
Saheh WASEELA kia hai ??? (Quran aur Sahih Hadith ki roshani main)
Today topic is :Saheh WASEELA kia hai ??? (Quran aur Sahih Hadith ki roshani main).
Video | Information |
---|---|
Title | Saheh WASEELA kia hai ??? (Quran aur Sahih Hadith ki roshani main) |
Video Id | 4G1E5qtYCf0 |
Video Source | https://www.youtube.com/watch?v=4G1E5qtYCf0 |
Video Image | ![]() |
Video Views | 21655 |
Video Published | 2015-03-17 11:22:15 |
Video Rating | 5.00 |
Video Duration | 00:19:41 |
Video Author | Engineer Muhammad Ali Mirza – Official Channel |
Video Likes | 352 |
Video Dislikes | |
Video Tags | #Saheh #WASEELA #kia #hai #Quran #aur #Sahih #Hadith #roshani #main |
Download | Click here |
Engineer Muhammad Mirza Ali

Muhammad Ali Mirza was born on 4 October 1977 in Jhelum, a city in Punjab, Pakistan. He is a 19th grade mechanical engineer in a government department.
Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
Is engineer Muhammad Ali Mirza Sunni or Shia?

Engineer Muahmmad Ali Mirza is Sunni, Known "Mulim ilmi kitabi".
How do I contact engineer Muhammad Ali?

You can call on this phone number, which is "03215900162", and discuss your problem with them.
Who is Mirza Ali of Pakistan?

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
What is the age of engineer Muhammad Ali Mirza?

