Engineer Mirza Ali

QIBLAH Rukh PAISHAB kerna, THOOKNA aur PAON kerna Kesa hai ??? (Engineer Muhammad Ali Mirza)

QIBLAH Rukh PAISHAB kerna, THOOKNA aur PAON kerna Kesa hai ??? (Engineer Muhammad Ali Mirza)

Today topic is :QIBLAH Rukh PAISHAB kerna, THOOKNA aur PAON kerna Kesa hai ??? (Engineer Muhammad Ali Mirza).

Video Information
Title QIBLAH Rukh PAISHAB kerna, THOOKNA aur PAON kerna Kesa hai ??? (Engineer Muhammad Ali Mirza)
Video Id aSMZ1IVWYkM
Video Source https://www.youtube.com/watch?v=aSMZ1IVWYkM
Video Image 1678173904 889 hqdefault
Video Views 128426
Video Published 2016-04-03 08:47:58
Video Rating 5.00
Video Duration 00:17:40
Video Author Engineer Muhammad Ali Mirza – Official Channel
Video Likes 2242
Video Dislikes
Video Tags #QIBLAH #Rukh #PAISHAB #kerna #THOOKNA #aur #PAON #kerna #Kesa #hai #Engineer #Muhammad #Ali #Mirza
Download Click here

Engineer Muhammad Mirza Ali


Mirza Ali

Muhammad Ali Mirza was born on 4 October 1977 in Jhelum, a city in Punjab, Pakistan. He is a 19th grade mechanical engineer in a government department.

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.

Is engineer Muhammad Ali Mirza Sunni or Shia?

engineer mirza ali

Engineer Muahmmad Ali Mirza is Sunni, Known "Mulim ilmi kitabi".

How do I contact engineer Muhammad Ali?

Engineer Muhammad Ali Mirza

You can call on this phone number, which is "03215900162", and discuss your problem with them.

Who is Mirza Ali of Pakistan?

muhammad mirza ali

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.

What is the age of engineer Muhammad Ali Mirza?

mirza ali

(Engineer Muhammad Ali Mirza) Born: October 4, 1977 (age 46 years) Place: Jhelum Country: Pakistan

What is religion of Engineer Muhammad Ali Mirza?

Engineer Muhammad Ali Mirza is Muslim by religion. He is also known as muslim ilmi kitabi. He says " I,m Muslim Ilmi Kitabi".

What is the Education of Engineer Muhammad Ali Mirza?

He is an engineer by profession. And also a "Pakistani Islamic Scholar". He studied in "University of Engineering and Technology, Taxila".

Support Surah Yaseen By following:
Surah Yaseen Publication

25 Comments

  1. *Qibla 🕋 rukh paon karna🦶🏻thookna 🤤 yaa peshab karna💦 kaisa hai ?*🤷🏻‍♂️

    Beshaq Kaaba , Quraan , Roza-e-Rasool ﷺ Allah ki nishaniya hain, aur inki tazeem karna taqwe me se hai.
    Daleel 👇🏻
    Surah Hajj aayat 32
    وَمَن يُعَظِّمْ شَعَـٰٓئِرَ ٱللَّهِ فَإِنَّهَا مِن تَقْوَى ٱلْقُلُوبِ
    Jo koi taazeem karta hai Allah ki nishaniyo ki , to beshaq ye dilo k taqwe me se hai.

    Kaabe ki taraf pair nahi karna chahiye aur iski tazeem karna chahiye.

    Sahih Al-Bukhari Hadees 394
    حَدَّثَنَا أَبِي أَيُّوبَ الأَنْصَارِيِّ، أَنَّ النَّبِيَّ صلى الله عليه وسلم قَالَ ‏ "‏ إِذَا أَتَيْتُمُ الْغَائِطَ فَلاَ تَسْتَقْبِلُوا الْقِبْلَةَ وَلاَ تَسْتَدْبِرُوهَا، وَلَكِنْ شَرِّقُوا أَوْ غَرِّبُوا ‏"‏‏.‏ قَالَ أَبُو أَيُّوبَ فَقَدِمْنَا الشَّأْمَ فَوَجَدْنَا مَرَاحِيضَ بُنِيَتْ قِبَلَ الْقِبْلَةِ، فَنَنْحَرِفُ وَنَسْتَغْفِرُ اللَّهَ تَعَالَى‏.‏ وَعَنِ الزُّهْرِيِّ عَنْ عَطَاءٍ قَالَ سَمِعْتُ أَبَا أَيُّوبَ عَنِ النَّبِيِّ صلى الله عليه وسلم مِثْلَهُ‏.

    Hazrat Abu Ayuub Al-ansari رضي الله عنه se rivayat hai ki Nabi kareem ﷺ ne irshad farmaya :
    "Jab tum kaza-e-haajat (peshab/paykhana) k liye jao to naa qible k jaanib mu karo naa peeth, balki magrib yaa mashriq ki taraf mu karo."

    Phir hazrat Abu Ayuub Al-ansari رضي الله عنه ne mazeed kaha:
    "Jab hum shaam me pahuche to hame kuch baitul-khala(toilets) nazar aaye jin ka rukh qibla ki taraf tha, is liye hum ne inhe istemaal karte hue khud ko mod liya aur Allah se maafi mangi."

