Engineer Mirza Ali

SHIAH ki NAHJ-ul-BALAGHA say 3-KHULAFA-e-Rashideen a.s ki SHAN main Maola ALI a.s kay 4-KHUTUBAAT !

SHIAH ki NAHJ-ul-BALAGHA say 3-KHULAFA-e-Rashideen a.s ki SHAN main Maola ALI a.s kay 4-KHUTUBAAT !

Today topic is :SHIAH ki NAHJ-ul-BALAGHA say 3-KHULAFA-e-Rashideen a.s ki SHAN main Maola ALI a.s kay 4-KHUTUBAAT !.

Video Information
Title SHIAH ki NAHJ-ul-BALAGHA say 3-KHULAFA-e-Rashideen a.s ki SHAN main Maola ALI a.s kay 4-KHUTUBAAT !
Video Id sO_nM5i17jo
Video Source https://www.youtube.com/watch?v=sO_nM5i17jo
Video Image 1678609291 157 hqdefault
Video Views 1304236
Video Published 2017-01-10 16:57:31
Video Rating 5.00
Video Duration 00:55:46
Video Author Engineer Muhammad Ali Mirza – Official Channel
Video Likes 20397
Video Dislikes
Video Tags #SHIAH #NAHJulBALAGHA #3KHULAFAeRashideen #a.s #SHAN #main #Maola #ALI #a.s #kay #4KHUTUBAAT
Download Click here

Engineer Muhammad Mirza Ali


Mirza Ali

Muhammad Ali Mirza was born on 4 October 1977 in Jhelum, a city in Punjab, Pakistan. He is a 19th grade mechanical engineer in a government department.

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.

Is engineer Muhammad Ali Mirza Sunni or Shia?

engineer mirza ali

Engineer Muahmmad Ali Mirza is Sunni, Known "Mulim ilmi kitabi".

How do I contact engineer Muhammad Ali?

Engineer Muhammad Ali Mirza

You can call on this phone number, which is "03215900162", and discuss your problem with them.

Who is Mirza Ali of Pakistan?

muhammad mirza ali

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.

What is the age of engineer Muhammad Ali Mirza?

mirza ali

(Engineer Muhammad Ali Mirza) Born: October 4, 1977 (age 46 years) Place: Jhelum Country: Pakistan

What is religion of Engineer Muhammad Ali Mirza?

Engineer Muhammad Ali Mirza is Muslim by religion. He is also known as muslim ilmi kitabi. He says " I,m Muslim Ilmi Kitabi".

What is the Education of Engineer Muhammad Ali Mirza?

He is an engineer by profession. And also a "Pakistani Islamic Scholar". He studied in "University of Engineering and Technology, Taxila".

Engineer Muhammad Ali Mirza

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator. Engineer Muhammad Ali Mirza is an acclaimed Islamic scholar whose passion for learning and understanding the Quran and Hadith has earned him a distinguished place in the Muslim world.

32 Comments

  1. Sir I am agree with you …..but here my question is where you spend your that income which you earn from YouTube channel???????
    If you spend that money on yourself then what's difference between you and other scholars of Islam …..which take fee from students in different madrasa students……..they teach offline that's why they earn their …..and according to that scholars their is nothing bad in it………..
    If your channel is not monitized like sandeep maheswari sir then that's may be good job…..
    Because I am confused in it that earning from Google ads is halal or Haram as in some ads sometime songs and dance etc appear..,………..,
    I have another question which regarding one of the famous hadees that if someone have pic then he or she will not go to jannah…..and our madrasa alima agree with it …..she don't have any pic ……once I asked her nowadays majority of people and Islamic scholers have videos lectures and pic then as it's true that they will not go to jannah…she replied yes and she is alima she follow Islamic rules strictly…. If she is write then why you and other famous scholers have videos lectures?????
    Sir if you make lecture on this topic and mantion hadees or any Islamic evidence regarding earning from Google ads ….and videos lectures, smart phone pic etc then I shall be very thankful to you.

  2. As salaamu alaikum,

    Shukriya bohat acha kaam kar rahe hai aap sab.
    Continue to express and explore . . .

