Engineer Mirza Ali

QUR’AN main TAHREFF kesay hoi ??? ULMA ka Haqeeqi JURAM kia hai ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza)

QUR’AN main TAHREFF kesay hoi ??? ULMA ka Haqeeqi JURAM kia hai ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza)

Today topic is :QUR’AN main TAHREFF kesay hoi ??? ULMA ka Haqeeqi JURAM kia hai ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza).

Video Information
Title QUR’AN main TAHREFF kesay hoi ??? ULMA ka Haqeeqi JURAM kia hai ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza)
Video Id CUP2U2FovME
Video Source https://www.youtube.com/watch?v=CUP2U2FovME
Video Image 1677960245 646 hqdefault
Video Views 21965
Video Published 2019-01-11 01:36:48
Video Rating 5.00
Video Duration 00:21:05
Video Author Engineer Muhammad Ali Mirza – Official Channel
Video Likes 681
Video Dislikes
Video Tags #QURAN #main #TAHREFF #kesay #hoi #ULMA #Haqeeqi #JURAM #kia #hai #Engineer #Muhammad #Ali #Mirza
Download Click here

Engineer Muhammad Mirza Ali


Mirza Ali

Muhammad Ali Mirza was born on 4 October 1977 in Jhelum, a city in Punjab, Pakistan. He is a 19th grade mechanical engineer in a government department.

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.

Is engineer Muhammad Ali Mirza Sunni or Shia?

engineer mirza ali

Engineer Muahmmad Ali Mirza is Sunni, Known "Mulim ilmi kitabi".

How do I contact engineer Muhammad Ali?

Engineer Muhammad Ali Mirza

You can call on this phone number, which is "03215900162", and discuss your problem with them.

Who is Mirza Ali of Pakistan?

muhammad mirza ali

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.

What is the age of engineer Muhammad Ali Mirza?

mirza ali

(Engineer Muhammad Ali Mirza) Born: October 4, 1977 (age 46 years) Place: Jhelum Country: Pakistan

What is religion of Engineer Muhammad Ali Mirza?

Engineer Muhammad Ali Mirza is Muslim by religion. He is also known as muslim ilmi kitabi. He says " I,m Muslim Ilmi Kitabi".

What is the Education of Engineer Muhammad Ali Mirza?

He is an engineer by profession. And also a "Pakistani Islamic Scholar". He studied in "University of Engineering and Technology, Taxila".

Engineer Muhammad Ali Mirza

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator. Engineer Muhammad Ali Mirza is an acclaimed Islamic scholar whose passion for learning and understanding the Quran and Hadith has earned him a distinguished place in the Muslim world.

37 Comments

  1. Agar is banday ki ye baat maan lee jai k olma ke tafseer likhnay se ye lugta hy jesay ye log Quran k muqablay mein apni kitabai asan honay ka dawa kartay hain. To phir aap ye itni lumbi chorri taqreer q karta hy logon ko samjhanay k liay..har video mein sirf ye keh denay ko kafi q nahi samjhta k logo jao Quran parrho or khud samjho…jahil insan khud he aik baat kehta hy aur khud os he waqt os baat k khelaf amal kar raha hota hy…bhaio bucho is gumrah shatir engineer se…ye kugrahi phela raha hy.

  2. tm kehre ho ulma ne tafseer krke gumrah kia Quran se ? ek bt to btao sahaba karam ne b tafseeren likhi then aur khud Quran is shakal mai b unhi ki waja se hum tk pohncha hai agr tm ghlt kehre ho k tehreef krdi hai to kia gurantee hai k ayaten sahi sahi ayen hain ? aur jo ALLAH ne Quran ki hifazat ka zimma lia wo b Quran ki hi ayat hai na aur Quran hum tk kis me pohnchaya hai ? unhi logo se pohncha hai tehreef phr usmai b hoskti hai! logo ko gumrah na kro aam musalman ka zehen itna ni hta hai k deen k masle ko smjhle sirf Quran prhke tbi Ilm hasil krme ko kaha gya hai tbi Sahaba karam b seekhte the Humare Nabi se halanke unki zuban mai hi tha Quran…

