
NABI ﷺ nay kis SEHABI رضی اللہ عنہ kay peechay NAMAZ ada fermai ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza)
Today topic is :NABI ﷺ nay kis SEHABI رضی اللہ عنہ kay peechay NAMAZ ada fermai ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza).
Video | Information |
---|---|
Title | NABI ﷺ nay kis SEHABI رضی اللہ عنہ kay peechay NAMAZ ada fermai ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza) |
Video Id | 8JHWm78CdHc |
Video Source | https://www.youtube.com/watch?v=8JHWm78CdHc |
Video Image | ![]() |
Video Views | 19173 |
Video Published | 2018-06-29 09:20:07 |
Video Rating | 5.00 |
Video Duration | 00:08:23 |
Video Author | Engineer Muhammad Ali Mirza – Official Channel |
Video Likes | 617 |
Video Dislikes | |
Video Tags | #NABI #ﷺ #nay #kis #SEHABI #رضی #اللہ #عنہ #kay #peechay #NAMAZ #ada #fermai #Engineer #Muhammad #Ali #Mirza |
Download | Click here |
Engineer Muhammad Mirza Ali

Muhammad Ali Mirza was born on 4 October 1977 in Jhelum, a city in Punjab, Pakistan. He is a 19th grade mechanical engineer in a government department.
Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
Is engineer Muhammad Ali Mirza Sunni or Shia?

Engineer Muahmmad Ali Mirza is Sunni, Known "Mulim ilmi kitabi".
How do I contact engineer Muhammad Ali?

You can call on this phone number, which is "03215900162", and discuss your problem with them.
Who is Mirza Ali of Pakistan?

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
What is the age of engineer Muhammad Ali Mirza?

