
QUR’AN & Saheh BUKHARI mein IKHTELAF ??? Reply to GHAMIDI’s Students ! (By Engr. Muhammad Ali Mirza)
Today topic is :QUR’AN & Saheh BUKHARI mein IKHTELAF ??? Reply to GHAMIDI’s Students ! (By Engr. Muhammad Ali Mirza).
Video | Information |
---|---|
Title | QUR’AN & Saheh BUKHARI mein IKHTELAF ??? Reply to GHAMIDI’s Students ! (By Engr. Muhammad Ali Mirza) |
Video Id | Sl2uaSfim4c |
Video Source | https://www.youtube.com/watch?v=Sl2uaSfim4c |
Video Image | ![]() |
Video Views | 52261 |
Video Published | 2020-06-26 05:00:08 |
Video Rating | 5.00 |
Video Duration | 00:11:20 |
Video Author | Engineer Muhammad Ali Mirza – Official Channel |
Video Likes | 1851 |
Video Dislikes | |
Video Tags | #QURAN #Saheh #BUKHARI #mein #IKHTELAF #Reply #GHAMIDIs #Students #Engr #Muhammad #Ali #Mirza |
Download | Click here |
Engineer Muhammad Mirza Ali

Muhammad Ali Mirza was born on 4 October 1977 in Jhelum, a city in Punjab, Pakistan. He is a 19th grade mechanical engineer in a government department.
Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
Is engineer Muhammad Ali Mirza Sunni or Shia?

Engineer Muahmmad Ali Mirza is Sunni, Known "Mulim ilmi kitabi".
How do I contact engineer Muhammad Ali?

You can call on this phone number, which is "03215900162", and discuss your problem with them.
Who is Mirza Ali of Pakistan?

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
What is the age of engineer Muhammad Ali Mirza?