    Shaitan ke hazaro waar jisse woh batil ko haq pe afzal karne ki koshish karta hai unme saikdo noorani waar hai . . .
    Noorani waar isiliye zyada nuksan deta hai kyunki woh Deen ki baat me ittelaaf ko nishana banake jazbaat ke support pe Deen ko hi nuksan pahuchata hai aur Deen ko koi nuksan nahi pahuchta siwai khudke.

    Noorani waar usne Alim aur zyada kitabi logo ke liye rakha hai.

    Behsaq Alim ke raat ke needh Zakreen ke raat bhar ki ibadat se afzal hai lekin woh Alim jiske Dil ne ALLAH ALLAH bolna seekh liya ho.

    Maine kaha padha tha (please correct me if wrong)
    Hadees Mubarak, " Woh Alim jiske Dil ne ALLAH ALLAH bolna na seekha ho Meri (saws) nazar me Jahil hai aur ALLAH ke bhi.

    In my whole conversation, I have stressed on Dil❤ rather than just read Ilm (except that Ilm which helps heart to move towards purification)

    Ispe zyada chat ki guftagoo nahi kar paunga lekin ek request hai Jahil aur Amleen peer ke chakkar me Qamleen aur Haq Zakreen ke kaam ko galat na samajhna.

    Apne bohat so mehfeel me hissaa liya hai aur Aaj jis kisi bhi muqaam pe ho . . . Agar Haq Qamleen ki sohbat me nahi baithe ho then I request you to please First experience their Amal in reference with Sunnah and then see what we acquire from Dil❤ rather than just read or memorized from book.

    Request: Teach your heart to speak unlike you speak with your mouth, teach your heart to see unlike you see with your eyes, teach your heart to feel unlike you feel with your skin, teach your heart to hear unlike you hear with your ears, teach your heart to smell unlike you smell with your nose. Train your heart more rather than just training your brain.

    Zehen se Insan pagal hogaya to padha hua sab ZERO lekin Dil❤ se koi kabhi bhi pagal nahi ho sakta.

    Conclusion: Qabr me sawal Dil❤se honge aur jawab Dil ko hi Dena hoga.

    If really want to know what Marifat Quraan can bestow upon our Heart then feel free to contact me on whatsapp:+919137677819

    In my whole chat if any part or topic has hurted any one's heart I am truly sorry for that but Truth need to be expressed and explored.

    May ALLAH bless us all with His utmost blessings . . . AMEEN

    Dua me yaad. ALLAH HAFIZ

  3. اللہ اپکو سلامت رکھے۔اھل تشیع کتنے اچھے مسلمان ہیں۔ھمکو ناصبی ملاوں نے غلط راستے پر ڈالے تھے۔جب سے میں نے اھل تشیع کے علماء کو سننا شروع کیا۔تب سے مجھ میں تبدیلی ائی۔اور اھلبیت ہی راہ نجات ہے۔اب رافضی کے معنی کا پتہ چلا جو اھلبیت سے محبت اور اسکے پیروکار ہو۔وہ شیعہ ہوتا ہے۔اسے معلوم ہوا کہ اصل راستہ اور اصل چیز شیعوں کے پاس ہیں۔دوسری طرف یذیدی راستے پر جو چلتے ہیں۔اسے میں بچ نکلا ۔اب میں رافضی ہوا شکر اللہ کا۔اب میرے لئے رافضیوں سے محبت ہی راہ نجات ہے۔کیونکہ رافضی سچے پیروکار اھلبیت ہیں۔وھابیوں نے دین اسلام کو بہت بہت بہت بڑا نقصان پہنچایا ہے۔

  4. Ameerul moomeneen maula ali sa ke kalam pe mabni hai nehjul balagha
    Shea ki keh kar difaa na karo.
    Maula ali sa ka bughz dil se nikal do.
    Aur unke ilm ka iqrar kar lo

  5. Shia ulema and zakrin also quote from the same book about so called negative attitudes of Hazrat Abu Bakar RA and Hazrat Umar. Are there two such versions. If this is so then this book cannot be reliable. They always quote Falan and Falan in negative terms. If this book which Shias treat highly and it has affirmative assertions of Hazrat Shaikhain, then why not put the book before them and ask for explanation to solve the problem in its entirety.

