAMON main ZAKAT day saktay hain
Today topic is :Kin Kin LOGON ko aur kin kin KAMON main ZAKAT day saktay hain.
Video | Information |
---|---|
Title | Kin Kin LOGON ko aur kin kin KAMON main ZAKAT day saktay hain |
Video Id | foQn6_69fAc |
Video Source | https://www.youtube.com/watch?v=foQn6_69fAc |
Video Image | ![]() |
Video Views | 75768 |
Video Published | 2015-06-07 04:46:07 |
Video Rating | 5.00 |
Video Duration | 00:15:01 |
Video Author | Engineer Muhammad Ali Mirza – Official Channel |
Video Likes | 1279 |
Video Dislikes | |
Video Tags | #Kin #Kin #LOGON #aur #kin #kin #KAMON #main #ZAKAT #day #saktay #hain |
Download | Click here |
Engineer Muhammad Mirza Ali

Muhammad Ali Mirza was born on 4 October 1977 in Jhelum, a city in Punjab, Pakistan. He is a 19th grade mechanical engineer in a government department.
Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
Is engineer Muhammad Ali Mirza Sunni or Shia?

Engineer Muahmmad Ali Mirza is Sunni, Known "Mulim ilmi kitabi".
How do I contact engineer Muhammad Ali?

You can call on this phone number, which is "03215900162", and discuss your problem with them.
Who is Mirza Ali of Pakistan?

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
What is the age of engineer Muhammad Ali Mirza?