  3. جس طرح سے بابوِں کی پیروی کی جا رہی ہے اسی طرح سے آنکھیں بند کر علی بھائی کی پیروی کی جارہی ہو تو پھر آپ میں اور ان میں کیا فرق بچا؟
    علی بھائی کی باتوں کی تصدیق بھی کیا کرو نا

  4. mufti akml mashallah BHT muhtram hyn or Kai salu SE awwm ko achi trah teach KR rhy hn or jitny b hmre ulma kabil hyn mashallah un k chehroon py sachai ka Noor Hy ,apni halat b dekh Lyn Mirza shab😂k jhot bol bol k kse dekhny lgy hn AP😁 hmre ulma bat kitni tmeez SE krty hn apni halat dekhyn Mirza shab kse Roz apni videos khud dekhyn tu sharm aye ghi apko k Kia body language Hy apki😂kis trah shakl bigar bigar k badmeezi SE bat krty hn Ap astghfar

  5. ap isko tahreef is lye keh rhy hn k khud apko arbaic nhi ati,tu zahr Hy dosru ki bat smjhna asan nhi,dosre bat AGR serf Quran hi kafi Hy tafseer ulma zarore nhi Hy tu sab SE pehly AP jse fitnabaz insan ka mu band hona chye ,Jo Apny firqy SE dunya m nfrat phila RHA Hy,or teesre bat yh Hy k Quran by shk asan Hy kanzulimman best trjuma Hy jisko tfseer k bghr b asani SE smjha ja sakta Hy phir b hum yh khyn gy k hmre Jo islaf qurani ayat ko lay k zindghi k maaslu py awwm SE Khitab krty ate hyn woh alhumdolillah haq py hyn,or zarore b hyn,apki kund zahni k lye yh bat asan kr dun ik misal SE aj kl skol colgz m Jo b prhya ja RHA Hy wo books bnda Ghar Beth k b parh sakta Hy but teacher ki amheyt r zarort s phir b inkar nhi Kiya ja sakta,ise trah humre lye ulma lazim Hy bughaz rakhny ki wjha SE Mirza shb r unk chely na manyn tu ik or bat Hy ,hmre ulma zindghi ki aam misalyn Dy k bat ko smjhty hn taa k achi trah matlb clear ho saky

  6. Ali Bhai AoA…kuchh.BOHRI musluk.kay baarey main bataayen..Kia yeh log musalman Hain aur in Kay Saath everyday dealing kaisey.kerni chhahiay…Kahan per yeh ghulut Hain ..they r my neighbours .bohat.shukriya.

  7. jab se aap ke lactures sunraha hu Allah ki meherbani hai wo mujeh sahi rasta dikharahai baki sab sab ko sunta hu Allah aap ke ilm mai aur izafa kare Aap ki umar mai barakat de

  8. ali bhai main ne aap ka ek clip aapne groupe mai send kiya waha se ek dost se kaha ye to gumrah hai hamare ulma ne inhe gumrah kaha hai maine muskuraya to wo grouoe se exit hogaya aap dua kijia allah sab ko sahi hidayat de

  9. Al hamdulillah apki r mavlana Tariq Jameel Sahab ki mulaqat ka video abhi dekha agar apne video recording karvayi he to please upload kare
    Allah apko ilm k khazane ata kare Ameen

  10. میرےبھاٸیوں میرےعزیزوں خداراان ڈاکٹرانجینٸروں اورمکینکوں سےبچوں اب یہ وقتآگیاہےکےہم ان لوگوں سےدین سیکھنگےکیاعلما۶حقانیہ کاوجودختم ہو گیاہے

    دیکھوہم دنیاکےمعاملےمیں بڑی احتیاط کرتےہیں کسی عطاٸ ڈاکٹرکےپاس نہیں جاتےتوپھرشدین کےمعاملےمیں یہ بےاحطیاطی کیوں یہ ہماری آخرت کامسلہ ہےذراسوچو

