Engineer Mirza Ali

Reply to Dr. Tahir-ul-Qadri on Achi BID’AT & Buri BID’AT ki Tareef (By Engineer Muhammad Ali Mirza)

Reply to Dr. Tahir-ul-Qadri on Achi BID’AT & Buri BID’AT ki Tareef (By Engineer Muhammad Ali Mirza)

Today topic is :Reply to Dr. Tahir-ul-Qadri on Achi BID’AT & Buri BID’AT ki Tareef (By Engineer Muhammad Ali Mirza).

Video Information
Title Reply to Dr. Tahir-ul-Qadri on Achi BID’AT & Buri BID’AT ki Tareef (By Engineer Muhammad Ali Mirza)
Video Id PjbWUgxZ4C0
Video Source https://www.youtube.com/watch?v=PjbWUgxZ4C0
Video Image 1678244308 511 hqdefault
Video Views 11580
Video Published 2016-03-04 13:46:44
Video Rating 5.00
Video Duration 00:53:27
Video Author Engineer Muhammad Ali Mirza – Official Channel
Video Likes 180
Video Dislikes
Video Tags #Reply #TahirulQadri #Achi #BIDAT #Buri #BIDAT #Tareef #Engineer #Muhammad #Ali #Mirza
Download Click here

Engineer Muhammad Mirza Ali


Mirza Ali

Muhammad Ali Mirza was born on 4 October 1977 in Jhelum, a city in Punjab, Pakistan. He is a 19th grade mechanical engineer in a government department.

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.

Is engineer Muhammad Ali Mirza Sunni or Shia?

engineer mirza ali

Engineer Muahmmad Ali Mirza is Sunni, Known "Mulim ilmi kitabi".

How do I contact engineer Muhammad Ali?

Engineer Muhammad Ali Mirza

You can call on this phone number, which is "03215900162", and discuss your problem with them.

Who is Mirza Ali of Pakistan?

muhammad mirza ali

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.

What is the age of engineer Muhammad Ali Mirza?

mirza ali

(Engineer Muhammad Ali Mirza) Born: October 4, 1977 (age 46 years) Place: Jhelum Country: Pakistan

What is religion of Engineer Muhammad Ali Mirza?

Engineer Muhammad Ali Mirza is Muslim by religion. He is also known as muslim ilmi kitabi. He says " I,m Muslim Ilmi Kitabi".

What is the Education of Engineer Muhammad Ali Mirza?

He is an engineer by profession. And also a "Pakistani Islamic Scholar". He studied in "University of Engineering and Technology, Taxila".

Engineer Muhammad Ali Mirza

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator. Engineer Muhammad Ali Mirza is an acclaimed Islamic scholar whose passion for learning and understanding the Quran and Hadith has earned him a distinguished place in the Muslim world.

18 Comments

  1. ye shaqk aik number ka jahil aarmi hey isey ilm e deen ka fahm bilkul nhi hey khali kitabi malumaat hey totey ki tarah rat rakhi hey chizey aur haditho sey apney mutabik ka ghalat mafhoom nikalta hey…aur logo ki zehn sazi krney mey mahir bhi hey….iskey iss bayan sey khud ba khud biddat ki sahi aur ghalat aksaam saabit ho rahi hey…aur ye uskey radd mey baatey bana raha hey..kitni ajeeb baat heyna….allah aesey fool logo sey hamari hifazat farmaye….ameen

  2. صرف بس منٹ لکچر دینے سے ہوگیا وہ اچھی بدعت جس کو سنت ہوجاتا ہے صرف آپکے کہنے سے ہو جاتا ہے

  3. تم واقعی بہت بڑا عوام الناس کو فریب دیکر اپنا من گھڑت السلام بتا رہے ہو گمراہ ہو کر لوگوں کو گمرہی راہ چلنے کو دعوت کر رہے ہو

  4. Asslamualaikum Bhai aap ne ek latifa sunaya zo haqikat hai. Phir aap ne Shaikh ul Islam Dr Mohammad tahir ul qadri ka zirk kiya ki "…………………." aap ne phir apni zahalat dikhty huai Kaha"….." Phir aap ne iss bayan ko zaher alod baat kahi.
    Me aap ko baatado ki 3th sawal ka zawab bahoot aasan hai. Aur wo hai darood . qki darood k bigair namaz nahi hoti .ab bataoo koan fasa. Aur yeh bohat asan tha. Aur darood sent karna sirf o sirf Allah ki hi sunnat hai . insan o zin aur fasity tuo sirf Allah se dua karte hai ki " ay Allah darood bhej Mohammad per"
    Aur zaha tak bidat ka sawal hai us per aap ka view suna khud hi hadiths ko interpret karte ho aur baaty badi badi. Aap ne iss puri bahes me aap ne bas yeh kiya ki bidat hasana ko sunnat e hasana bana diya aur bidat e sahiya ko sunnat e sahiya banadiya. Explain kardy ta hu ki. kaise?
    Tuo suno Bhai mriza