(Engineer Muhammad Ali Mirza) Born: October 4, 1977 (age 46 years) Place: Jhelum Country: Pakistan
What is religion of Engineer Muhammad Ali Mirza?
Engineer Muhammad Ali Mirza is Muslim by religion. He is also known as muslim ilmi kitabi. He says " I,m Muslim Ilmi Kitabi".
What is the Education of Engineer Muhammad Ali Mirza?
He is an engineer by profession. And also a "Pakistani Islamic Scholar". He studied in "University of Engineering and Technology, Taxila".
- Surah Yaseen Pdf download | Mp3 | Video | Images
- New Ramadan Iftar and Sehri Time 2023 | Best Calender
- Surah Yaseen Ayat 1 with Best Translation 2023
- Surah Yaseen Ayat 20 Read online with translation (2023)
- Is Smoking Haram or Halal? Why? Islamic Perspective 2023
- Is Cineplex Poutine Haram or Halal? Religious Overview 2023
- Taharat-o-Namaz ka SUNNAT Tarika | Saheh Ahkam-o-Masal
- The Blessings of Tahajjud | Best Time | Rakat |Tahajjud 2023
- Tahajjud Time in Gujranwala: Night Prayer in Pakistan
- Meaning of “Allahumma Barik”: Understanding Its Importance
- Iman e Mujmal: Understanding the Basic Tenets of Faith in Islam
- The Sword of Imam Ali: Exploring the History, Significance, and Mystique of Islam’s Most Iconic Weapon
- Sifat meaning in urdu | English |Arabic | Meaning of صفت
- How to perform Eid-ul-Fitr? Eid-al-Fitr Mubarak – 2023
- The Top 15 Most Important Islamic Worship Places in the World
Ref. No. 1 : Javaid Ahmad Ghamidi حفظہ اللہ & Engineer Muhammad Ali Mirza ki MEETING (30-Dec-2019) ki Details ??? : https://www.youtube.com/watch?v=Q54vfYImTWs&t=1429s
Ref. No. 2 : Kia Saheh BUKHARI 100 % hi SAHEH hai ??? An ILMI Reply to GHAMIDI Sb. (Engineer Muhammad Ali Mirza) : https://www.youtube.com/watch?v=qWl-z8HN2JI
Ref. No. 3 : Reply to Javaid Ahmad GHAMIDI Sb. on Saheh BUKHARI Vs QUR'AN ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza) : https://www.youtube.com/watch?v=nX6qAzj09_o
Ref. No. 4 : Imam BUKHARI r.a & Imam MUSLIM r.a ka IKHTELAF ??? Total Saheh AHADITH ??? (Engr Muhammad Ali Mirza) : https://www.youtube.com/watch?v=IHbPwsbBFkI
Ref. No. 5 : Imam MUSLIM r.a ka Muqaddimah & Aqeedah ??? Saheh AHADITH hi Kewn ??? (Engineer Muhammad Ali Mirza) : https://www.youtube.com/watch?v=5U52MxyXiUw&t=1656s
Ref. No. 6 : AHADITH ki Books ??? Mishkat-ul-Masbih ??? International Numbering ??? (Engineer Muhammad Ali Mirza) : https://www.youtube.com/watch?v=FXGNcG8_JaE&t=32s
Ref. No. 7 : 197-Mas'alah : 04-Imamon ki GUSTAKHI ka ILZAM ??? ILMI Ikhtelaf SEHABAH رضی اللہ عنھم ki SUNNAT hai : https://www.youtube.com/watch?v=vyf8K5NufEU&t=1532s
Allah pak ali bhai ko lambi umar or ajary azeem day…amieen….🌹❣
Allah pak humy deen e haaq py chaly…amieen…..🌹❣
Jazak Allah o khaira…..🌹❣
Very well explained 👏
Na me wabi na me babi me hn Muslim ilmy kitabi. 📚📙📘📗🇵🇰🇵🇰🇵🇰
Ali bhai ap ka muslman ummat pe bohat ahsan hai Allah ap ko apne hifzo eiman me rakh Ameen ya rabolle Alamein. 🦋🌴🦋🌴🦋🌴
A
Mashallah.
I love you Ali bhai. 👍💐👍💐👍💐
جزاک اللہ۔
Samjhnay k liye poocha ja raha hai, tanqeed k liye nahi. 6:40 Qabeel nay qatal ka tareeqa kahan jari kerdia? Qabeel nay qatal kiya jo aik infiradi amal hai aur isolation me hua. Kiya qabeel nay aur logon ko sikhaya ya tarbeet kee k qatal kerdo ya qatal kese kertay hain iss ka parchaar kiya? Ye argument kese connect hogaya? Wazahat kerdein please.
Assalam o Alaikum..Ghamidi Sb K Students Ko Sb Sy Pehle Al Bayan Sy Ghamidi Sb Ki Apni Ray Maloom Kar Leni Chahiye Jo Uno Ny Surah Araaf Ki Ayat No.38 K Tehet Likhi Hai..Shukria
molna sab backgroun (red)change kar len
Masha Allah bhai aapka ilm. 🙂
Gamri ka apna mahbz hy and zakr nike ka apna tariq jameel ka apna
Allah ka dean quran hadees and history hy
Koi jothi horo ki jasmani nishan dikha k awam ko owl bnata hy
Koi madak mager much khany ka hukam dayta hy
Koi dari ko islam ka nishan ni samjta
کوئی جان کسی جان کا بوجھ نہیں اٹھا ے گی یہ تو اس سلسلے میں نہیں ہے کہ اگر باپ نے کوئی گناہ کیا تو سزا اولاد کو ملے گی۔یا vice versa.
Fitna mat faila bhai
Maulana Sahab ,Surah Nahl ki ayat se ye kaha matlab nikal raha hai ki Qabeel ne aakar kisi ko Gumrah kia Qatl karne par…aur na Hi koi Qatil ye kehta hai ki usne Qatl isliye kia kyuki wo Qabil ke amal ko dohra raha tha?mere khyal se aapki tashreeh theek nahi hai…