  6. When I heard this lecture a few years ago I went into a zone that made me think a lot and then I thanked Allah swt. Engineer saab rocks 🤟🤟. I was a Shia and now a Muslim Allhumdulillah

  7. نہج البلاغہ بھی ایک سنی سکالر سید رضی کیطرف سے جمع کی گئی تھی اور اس میں بھی کمی بیشی ہے یعنی افراط و تفریط ہے بلکہ مبرا نہیں ،ایک بات عرض ہے وہ یہ کہ صحابہ تو ایمان کا حصہ نہیں جس کی خاطر لوگ قتل کئے جاتے ہیں مثال کیطور میں نہ تو معاویہ کو صحابی رسول مانتا ہوں اور نہ ہی اس بات پر مجھے شک ہے کہ وہ جنگ صفین میں باطل پر تھے اورنہ ہی اسے جھوٹی حدیث عشرہ مبشرہ بچاسکتی ہے ،بیشک مجھے وہابی مولوی لعن طعن کریں گے مگر مجھے معلوم یے کہ وہ جاہل ہیں ۔صرف یہ نہیں بلکہ اسلام کی بنیاد توحید نبوت اور میعاد یعنی قیامت پر ایمان ہے جس میں کوئی گنجائش نہیں تردید کی رہی صحابہ یا اہل بیت جن کے لئے احترام تو لازم ہے مگر ان کیوجہ سے کوئی کافر نہیں بنتا یعنی یہ لوگ نبوت میں شریک نہیں ہیں ۔

  8. نھج البلاغہ خطبہ نمبر تین تینوں خلفہ کی شان مولی نے اچھی بیان کی تمام حضرات خطبہ نمر تین پڑھو حقیقت سامنے اجائے گی

  9. میں اپنے سنی بھائی، انجینئر محمد علی مرزا سے عاجزی کے ساتھ درخواست کرتا ہوں کہ وہ امام علی کے خطبہ نمبر تین کا حوالہ دیں جو اس سے مختلف ہے جس پر لوگوں کو ایمان لایا جاتا ہے۔

    بڑے افسوس کی بات ہے کہ مرزا بھائی جیسے عالم نے نہج البلاغہ کے خطبہ 3 کا حوالہ نہیں دیا۔ یہ اس بات کی عکاسی کرتا ہے کہ کس طرح علی (ع) سے خلافت چھین لی گئی حالانکہ علی (ع) کو پیغمبر (ص) نے غدیر خم میں اپنے آخری خطبہ میں نامزد کیا تھا جیسا کہ اللہ کی مرضی تھی کہ علی (ع) ہوں گے۔ ان کی وفات کے بعد مسلمانوں کی رہنمائی کرنے والا رہنما۔

  10. Pahle bareli tha phir deobandii bana phir salafi bana phir shiea k sath hogaya os k baad qaadyyani hogaya still waheen per hai , ye hai Ali Mirza ka anjaam , logo Deen ko khud se mat samjho ,kud se Deen samajh ne walon ki ek lambi list hai,os list me azaazeel Abujahal Abu sufyan qaadyaani Hasan bin sabaah wagera sab aate hain .kya engineer Ali Mirza ke nam me Mirzaqaadyaaniyat ki wajah seho