    Dekhiye har niya kaam (umor e madasahat) zo nabi k wisal k baad huai wo bidat hai (ager koi naya kaam nabi k hayat e zahiri me hoa tuo wo bidat nahi yeh alag bahes hai kiya ho naya kaam ( umor e mosadahat ) sariyat me wo farz hai ya wazib ya sunanat e mokida ya gair mokida ya mustahaib ya mubah. Yisi tarah nahih me haram ya makroor etc aur yeh bhi k nabi ne kaise us umor e modasahat ko address kiya takid ki ya targaib di ya khamos rahe etc iss bahaes me nahi jana topic nahi hai.
    Bidat wo umor e modahat hai zo nabi k wafat k baad hui.
    Ab zara gaoor se sune ki bidat hone k liye compulsory hai k wo umor e modasat (naya kaam) ho.zaisa k sari hadiths me "zisne deen me naya kaam kiya aur wo deen me se na ho tuo wo bidat hai (tuo wo mardood hai) yisi tarah sab hadiths me nabi ne naya kaam aur bidat ko ek sath Bayaan kiya. Mirza Bhai ne achche umore modasahat ko sunnat e hasna me dal diya aur bure umore modasahat ko sunnat e sahiya me dal diya haq baat kahoo tuo sunnat e sahiya ko bidat banadiya. Iss tarah bidat hasna ko delete kar diya.
    Aur ya sab hoaa iss wazai se k Mirza Bhai ne logvi (meaning) meaning in language aur istalavi (definition) meaning in subject ka fark khatam karky bure topic me naya fitna daldiya.

    Darasal zo Mirza bhi sunnat e hasana karrahe hai wo sunnat logvi maana me hai achcha tarika rasam o riwaj na ki istalvi maana me hai istalavi maana me sunnat ka maana nabi k tor o tarika hai aadat e mubaraka hai. Aur sariyat me ye farz aur wazib k baad aataa hai
    Aur bidat ka logvi maana kuch aur hai aur istalavi maana kuch aur.
    Sunnate hasna ki zitni misale Mirza Bhai ne di wo sab bidat e hasna ki istila me aate hai Bhai me "zisne deen me koi naya kaam (umor e modasahat) aur wo deen me Nahi" iss hadiths se buniyad rakhi aur sunnat e hasna o sahiya wali hadiths tak legaye aur logvi aur istalavi maana ka fark mita kar ek mafroza ghad kar kaam ilm logo ko gomrah kiya aur iss bahes me naya fitna dala.
    Sayad itna kafi wo samajne k liye.
    Bhaion me ne sirf iss video k uper point out kiya hai bidat k topic per Nahi kaha ager badat per likhta tuo insha Allah andaz kuch aur hota
    Ek suggestion hai ilm hasil kare aise logo k naye nàye fitne se bache. Asslamualaikum

  5. Ijtemai zikr mana hai..or naat parhna acha amal hai.tou mje n yahan or log ka b yeh etaraz arha hai . Tou yeh clear krden k zikr yani sirf " Quran pak" parhna howa..???

  6. eng sab apne to sari hadess ka mafoom hi bdl dala apne Aqide k mutabiq ic masle me hum bhi apse mazeed guftagu kr skte hn mgr phaki k taur par apko hadees pesh krte hn

    hazrat mujahid Rd se marvi hai ki mei hazrat urwa bin jubair Razi. masjid me dakhil hue to wahan hazrat Abdullah bin umar Razi.. hazrat Ayesha Razi.. k hujre k pas bhete the our kuch log masjid me chast ki namaz pad rhe the / humne un logo ki namaz k mutalliq pucha to unhone farmaya bidat ( hasna ) hai.

    Ref. bhukari jild 2 safa 63 hadith no. 1680
    Ref Muslim jild 2 hadith no 1200

    2; hazrat Aarij Razi. Riwayat karte hn ki mane hazrat Abdullah bin umar Razi.. se Namaz E chast k mutalliq sawal kiya jab wo huzoor Nabi E Akram s.a.w ke hujre mubarak ki Pust se tek lgaye bhete the to unhone farmaya biddat our bhot achi biddat hai

    الحديث رقم أخرجه ابن أبى ثيبة فى المصنف
    ج 2 ص 172 رقم 7775

    note : in hadees k mutabiq jo k sahi hai iski Asal Nabi E Akram S.a.w se sabit karye or Ab mei apko ilmi jawab Antyvenam panjabi me phakki deta hu

    3: hazrat Abdullah bin masood Razi.. se Riwayat hai ki unhone farmaya jis ( Amal) ko koi ( yek) momin Achcha Jane wo ( Amal)
    ALLAH ke Nazdeek Bhi Achacha hai our jis Amal ko momin bura jane Wo ALLAH ke Nazdeek bhi bura hai /

    أخرجه البزار فى المسند ج5 ص212 رقم 1816
    المعجم الكبير ج 9 ص112 رقم 8583

    والحاكم فى المستد رك ج 3 ص 83 رقم 4465

    وأحمد بن حنبل فى المسند ح 1 ص 379 رقم 36

    eng sab mere cmnt ko read zror kre mazeed guftagu ho skti ilmi dalail k sath is masle me apse ikhtilafi Ray rakhta hu?

  7. Ab yeh bhi bata den k "kullo bida'at " theek hay yar " bida'at hasna" ya dono…. agar dono theek hen jese k ap k narrative se pata chalta hay…. to phir e'ataraz kis bat ka?

  8. Ap ki is definition ki roo say to darood o salam ki asal Quran se sabit hay…. aur Quran ka har hukm farz hay…..

    ab koi akela parey
    mil ke paren
    bath k parey
    ya adban khara ho k parey ap ko koi masala???????

    jese Quran pak ka parhna sabit hay…..

    ab hum akeley bhi partey hen
    mil k bhi partey hen…
    kharey ho k bhi partey hen
    beth k bhi partey hen….
    dil men bhi parhtey hen….
    oonchi awaz men bhi parhatey hen…. AUR kisi nasibi ko koi masla naheen hay…..

    LAKEN darood o salam parhaney pa masla hay…. yahan tak k Roza-e-Mubarik pa bhi parhen to Shirk! Shirk! Shirk! Shirk! Shirk! ki awazen aati henn…..

    pata chala bat bidat ki naheen …. GAL KOI AUR HAY ??????????????????

Back to top button