Engineer Mirza Ali

QUR’ANI Sooraton kay Names ??? QUR’AN ki Tarteeb ??? QUR’AN ki Hifazat ??? (Engr Muhammad Ali Mirza)

QUR’ANI Sooraton kay Names ??? QUR’AN ki Tarteeb ??? QUR’AN ki Hifazat ??? (Engr Muhammad Ali Mirza)

Video Information
Title QUR’ANI Sooraton kay Names ??? QUR’AN ki Tarteeb ??? QUR’AN ki Hifazat ??? (Engr Muhammad Ali Mirza)
Video Id ijO0V4W–1c
Video Source https://www.youtube.com/watch?v=ijO0V4W–1c
Video Image 1677360229 120 hqdefault
Video Views 21294
Video Published 2021-01-01 05:00:12
Video Rating 5.00
Video Duration 00:09:34
Video Author Engineer Muhammad Ali Mirza – Official Channel
Video Likes 1073
Video Dislikes
Video Tags #QURANI #Sooraton #kay #Names #QURAN #Tarteeb #QURAN #Hifazat #Engr #Muhammad #Ali #Mirza
Download Click here

Engineer Muhammad Mirza Ali


Mirza Ali

Muhammad Ali Mirza was born on 4 October 1977 in Jhelum, a city in Punjab, Pakistan. He is a 19th grade mechanical engineer in a government department.

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.

Is engineer Muhammad Ali Mirza Sunni or Shia?

engineer mirza ali

Engineer Muahmmad Ali Mirza is Sunni, Known "Mulim ilmi kitabi".

How do I contact engineer Muhammad Ali?

Engineer Muhammad Ali Mirza

You can call on this phone number, which is "03215900162", and discuss your problem with them.

Who is Mirza Ali of Pakistan?

muhammad mirza ali

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.

What is the age of engineer Muhammad Ali Mirza?

mirza ali

(Engineer Muhammad Ali Mirza) Born: October 4, 1977 (age 46 years) Place: Jhelum Country: Pakistan

What is religion of Engineer Muhammad Ali Mirza?

Engineer Muhammad Ali Mirza is Muslim by religion. He is also known as muslim ilmi kitabi. He says " I,m Muslim Ilmi Kitabi".

What is the Education of Engineer Muhammad Ali Mirza?

He is an engineer by profession. And also a "Pakistani Islamic Scholar". He studied in "University of Engineering and Technology, Taxila".

Engineer Muhammad Ali Mirza

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator. Engineer Muhammad Ali Mirza is an acclaimed Islamic scholar whose passion for learning and understanding the Quran and Hadith has earned him a distinguished place in the Muslim world.

34 Comments

  1. Ref. No. 1 : Kia SUNNI & SHIAH ka QUR'AN alag alag hai ??? IJMA & TAWATUR kia hai ? (Engineer Muhammad Ali Mirza) : https://www.youtube.com/watch?v=zNZvaD5U4Ec&ab

    Ref. No. 2 : Kia QUR'AN samajhna MUSHKIL hai ??? BABON aur ULMA-e-SOO kay Dhookay ??? (Engr. Muhammad Ali Mirza) : https://www.youtube.com/watch?v=EvXjvqZ8oqQ&t=896s&ab

    Ref. No. 3 : QUR'AN & AHADITH ko Direct Parhnay wala GUMRAH ??? Reply to Dr. JALALI (By Engr. Muhammad Ali Mirza) : https://www.youtube.com/watch?v=PDBjktd5QIE&ab

    Ref. No. 4 : Kia Non-MUSLIM aur Bay-WUZU ka QUR'AN-e-PAK ko CHOONA Jaiz hai ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza) : https://www.youtube.com/watch?v=MXYQu0YQfzI&ab

    Ref. No. 5 : QUR'AN ki the BEST Tafaseer ??? SEHABAH رضی اللہ عنہ kay AQWAL ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza) : https://www.youtube.com/watch?v=OGMchzeOVn4&ab

    Ref. No. 6 : Ager QUR'AN Zameen peh gir jay ??? Puranay QUR'AN ko kia kerain ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza) : https://www.youtube.com/watch?v=yZroJo0-o60&ab

    Ref. No. 7 : Ager kisi HAFIZ ko QUR'AN bhool jay ??? Hafiz-e-QUR'AN kay FAZA'IL ??? (Engineer Muhammad Ali Mirza) : https://www.youtube.com/watch?v=ScR5joI8N7Q&ab

    Ref. No. 8 : 001-Qur'an Class : Introduction of QUR'AN (Part No. 1) By Engineer Muhammad Ali Mirza (20-Oct-2019) : https://www.youtube.com/watch?v=HGtRAB5vC-c&ab

  2. Chaliye Maan Liya K Quran Ke Har Surah Mein Uska Naam Mojood Hai. Jab Ek Topic Ko Form Kya Jata Hai To Uske Andar Jo Content Discuss Hota Hai Hai Wo Topic Us Poore Content Ka Umbrella Term Hota Hai. Lekin Quran Mein To Aisa Nahi Hai. Surah Ka Naam Aur Uske Andar Jo Content Discuss Kiya Ja Raha Hai Uska Door Door Tak Koi Relation Hi Nahi Hai. Ye Kaisa Baab Bandi Hai.
    Aise Kitne Sawaal Ahle-Aqal Aapse Pooche Gain Phir Kya Jawaab Dijiye Ga.