(Engineer Muhammad Ali Mirza) Born: October 4, 1977 (age 46 years) Place: Jhelum Country: Pakistan
What is religion of Engineer Muhammad Ali Mirza?
Engineer Muhammad Ali Mirza is Muslim by religion. He is also known as muslim ilmi kitabi. He says " I,m Muslim Ilmi Kitabi".
What is the Education of Engineer Muhammad Ali Mirza?
He is an engineer by profession. And also a "Pakistani Islamic Scholar". He studied in "University of Engineering and Technology, Taxila".
- Surah Yaseen Pdf download | Mp3 | Video | Images
- New Ramadan Iftar and Sehri Time 2023 | Best Calender
- Surah Yaseen Ayat 1 with Best Translation 2023
- Surah Yaseen Ayat 20 Read online with translation (2023)
- Is Smoking Haram or Halal? Why? Islamic Perspective 2023
- Is Cineplex Poutine Haram or Halal? Religious Overview 2023
- Taharat-o-Namaz ka SUNNAT Tarika | Saheh Ahkam-o-Masal
- The Blessings of Tahajjud | Best Time | Rakat |Tahajjud 2023
- Tahajjud Time in Gujranwala: Night Prayer in Pakistan
- Meaning of “Allahumma Barik”: Understanding Its Importance
- Iman e Mujmal: Understanding the Basic Tenets of Faith in Islam
- The Sword of Imam Ali: Exploring the History, Significance, and Mystique of Islam’s Most Iconic Weapon
- Sifat meaning in urdu | English |Arabic | Meaning of صفت
- How to perform Eid-ul-Fitr? Eid-al-Fitr Mubarak – 2023
- The Top 15 Most Important Islamic Worship Places in the World
Assalamu alayakum ali bhai abdullah ibn wahab ko konse mohaddis ne mudallis kaha aur ye kis kitab me milega
Al.ijma foundation channel k video "tawassul debate S.A.w" aur eidgah shariah channel k video "waseela nabi k hawala say" dekh Len phr waseela nabi ki daleel den
Shabash m ali bhai
Shakal se hi fraud dikhta h…
Dekho k c phitkari ha Mirza Baqol tere hi Mirza Hazrat Ali farmate hain k kuch log meri muhabbat ki wajah se jahannam me jayen tu kuch Hazrat Ali ka manne wala hai k Hazrat Ali ne Hazrat muavia ko jb muaaf b kr dia apni dilazari k mamle me to tu nauzubillah Sahabihe Rasool Hazrat Muavia ko laanat behjta hai unki bad dua hai tujh PR k tujh PR Allah ki laanat hai……. Jahannami Mirza Haq 4yaar 5tan Pak Sahabae kiram k mureed hai Alhamdulillah. Tu Gustakhe Rasool Ashaab o Itrat wa Aulia hai Laanat ha tujh pe Allah ki….. Or tere chahane walon k lye b badmazhab shakhs
Jab tu fansne lagta Hai to Kahi Ahe ka shara leta Hai Aur Kahi Ashraf Ali ka Aur Kahi Ahele Hadees ka Aur kahin Shia ka To Tu pahle Apni Zaat sabit kar taki DuniyA ko maloom ho k Tere Akabir kon hain Aur kiska muqallid Hai Kyon ki tu sabko sahi bata ta Hai to Awam kiske kahene par chale Agar tu batata Hai k sahi sab Hai lekin Mano Hadees ki to Awam ko Hadees padhna to Ata nahi Aur Tarjuma padh sakti hai to Tarjuma kisi Maulana ka hi hoga Aur wo Maulana kisi firqe ka hoga Aur Hame firqe se Alag bhi Rahena hai Tumhare kahne ke mutabiq to ham kon se Maulana ki baat par Amal Karen jiska koi firqa n ho iske liye tumhe Apni Zaat sabit karna padegi Warna tumhara bhi poll khul jayega ki tu Arab se paisa khata hai Aur Aur iblees ka chela hai Agar Apni Asal nahi batayega to tujhko hum musalman bhi nahi man sakte Kyonki Quran padh lene Dr Hadees padh lene se koi musalman nahi hojata Dadhi ya topi ya pagdi se musalman tasleem kar liya jaye to sab se pahle Punjabi musalman ho jayenge Kyon ki Dadhi hi unka dharam hai Mirza Apni Zaat sabit kar phir Age baat karte hain
Ali bhai aap ne bilkul sahi farmaya alhamdulillah.
sorry to say that i m researching on waseela but you r wrong. see my video and comment.
Mashaa Allah jazakamullah khaira
Is shakhs ki batain dil ko lagtee hyn k bilkol sahe kahta hy
Jab bnda islam ka thora sa ilm leke muhaqqiq bnne ki koshish krta ha to khud bi gumrah hota h sunne walo ko bi gumrah krta ha.
Isse bada jahil koi nahi hai jhuta hai quran or hadees ko tod marod ka bata ta hai waseele ka sabut sureh maedah ayat 35 me hai sureh bani ismail ayat 57 me hai or bohat daleel hai jisko dekhna hai quran khud pad ke dekh le
بعد از وفات:-امام بخاری علیہ رحمۃ الباری کے استاد امام ابن ابی شیبہ رحمۃ اللہ علیہ اپنی کتا ب مصنف ابن ابی شیبہ میں صحیح اسناد کے ساتھ یہ روایت بیان فرماتے ہیں-مالک بن دینار جو کہ حضرت عمر رضی اللہ عنہ کے وزیر خوراک تھے وہ بیان کرتے ہیں کہ حضرت عمر رضی اللہ عنہ کے زمانہ میں ایک بار لوگوں پر قحط آگیا ایک شخص رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی قبر مبارک پر حاضر ہوا اور عرض کی یا رسول اللہ اپنی امت کے لئے بارش کی دعا کیجیے کیونکہ وہ ہلاک ہورہے ہیں رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم اس شخص کے خواب میں تشریف لائے اور فرمایا کہ عمر کے پاس جاؤ ان کو سلام کہو اور یہ خبر دو کہ تم پر یقینا بارش ہوگی اور ان سے کہو کہ تم پر سوجھ بوجھ لازم ہے پھر وہ حضرت عمر کے پاس گئے اور ان کو خبر دی حضر ت عمر رضی اللہ عنہ رونے لگے اور کہا کہ اے اللہ میں صرف اسی چیز کو ترک کرتا ہوں کہ جس سے میں عاجز ہوں۔ مصنف بن ابی شیبہ حدیث نمبر 32665اس روایت کو حافظ ابن کثیر نے بھی روایت کیا ہے اور فرمایا ہے کہ یہ روایت صحيح ہے البدایہ والنہایہ ج۷صفحہ۹۱ دار الفکر بیروتاسی طرح اما م المحدثین حافظ ابن حجر عسقلانی نے بھی اس روایت کو صحیح فرمایا ہے اور فرمایا کہ وہ خواب دیکھنے والے صحابی حضرت بلال بن حارث مزنی رضی اللہ عنہ تھے۔ فتح الباری جلد ۲ صفحہ۴۹۵نشر الکتب اسلامیہ سنن بیہقی، وفاء الوفاء ، انجاح الحاجہ ، ابن عبدالبر.Is hadith ka jawab enayat farmaeJazakAllah