    Sahih Al-Bukhari hadees 405
    حَدَّثَنَا عَنْ أَنَسٍ، أَنَّ النَّبِيَّ صلى الله عليه وسلم رَأَى نُخَامَةً فِي الْقِبْلَةِ، فَشَقَّ ذَلِكَ عَلَيْهِ حَتَّى رُئِيَ فِي وَجْهِهِ، فَقَامَ فَحَكَّهُ بِيَدِهِ فَقَالَ ‏"‏ إِنَّ أَحَدَكُمْ إِذَا قَامَ فِي صَلاَتِهِ، فَإِنَّهُ يُنَاجِي رَبَّهُ ـ أَوْ إِنَّ رَبَّهُ بَيْنَهُ وَبَيْنَ الْقِبْلَةِ ـ فَلاَ يَبْزُقَنَّ أَحَدُكُمْ قِبَلَ قِبْلَتِهِ، وَلَكِنْ عَنْ يَسَارِهِ، أَوْ تَحْتَ قَدَمَيْهِ ‏"‏‏.‏ ثُمَّ أَخَذَ طَرَفَ رِدَائِهِ فَبَصَقَ فِيهِ، ثُمَّ رَدَّ بَعْضَهُ عَلَى بَعْضٍ، فَقَالَ ‏"‏ أَوْ يَفْعَلْ هَكَذَا ‏"‏‏.‏

    Hazrat Anas bin Malik رضي الله عنه se rivayat hai ki Nabi kareem ﷺ ne qibla ki taraf (masjid ki deewar par) kuch thook dekha to aap ﷺ ne isko napasand farmaya aur aap ﷺ ke chehre se bezari ke aasaar numaya the, to aap ﷺ uthe aur aapne haath se isko khurch diya/saaf kardiya aur farmaya ke jab tum me se koi namaz ke liye khada hota hai to woh apne rab se khalwat mein baat kar raha hota hai yaa is ka Rab iske aur iske qibla ke darmiyan hota hai, lihaza tum me se koi shakhs qible ki taraf mu karke naa thuke balki baen taraf(left) yaa paon k niche thuk sakta hai phir aap ﷺ ne chadar ka kona liya aur is mein thoka aur usae teh kar diya aur farmaya : ya tum aisa kar satke ho.

    Sunan Abi Dawud hadees 481
    حَدَّثَنَا أَبِي سَهْلَةَ السَّائِبِ بْنِ خَلاَّدٍ، – قَالَ أَحْمَدُ – مِنْ أَصْحَابِ النَّبِيِّ صلى الله عليه وسلم أَنَّ رَجُلاً أَمَّ قَوْمًا فَبَصَقَ فِي الْقِبْلَةِ وَرَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم يَنْظُرُ فَقَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم حِينَ فَرَغَ ‏"‏ لاَ يُصَلِّي لَكُمْ ‏"‏ ‏.‏ فَأَرَادَ بَعْدَ ذَلِكَ أَنْ يُصَلِّيَ لَهُمْ فَمَنَعُوهُ وَأَخْبَرُوهُ بِقَوْلِ رَسُولِ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم فَذَكَرَ ذَلِكَ لِرَسُولِ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم فَقَالَ ‏"‏ نَعَمْ ‏"‏ ‏.‏ وَحَسِبْتُ أَنَّهُ قَالَ ‏"‏ إِنَّكَ آذَيْتَ اللَّهَ وَرَسُولَهُ."
    Hazrat AbuSahlah as-Sa'ib ibn Khallad رضي الله عنه se rivayat hai ki eik shaqs ne logo ko namaz padane k douran qibla ki taraf thuka jab Rasool Allah ﷺ usae dekh rahe the.
    Jab log namaz se faarig hue to Rasool Allah ﷺ ne logo se farmaya : wo shaqs abse tumhari imaamat naa kare.
    Iske baad us shaqs ne imaamat ka irada kiya lekin logo ne mana kardiya aur Aap ﷺ ka huqm sunaya.
    Us shaqs ne Huzoor ﷺ se iska zikr kiya to Aap ﷺ ne farmaya: "haan".
    Raavi ne kaha : mera khayaal hai ke aap ﷺ ne farmaya : tum ne Allah aur uske Rasool ko nuqsaan pahuchaya.

  2. Yahan aap se bohat bari galati ho gayi
    Aap ne dono hadees ko ignore kar diya or Aik hadees pe sirf apna pura moaqaf de diya
    Ghar me NABI paak ko 2 dafa daikha iss se saaf murad tha k ghar ki 4 deewari k andar peeshab karna jaiz tha jiss marzi rukh baith k karey
    Jab namaz parte ager sattara rakhne se namazi k agey se koi guzre to namaz ho jati hai theek issi tarah ghar k andar deewarain sattarey ka kaam hi karti hain or saaf ye sab sabit tha per yahan aap ghalati kar baithe or itne bare deeni masail ko samajh na sake
    ALLAH aap ko tofeeq de k iss ko bhi samajh sakain or iss bare me sochane ki tofeeq ata karey
    Baqi iss pe ijmaa hai or imam ki raeye bohat jaga maini bhi rakhti hai or bare mamalat me ijmaa hi hujat hai

  3. امام احمد بن حنبل اور امام شافع رحمہ اللہ والا موقف ٹھکرایا اور ان کے مقابلے میں حضرت سعد بن ابی وقاص رضی اللہ عنہ کا موقف اپنایا حالانکہ یہی حضرت سعد والا موقف امام ابو حنیفہ رحمہ اللہ کا بھی ہے مگر ان سے بغض و عناد کی وجہ سے ان کا نام نہیں لیا… واہ رے مرزے

  4. Ali bhai banda kehta jaise koi bhi hadees beth kar peshab karne k koi bhi hadees nahi hai fir bhi sab beth kar pishab karte hai vese hi rafay den ki hadeese hai or uske bina ki hadees nahi bt padh sakte hai bina rafai den k ???

Back to top button