  3. Jawab do jawab do.
    Kia Allah ke hukam ke khilaf ijmae umat ho sakta ha. jasa teen talaq aur nikae muta. Allah Quran main nikae muta ke haqook bian karta ha aur hum is ko khud per haram manta han. Sirf Ijmae umat ki wajah sa. Same allah pak teen talak ko quran main teen mukhtalif aukat main hukam kerta ha aur hum aik Hi wakat main kam tamam ker deta han. kia ya allahh ki mukarar kerda hadood ko tudna nahi ha. Kia waqai dono maslon per Quran ki ayat aur mustand ahadees hona ka bawajood Allah ki terf sa hum sa koi sawal nahi hoga. Kia sirf ya kah ker ka umat na ijma ker lia tha hamari jaan bach jae ge aur Allah kahe ga tum na meri ayat ka khilaf ijma kia bus tum azad ho. Tuba
    Kia ager sari umat milker allah ka hukam ka khilaf ijma ker la to allah ka koi bhi hukam ham per khatam ho jata ha. Yan wo cheez hum per haram ho jati ha. Allah na nikae muta per koi tansekhee ayat bhi nahi nazal ki. Yahi baat teen talak per ha. Please Quran ki rushni main jawab dan. Loog es masla ko nazar andaz ker data Han. lakin allah ki ayat sa hum kesa munkir ho Sankta han.
    Ya to kufar ho jae ga.
    Nabi na bhi aisa koi ijma nahi kia Jo Quran ka khilaf jata ho.
    "  Jo abubaker umar usman aur Ali ki abadat kerte han wo jaan lain abubaker umar aur Ali mer ge han. jo Allah ki abadat kerta han Allah ko kabhi moot nahi aati. Allah aur Quran hamashan rahe ga"
    You solved my lot of confusions but this one.
    agar aap na jawab na dia to phir main aap ki her video main sari umar ya sawal karon ga. Kion na man is masla main bohat preshan hon. Please. Please. Please.
    Aamir (software engineer)
    Thanks

  4. محترم انجینئر محمد علی مرزا صاحب، مہربانی فرما کر حافظ ڈاکٹر محمد زبیر صاحب کے اعتراضات کا جواب دیجئے… بہت افسوس ہوا کہ آپ نے ان کے ساتھ یہ رویہ اپنایا جب وہ تین ماہ کے انتظار کے بعد آپ سے ملنے کے لیے آئے. میں سمجھتا ہوں انہوں نے آپکا علمی رد کیا ہے. آپ یا تو انکے سوالات کا جواب دیں یا پھر رجوع کریں. بالخصوص آپکے ریسرچ پیپر "واقعہ کربلا کا حقیقی پسِ منظر" کے حوالے سے… جزاک اللہ خیرا

  5. Ali bhai apki website p men n itne questions kiye hyn or wo sare questions abhi pending men hyn please un questions ko chahe randomly pick and choose kr k answers dyn abhi or bhi kafi questions hyn
    Mera naam Asad h jo apki website p b registered h

  6. Ap ko follow krna start kr chuka tha but Dr. Hafiz Muhammad Zubair kay sawalat or ehtirazat ka ap ki trf sy koi jwab nhi arha hy i feel kay ap ko phaki or anti venam dea ja rha hy but koi jawab nhi is chez ny mjy ap kay bry mein shakok mein mubtila kr dea hy

  7. Ali bhai apke ilm aur apke andaaz se main kafi mutasir hua aur maine apni namaz sunnat ke hissab sahi ki aur iss firqa wariyat ko bhi alwida kiya,,,, But,, but
    Mujhe apki kuch baatun se iqtilaf h apka jo hazrat Muawiya r.a ke upper jo maukif hai wo kabele qublool nahi h aur ek shia hazart ko le kar apka jo nazariya h wo bhi pasnadida nahi ek taraf aap hazart Muawiya r. a ko member pr baith kr koste ho upper se unhi shiaun ke deefa me kade dikhte ho jo amma aysha r.a.aur hazart abu bakar aur umer faruq e azam r. s. Ko galiyan deten h.

  8. Ali Bhai bhai aj ap ki ek video ka status lgaya to ek dost ne galiu se bhra msg kia or kaha ap theek nahi pr ek bat ne mutasir kr dia aj mujy us ne kaha ye to tmary maslak ko b bura kehta he hala k wo brelvi maslk or me deobnd se tha pr ap ki bat yad agai k sb ikthy ho jy gy us ne kaha ali to tmary mslk ko b theek nai kehta aj se me wahabi nai inshaAllah muslim hu jazakAllah Allah ap ko hush rkhy

  9. EMAM sahb men ne abi abi 1 munazra dekha ha deoband aur brelvi ka. Aur men apka dil se shukria krna chahta hon k apne meri trah k bhttt sary nojwano ko deen se bhaagny se bcha lia. Apka bhtt bhtt shukria dil se..
    Ihtisham Afzal

Back to top button