(Engineer Muhammad Ali Mirza) Born: October 4, 1977 (age 46 years) Place: Jhelum Country: Pakistan
What is religion of Engineer Muhammad Ali Mirza?
Engineer Muhammad Ali Mirza is Muslim by religion. He is also known as muslim ilmi kitabi. He says " I,m Muslim Ilmi Kitabi".
What is the Education of Engineer Muhammad Ali Mirza?
He is an engineer by profession. And also a "Pakistani Islamic Scholar". He studied in "University of Engineering and Technology, Taxila".
- Surah Yaseen Pdf download | Mp3 | Video | Images
- New Ramadan Iftar and Sehri Time 2023 | Best Calender
- Surah Yaseen Ayat 1 with Best Translation 2023
- Surah Yaseen Ayat 20 Read online with translation (2023)
- Is Smoking Haram or Halal? Why? Islamic Perspective 2023
- Is Cineplex Poutine Haram or Halal? Religious Overview 2023
- Taharat-o-Namaz ka SUNNAT Tarika | Saheh Ahkam-o-Masal
- The Blessings of Tahajjud | Best Time | Rakat |Tahajjud 2023
- Tahajjud Time in Gujranwala: Night Prayer in Pakistan
- Meaning of “Allahumma Barik”: Understanding Its Importance
- Iman e Mujmal: Understanding the Basic Tenets of Faith in Islam
- The Sword of Imam Ali: Exploring the History, Significance, and Mystique of Islam’s Most Iconic Weapon
- Sifat meaning in urdu | English |Arabic | Meaning of صفت
- How to perform Eid-ul-Fitr? Eid-al-Fitr Mubarak – 2023
- The Top 15 Most Important Islamic Worship Places in the World
26 December 2022…💚
19, 052 views…..💜
2.12M subscribers….💙
💯 feesad mujadad ali bhai…..👍🌹❣
NABI pak s.a.w.w or ahly baiet a.s py lakhon or karooron rahmaten nazil hoon….💚🌟🌹❣
Great Islamic scholar ali bhai…..👍🌹❣
Firqa wariyat murda baad…..🤑🤡🦍
Ilme kitabi zinda abad…..👍📚🌹❣
Allah pak ali bhai ko lambi umar or sahat wali zindgi day….amieen……🤲🌹❣
Jazak Allah o khaira ali bahi….👍🌹❣
Ali Bhai what about Tirmizi 363 Hadees Number.
Anas narrated: Allah's Messenger performed Salaat during his illness behind Abu Bakar while seated, wrapped in a garment. Please answer anyone.
Syedna Abdur Rehman ibn e auf ra pe hamari zaat qurban. Magar yeh hadees koi sahi nahin manay ga. Muslim Shareef 100 % tu sahi nahin. Hadees hey koi Quran nahin.
Yeh hadees kamzur hogi
Sharm to nhi ati mulan,,
Or kitna nabi ki shan ko ghattao hy..toba..astaghfar….
Kiya Bukhari Muslim ,,, maaz Allah ye Quran sy barh k h k ????
Jazakallah khair. Aap ne haq bayan kia
Ali bahi na jo hadees byana ki hen please unke number mention ker den
Hazrat Abu Bakkar R.A ny 18 namzy prhi .jb AP S.W.W bemar thy .wafat k qareeb
Salaam Allah s.w.t tumhari hadayat karay tu nay Ma'asoom Nabi s.a.w ko aik aam insaan kay pechay namaaz parha di or jinhaon nay doosron ki hadayat karni thi woh apni Kameez k bazo ka khayal na rakh rakh sakay. apna or dosron ka imaan barbaad na karo .Allah Hafiz o Nasir
Aapki aql sathya gya hai kya, moli sh
aur is rooh e arz pe doosre shaqs honge Imam Muhammad ibn Abdullah Al-Mahdi jinke peechhe Isa A.S. namaz padhenge
Hadis no. 633 maine check kiya jo bilkul aisi hi hai jaisi engineer sahab ne byan ki hai
Ali bhai abu bakar rz ke piche hone ke baad nabi ne jab naamaz padai to nabi ko kaise pata chala ki kitni rakat ho chuki hi??
Kyoki aapke nazdik to nabi ko ilme gaib nhi tha
Khuda ka khoaf karain janab. Qur'an kehta hay keh Rasool say aagay qadam mt barhao , apni aawaz ko Rasool ki awaz say baland mt Karo warna tumharay aamaal Barbaad ho jaain gay yaani apna wajood hi kho bethengay.
yahan ap ki riwayat k mutabiq kisi or ki Rasool e Islam saww ko Namaz parhane ki soorat ma Namaz parhanay walay ki aawaz b baland hoti hay aur woh aagay b khara hota hay. Kesay koi namaz parha sakta hay Nabi ko aur Qur'an ki mukhalfat kr sakta hay aur kaafir ho sakta hay Yeh kr k ? Agar koi kehta hay keh Rasool nay khud Parhi ya kisi ko kaha keh namaz parhana jari kiun na rakha to batao kia Rasool apnay maqam say waqif nahin thay ? Kia Rasool s.a.v.w Quran k khilaf hukm day saktay thay ?
Engineer sb. Hadd hi kr Di Aap nay. Doosri Baat Yeh keh Rasool ko hajat nahin hoti. Peshab etc. Nijaasaat hain aur Qur'an ki aayat e tatheer main hay keh nijaasat Ahl e Bait k qareeb Tk nahin aa sakti. Zahir Si Baat hay keh hr qism ki nijaasat Rasool k qareeb b nahin aa saktin. Aur Aap log nauzubillah Rasool k peshab ko sabit kr rahay ho jhooti ahaadees say. Quran ki roshni main parakh lo ahhadees ko Khuda ka wasta. Mt ilzam Lagao Rasool s.a.v.w pr plz.
AISA NH HOSAKTA , YE MUAVIYA K DOUR MA GARHI HUI HA OR SYED SIRF RASOOL SAWW OR AWLAD E RASOOL SAWW K ELAWA KOI NH HOTA
لاکھوں سلام امیر المومنین حضرت ابوبکر صدیق رضی اللہ تعالیٰ عنہ پر… ❤❤❤
لاکھوں سلام حضرت عبدالرحمن بن عوف رضی اللہ تعالیٰ عنہ پر… ❤❤❤
as salaamu alaikum…..apse guzarish hai k saat me hawa dety rahy kui k mai hawala dekh apke clips dekhta hun
Yr kuch hadees chupa lete ho jab abu bakar or umar (r a)ki fajeelat ki bat aati h..abu bakar ke peeche bhi aap saw ne namaj padhi hai pr imam sab ke tab bhi nabi hi honge.
Siddeqe Akbar par salam..
Jo BT Pak nabi see mansoob ho or wo quran k makhalaf ho tu wo nabi ki hadees nehi khud sakhta ha jhoti gheri GI ha or hadees kes zamanay me sab see ziada gheri GI Hain wo zamana mawaia ka zamana ta or maghiera abne sheba kes ka khas admi ta wo apko engineer sb khob pata ha Pak nabi ko koi namaz Ni perha sakta chaheye wo Ali ,Hassan ,or Hussain hi q na ho Or Ali a.s ko koi namaz Ni perha sakta pak Muhmaad k sewa chaheye wo Hassan or Hussain hi q na hn