(Engineer Muhammad Ali Mirza) Born: October 4, 1977 (age 46 years) Place: Jhelum Country: Pakistan
What is religion of Engineer Muhammad Ali Mirza?
Engineer Muhammad Ali Mirza is Muslim by religion. He is also known as muslim ilmi kitabi. He says " I,m Muslim Ilmi Kitabi".
What is the Education of Engineer Muhammad Ali Mirza?
He is an engineer by profession. And also a "Pakistani Islamic Scholar". He studied in "University of Engineering and Technology, Taxila".
- Surah Yaseen Pdf download | Mp3 | Video | Images
- New Ramadan Iftar and Sehri Time 2023 | Best Calender
- Surah Yaseen Ayat 1 with Best Translation 2023
- Surah Yaseen Ayat 20 Read online with translation (2023)
- Is Smoking Haram or Halal? Why? Islamic Perspective 2023
- Is Cineplex Poutine Haram or Halal? Religious Overview 2023
- Taharat-o-Namaz ka SUNNAT Tarika | Saheh Ahkam-o-Masal
- The Blessings of Tahajjud | Best Time | Rakat |Tahajjud 2023
- Tahajjud Time in Gujranwala: Night Prayer in Pakistan
- Meaning of “Allahumma Barik”: Understanding Its Importance
- Iman e Mujmal: Understanding the Basic Tenets of Faith in Islam
- The Sword of Imam Ali: Exploring the History, Significance, and Mystique of Islam’s Most Iconic Weapon
- Sifat meaning in urdu | English |Arabic | Meaning of صفت
- How to perform Eid-ul-Fitr? Eid-al-Fitr Mubarak – 2023
- The Top 15 Most Important Islamic Worship Places in the World
Fiaz sialkot
2ndly ye bataain 1 bandy k paas 2cr ki gari he 20cr ka ghar he ameer aadmi he us pe zakaqt wajib nai he us 22cr pe agar wo use kar raha he. Dusri taraf 1 orat k galy main 1 tola chain he or (kuch paise) hain us gold chain pe zakat faraz he q k 1 tola chain 52.5 tola silver se mehngi par gai. jab k wo orat bohot gareeb he… is baary main b rehnumaai karain
Sir ye bataain aaj kal pakistan main lakh rupee ki okaat kya he? Ye 52.5 tola chaandi ki amount kab barhaai jaay gi k zakat k mustahiq us criteria main aa sakain.. lakh to gareeb ki kameti se b nikal e aata he jis main aaj kal kuch b nai hota
Aap ny kha ksi ka quarz utaar sakty hain .
Ager ksi ko aap ny quarz deya ho aur wo us ko uttarny ke sakat na rakhta ho tu apna ushar qaarz ke mad main adda kr sakty hain?
Mirza Saab ma mazoor ho or ma zaiyda tr km ni kr sakta mere pass kuch pesy 8 10 lkh ky muje be zakiat Deni Chi???
Fidya k bare m bhi bayan batain k kya apne behen ya bhai ko fidya de sakte h ya nhi please batain jazakallah kher kheran kaseera ameen summa ameen
Hospitals 🏥 main Jo zakati or falahi yani foundations proper chal ry hain kiya wahan per b hum dy skty hain zakat ??
Kisi Ki jaan Bach skti h medicine mil skti. H unko us paison say ?
کیا بدعتی شخص اور دھاگے تعویذ پہنے والوں کو زکوٰۃ دے سکتے ہیں؟
Kya Diamond or Platinum jewellery pr zakat Diya jata hai??
10 student ko 10-10 hazar rupya dekar malik bana diya to unki marzi ke khilaaf jo ab ye paisa naderse ke kharch mein lagaoge to ye dhoka hai Allah Taala kaise iski ijzat deta hai
Jo pese logon sa lene hon unpa b zakat ho gi?
Salute to u sir…
Watching from kashmir (dispute territory)
I have a question.
Hmara ek customer hai jo bank corrupt ho gya hai. Usne hmare pese b dene hain or de nahi paa raha. To kia wo pese zakat me kat sakte hain?
Jis k pas 1 tola sona ho us ko zakat dy sakty hain
Sir you are great 👌👌👌
Taleem hasil karny k leye zakat ka istemaal jaiz hai ya ni
Zabrdst
Jazakallahu khaira
Zakat bta k dain ya baghiar btai dain
Farz zakaat sirf musalman ko dena hai iski aapne koi daleel nai di hadees ya quraan se esa kyu please iske baare me bataye .
Kia kisi bemaar ka ilaaj kra sktay hien..
Asslamualaikum…please Fqeer aur Miskeen me fark btaen…aapne bola hai Faqeer wo jo Hajat Samne na rkhta ho aur Miskeen wo Jisko Pahchanna padta hai…ye aap opposite to n bol gye hn please Durust kr k btaen.
JazakALLAH.
Ek baat smjh nahi ayi. Ap ne kaha k mannat maani hui ho aur insan fout ho jaye to aulaad poori kare. Agar wo insaan sahib e aulaad na ho to kya biwi ya behen bhai uski mannat poori kar skte hain?
Kya zakat ki raqam se building bnai ja sakti ya kisi ghareeb ko ghar bna ke diya ja sakta he
Ma sha Allah and jazakulla brother
Assalamualikum Ali bhai kia zakat ko jama karke rakh sakte h ya hath ke hath dena zaruri h jese humne ek sal ki zakat jama kar li is niyat se ki kisi ki zarurat puri ho je yani shadi wagera yani sab doston ne apne apne ghar ki zakat de or collect kar lia or fir agle sall ki zakat bhi collect kar li to pehle zakat pe bhi zakat deni hogi ya jo present Mai usi ki deni hogi plzz zarur bata den. Khuda Hafiz
Ali bhai Zakat jis ko de jae us ko malik banana zarori hai un paiso ka,Jo hum ne suna hai magar yahan ap kah rahe hai k musafir ko na dean conductor ko den to phir musafir to us ka malik na bana
Assalamu alaikum,
Biwi apne shohar ko zakat de sakti hai. Ahadees se sabut hai. Sahi bukhari 1466 in islam360. Haan shohar zakat ka mustahiq hona chahiye
Pukara aur miskin ka matlab ulta samjhaya gaya hai
ماشاءاللہ
Stay blessed..
Agar maqrooz Kay pass Ghar hai, phir bhi zakaat di ja sakti hai
Kya Madrasay Kay teacher ko ju Quran parhta hu ussay Zakat de sakte hein pay Kay tour per?