Sir thorra engineering kar raha hon ke jo bhi Adam ke betey ka bura kam ki story sunaney ke baad, ya us ke qatal ki information rakhney ke baad, us se mutasir ho kar qatal karega, phir he Adam ke betey ka guna Dugna ho ga otherwise is ke qatal ka bojh sirf isi per hoga. 2nd preference qatal larki ki wajha se hua tha in Adam's son situation then situation also matters. 1 insaan ghurbat ki wajha se beghair kisi qatil ko copy kiye apne bachey zibah kar de to uska wabal sirf usi pe hoga not Adam's son. Thanks Umar
کرائے کے لوگوں ہیا کرو ڈرو اس دن سے جب؛سورج سوا نیزے پر ہوگا تب نفسا نفسی کا عالم ہوگا بس نبی کریم صل اللہ علیہ والہ وسلم کی ذات پکارے امتی امتی امتی. اس لیے ڈرامے باز مرزئ اور جھوٹے لوگو سے بچو اس مرزے علما اہل سنت کئ بار منازرے کا چیلنج کر چکے کبھی اس کی امی نہی مانتی کبھی خود
Dono haramzade he
Lanti eng
انجینئر کہنا چاہتا ہے کیہ روایت پرستوں کو جواب نا دو ورنہ ہم قرآن کو ٹکرا دیں گے. .. معاذاللہ..
یہ عام طور پر روایت پرستوں کا شیوا ہوتا ہے
Very logical explanation
Tere Student 😂😂😂😂😂😂
Bander
Dur Kutaya
Jaahil
One Question which is important to address please make a video on usage of pirated softweres , those softweres which are not avaible or there subscribtions cannot be taken in Pakistan such as Adobe Photoshop and Adobe Ai in this case pirated softweres will be haram or halal in Pakistan ?.
I am very worried about that .
Please Ali bhai Address this issue briefly as early as possible .
Nice explained and replied to students of Gamdi sahb.E M A M is really great,knowledgeable &logical scholar
jilal o din muhammad akbar ka jodha ka sath taluk hilal tha ya haram. saleem jayaz tha na jayaz. muja batayn plz islami rooh sa @engineermuhammadalimirza
Lkn Quran or Hadees contradiction aye to…
Na na naa mirza sab
Wrong answer 💔
Ultii bat kr raha han ….
Na g naa Bukhari Muslim kaa diffah ni kr sakta app..
App ayaat ko galat fit kr raha han.
Samna nazar a raha ha….
Gunrah krnaa waloon ki ayaat ko ap kahan fit kr raha han 😛😛😛
Ghamdi sab is the best
Ghamdi sab is the best.
Ma qurantee dataa hn jo ghamdi sab ko jo suntaa ha….. Vo deen ko full samjta ha
Shayed mjhy samajh na ayaa ho magar aap keh rhy ho aik taraf Quran ki ayat ha k kisi k amal ka kisi dusry pr bojh nahi…phir sath keh rhy ho k Allah k faisly pr koi sawal nahi kr sakta…magar Allah ka faisla tou aagaya na Quran mein k kisi k amal ka kisi dusry pr bojh nahi. Tou Hadith ka bayan krda faisla theek ha ya Quran ka??? Quran ka.
Agar koi insan kisi dusre insaan ko achai ya burai ki talqeen kare ga tu he us ke sawab ya azab main apna share le ga warna sirf apne kiye ko bhugtey ga
Qabeel ne agar kisi ko ye taleem farmae thee ke jaise maine habeel ko na haq qatal kia hai tu aap bhe karu tu phir yaqeenan us ka azab us tak bhe aye ga
Lekin agar aisa nahe hai tu phir wo sirf apne kiye ka he azab le ga
Ap ki baat main koi logic nahe hai
میرے نبی سے میرا رشتہ کل بھی تھا اور آج بھی ہے صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم
Janab achi bidat or achy tarikay main kiya farq hy jin k jari krny sy amal krny waly ko bhi milay ga jis jari kiya usko bhi sawab milay ga
Aapne Bahut Hi Achchhi Wazahat Ki.
Is Dilnashin Wazahat Par Hamari Taraf Se Dili Mubarak Bad.
خوشخبری!
مولانا عامر عثمانی صاحب فاضل دیوبند کی معرکۃ الآراء کتاب تجلّیات صحابہؓ اہل سنت پاک ڈاٹ کام پر آئندہ چند روز میں آپ کی خدمت میں پیش کی جا رہی ہے جس میں خلافت و ملوکیت کے رد میں لکھی گئی متعدد کتابوں کا علمی و تحقیقی جائزہ پیش کیا گیا ہے۔ خود بھی پڑھیں اور دوستوں کو بھی پڑھا ئیں۔ شکریہ
Yeh gamidi Fitna he , Yeh Gamidi Harami Munafiq he
zabardast
Please Bhai reply kar dan video me
Engineer bhai keya Islam me PANJTANPAK ka concept nii ha??
O bhae mushrakeen ka haj ye tha k wo kaba k ird gird taliyan bajaty aur hansi mazak karty thy. ye end me kya lagy hn aap bhai sahb
Not agreed this statement 😒
Kya baat hai Sir
Ghmdi kutee pr lahnat Mirzai M Ali Eng khnzeer pr lahnat doono jootee munafaq hen
I m big Fan of him mgr ya bukhari muslim ko difa krty hwy quran ma b nuqs nikalna shuro krty ha, ya babu sy jaan churany ki baat krty mgr khd bukhari muslim ko baba bnaya hwa ha, allah ki kitaab he galtiyon sy pak ha bukhari muslim ma b galtiyan ha
buhkhari ho ya muslim in kutb mein sehi zaeef ka tareeqa usuul apnaya gya hai ye iss baat ki daleel hai k quran k ilawa koi bhi kitab hujat nehi hai chahy koi bhe hadith ho agr uski taeed quran krta hai tw wo sehi hai wrna wo hadith sehi nehi hai beshaq bukhari ya muslim mein ussy sehi keha gya ho.
Hazrat Adam k betai nai kisi ko gumrah nai kiya. This answer by Ali Bhai is illogical. There has to be some other explanation.