  11. Bhai khushii hovi apne bhi muhammad shaikh sahab ko follow karna start kar dia ap ne aj k lacture me jitni b batain ki yeh sub muhammad shaikh sahab k lactures se liya gaya hai hope ap muhammad shaikh sahab pr bhi introduction program kar hi dain jazak Allah

  12. MASHA.ALLAH buht shukriya ali bhai ap ne haqiqat hmary samne layi itna bara risk leke un logon ke khilaf huwe jo log deen ke khilaf hain ap ne unke khilaf awaz buland ki ALLAH pak apko iska ajar de aameen.

  13. Assalum Alaikum,
    Sir, Aap Engineer Ho To Mumkin Hai Kai Qur'an Aur Sahih Hadith Se Agar Koi Mas'ala Hal Na Ho To Apne Logic Ka Use Krte Hoge. Mera Ikhtalaf Masturbation Ke Mamley Mein Aapse Hai. Aapne Qur'an Ki Surah Mominon Ki Aayaton Ko Iss Silsile Mein Explain Bhi Kia Hai .Magar Mere Mutabiq Aapka Explanation Galat Hai.Mera Explanation Ye Hai :
    Jab Allah Ne Ye Farmaya Hai Ke Koi Shaks Apni Biwi Aur Londi Kai Ellawa Kahin Aur Se Apni Khahish Ko Puri Nhi Karskta Hai To Yahan Se Ye To Clear Hai Kai Allah Mardon Se Mukhatib Hai Aur Unko Dosri Aurton Se Zina Karne
    Se Rok Raha Hai. Ab Koi Bolta Hai Kai Allah In Aayaton Mein Masturbation Se Bhi Rok Raha Hai To Ek Logical Person Yahi Conclude Karega Kai Allah Sirf Mardon Ko Masturbation Se Rok Raha Hai Q Kai Allah Sirf Mardon Se Mukhatib Hai?.Ab Thodi Der Kai Liye Assume Bhi Karlein Ke Allah Sirf Mardon Ko In Aayaton Mein Rok Raha Hai To Phir Aap Mujhe Wo Aayaten Batao Jahan Allah Aurton Ko Masturbation Se Rok Raha Hai ?
    Agar Aisi Aayat Koi Nhi Hai Aapke Paas To Kya Aap Iss Amal Ko Qabool Karenge ?

    AAP MUJHE TANZI BABA NA SAMJHE. AAP NE HI BOLA HAI KAI ILMI BEHES HONI CHAHIYE MEIN BHI WAHI KAR RAHA HOON.

  14. Apky WhatsApp groups mai message ki option nahi. Website py bhi contact form nahi, Facebook page py bhi messgae ki option nahi. Ap sy contact kese kia jaye?

  15. اسلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ ، میرا سوال یہ ہے کہ سورۃ نجم میں کہا گیا ہے کہ وما ینطق عن الھوی ان ھو الا وحی یوحی ،،، جبکہ دوسری طرف ایک حدیث ہے جسکا مفہوم یہ ہے کہ ایک دفعہ رسول اللہ ﷺ نے لوگوں کو کھجوروں پر میل اور فی میل ملاپ کروانے سے روکا ، نتیجتاً فصل خراب ہو گئی تو لوگوں نے حضورﷺ سے معاملہ بیان کیا جس پر آپﷺ نے فرمایا کہ جو بات میں دین کے معاملے میں کہوں اُسے لے لو اور جو دنیاوی معاملات میں کوئی بات ہو تو اُس کو بے شک نہ لو ،، وللہ اعلم جزاک اللہ

  16. Bhaijan .. mashaAllah .. bohat umda!
    Allah paak sab musilman bhayon ko itihad aur tafheem-e-deen-o-dunya ataa fermaye!
    JazakAllah khair!

Back to top button