Hahah Hr chez zaeef.. gud formula.. 😜😜
tu bhai es ayaat ka kiya karein ab. es ko nikaal dein. agr tum apni jaan pay zulam kar lo tu mere rasool k pass jao. ab ap Hazoor ki zindgi faisla ap na karo k on ki zindgi kiya ha na jhoot philaao.
Ali bhai Khuda ka wasta JHoot bolana chord dein. ap kah rahe hain k mein 31SAAL TAK khud sunni raha. yaar mujhe lagta ha k ap 10 minute tak b sunni nahi thay. ap haq Go nahi ap kazaab ho. ap jhoote ho ye baat jo ap kar rahe hain ye tu hum b 35 saal say sun rahe hain ap nay kon sa kaarnama injaam diya. ye kaarname dewbandi aur wahabi day rahe thay ap nay tu phakki khud lena ho gi.
jawab zaroor dejye ga
aap apne lecture men khty hen jis pay fit usko gift, yani shany nzool ko nhi dekha jata , ab shany zizool k baat krty hen, ye ayat b aap k lecture shane nzool k lhaz se hmesha k liye sb k liye hy.
aap galti kr jaty hen khin khimn,
please use Urdu, I am not understanding Punjabi
bhai 1 to ap kahty ky quran r hdees ki bt ham krty par sath hi ap b buzorgu ki kitabon ky hawaly dy rahy ho r quran main saf saf waseely ki ayat hain r ap es main buzorgu ky hawaly dy rahy ky unu ny ye kaha cmj ni a ri ap ki
bhai 1 to ap kahty ky quran r hdees ki bt ham krty par sath hi ap b buzorgu ki kitabon ky hawaly dy rahy ho r quran main saf saf waseely ki ayat hain r ap es main buzorgu ky hawaly dy rahy ky unu ny ye kaha
mujhe ab lagta h ki ye sahi baat kar raha h
u r rite hasan bhai
main ek aam musalman hun, na shia na sunni na Ahle hadees na brailvi, lekin Dil gavahi deta hai k ye shakhs bilkul Haq baat karta hai, quraan aur hadees k mutabiq, Allah sab ko Haq baat kehne ki taufeeq ataa Kare, aamin..
Masha'Allah,
best <3
Subhan Allah
bhai main bhi ek aam muslim jo shiya barelvi culture main akela aisa shakhs hun jise firqa naam se hi nafrat hai or aaj tak kisi firqe ko nhi apnaya….pedaishi tor par hi in cheezon ko bura samajhta hun……niyaz, taweez, chaliswan, matam, mazaar, qawali, urs, peer mureedi, or shiyaon se ziada to mujhe barelvi logon pe dukh hota hai bichare kitne ziada gumrah ho chuke hain or inki dono ki gumrahi ki waja ye hai ke in dono firqon mein quran urdu translation se parhna mana hai, inke ulma kehte hain ke jo poochna hai hum se poocho . bus yehi waja hai
comments mein jitne bhaiyon ne abuse di hain unhe chahiye ke apni ek video bnaiye or us mein jo ap daleel de sakte hain wo de den or inhe ghalat sabit kar den ye to samajh mein aata hai… galiyan de ke to ap sabit kar rhe hain ke hum nhi sudhrengay
v nice MashAllah
Harami
Wahabi Barwaa
ofa ul ofa ko dekh lo.uska mukaddema v dekhna.
Jab admi Ahle-hadees banta hai to "Mirza ali" ki tarha gumrah hota hai..!! Pagal Insaan. Ek hi kitaab ki hadees ko dekha kar daif, daif chilla raha hai. Dusre kitabo me bi to dekho. Kahan kahan kitne muhaddiseni se unn hadeeso ko naql kiya hai.
eng SB apne Jo pehle hadis padi Or jo Etraz kiya Apka hak h lekin lekin Ye hadis kai kitabo me sahi sanad SE bhi h wo Q nhi btai. Sari hadis ka to jawab Ni de skta yha. lekin 1 Hades k bare me to De skta hu.
(AL Jawab)
Yahi riwayat Shaheeb bin Saeed Rh. se Unki Bete Ahmed Bin Shaheeb bin Saeed Rh. se bhi marwi hai.
حَدَّثَنَا عَبْدُ الله بن جعفر، قَالَ: حَدَّثَنَا يَعْقُوبٌ، قَالَ: حَدَّثَنَا أَحْمَدُ بْنُ شَبِيبِ بْنِ سَعِيدٍ، قَالَ: حَدَّثَنَا أَبِي، عَنْ رَوْحِ بْنِ الْقَاسِمِ , عَنْ أَبِي جَعْفَرٍ الْمَديني، عَنْ أَبِي أُمَامَةَ بْنِ سَهْلِ بْنِ حُنَيْفٍ , عَنْ عَمِّهِ عُثْمَانَ بْنِ حُنَيْفٍ: أَنَّ رَجُلاً كَانَ يَخْتَلِفُ إِلَى عثمان بن عفان في حاجة , فَكَانَ عُثْمَانُ لاَ ……يَلْتَفِتُ إِلَيْهِ , وَلاَ يَنْظُرُ فِي حَاجَتِهِ , فَلَقِيَ عُثْمَانَ بْنَ حَنِيفٍ فَشَكَا ذَلِكَ إِلَيْهِ , فَقَالَ لَهُ عُثْمَانُ بْنُ حَنِيفٍ
Muta’abe no 1 :
Imam Abdullah bin Jafer Rh. — > Yaqoob bin Sufiyan Rh. — > Ahmed Bin Shabeeb bin Saeed Rh. — > Waalid (Shabeeb bin Saeed Rh.) — > Ruh Ibn ul Qaasim Rh. — > Abi Jafer Al Khatmi Al Madani Rh. — > Abi Umaama Bin Sahel bin Hunaif Rdh. — > Usmaan bin Hunaif Rdh.
(Mashaaik Yaqoob bin Sufiyan : Safa 94-95)
No 2 (Dalaail e Nabuwwaah : Jild 6 : Safa 168)
inke sare Ravi siqa hai.
subahan Allah