  11. Aadhi baat kabhi kabhi bohot nuqsan de jati hai. Fakharuddin Razi ki sharah ka zikr kar diya jo k adhuri thi . Jamal al-Din al-Qifti ne Ta'rikh al-hukamd iska zirk kiya hai. Laikin Mirza saheb ne aik sunni aalim ka zikr nahi kiya jinki Sharah aaj sab se zyada Maqbool hai, aur wo hain Shafa’ie sect se Izz al-Din ibn Abi al-Hadid al-Mu'tazili. Wo farmatey hain Nahjul Balaghah ke barey mein: “above the words of men and below the words of God." Is liye Nahjul Balaghah Arab countries mein Arabic literature ke taur per parhayi jati hai. It’s Peak of Eloquence. Bohot easily mil jati hai ab internet per. Parhiye aap sab bhi.
    Aap imandar hotey to apni taraf se sharah karne ke bajaye ibn Abi al-Hadid ki sharah bataiye logon ko.
    Hzt Umar ki jageh koi aur hakim hota to bhi Maula Ali (as) yehi jawab detey jo Hzt Umar ko diya. Tabhi to Hzt Umar kehte they k agar Ali na hotey to main halaak ho jata. Tamam futuhaat in mashwaron ka nateezja hain. Ali(as) government chalana sikha rahe hain. Hakim ki haisiyat kia hoti hai nation ke liye ye bata rahe hain kam aql logon ko. Agar koi kafir hakim bhi Ali(as) se mashwara mangta tab bhi Ali(as) sahi mashwara hi detey.  Ali (as) humesha deen aur ummat ki behtari ke liye advice detey hain, phir  chahey advice mangnay wala unka dushman hi kyun na ho. Ali (as) ki fitrat mein Sadaqat hai, wo Siddique Akbar hain. Quran kehta hai ilm walon se poochho. Jo haqeeqi ilm rakhta hai wo humesha aapko sahi mashwara dega.
    Sermon 5: Achha hua jo inhonay khud isey bayan kar diya. Abu Sufyan ko maula Ali(as) ne phatkar lagayi aur saaf kaha k wo Islam ka dushman hai bawujood kalima parhne ke. Wo muslims ko aapas mein larwana chahta tha. Ye Abu Bakr ka difa nahi, Islam ka difa hai. Ab yahan ghaur karne wali baat ye hai k Abu Sufyan ya Muawiya ko kabhi pehle, dusre, aur teesre khalifao’n se problem na hui siwaye Ali(as) ke. Deen ko hukuumat batana, is se bari jahalat kia hogi. Rasool(S) kisi ko bhi banatey to apni marzi nahi bal k Allah ki marzi se. Aur Fatima (sa) ka khutba Fadak bhi parh lo jo bohot se sunni aalimon ne darj kiya hai.
    Ye bhi kehte hain k Rasool(S) ne peshgoyi k muslims ke khilaf talwar uthayeingay taweel ki khatir to phir jo deen Rasool(S) chhor kar ja rahe they usey bachanay ke liye Ali(as) ko bhi chhor kar gaye sath aur isi liye bayt karayi thi Ghadeer mein. Aur jo khud Rasool(S) ko likhney se rok de us se kia ba’eed hai?

    Aur Rasool(S) ne Muslims ko Ghadeer mein jama kia tha akhri mein, ye keh kar k jiska main maula uska ye Ali maula. Ab jis ne maula nahi mana wo farq karke Ghadeer se kat kar firqa bana. Shian-e-Ali aj bhi Ghadeer mein kharey hain.
    Sermon Letter no. 6

    Maula Ali(as) apni khilafat ki daleel nahi bana rahe hain bal k Muawiya ko yad dila rahe hain k tum ne unke hath per bayt ki thi jin sharton per unhi sharton per ab in logon ne meri bayt ki hai. To phir ab tum kyun nahi kartey?
    Koi bhi aqlmand insan is letter ka ye matlab hargiz nahi nikalega k maula Ali(s) ne pehle 3 khilafaton ko sahi kaha. “Verily, those who swore allegiance to Abu Bakr, `Umar and `Uthman have sworn allegiance to me on the same basis on which they swore allegiance to them. (On this basis) he who was present has no choice (to consider), and he who was absent has no right to reject;”

    Saqifa mein imam Ali(as) maujood na they un per khilafat ko thopa gaya thik usi tarah agar Muawiya ab bayt na karey to uska ka koi jawaz nahi banta jung karne ka.

    Agat maula Ali ne unki khilafaton ko sahi mana hota to Shura mein teesri shart yani pichhle dono khalifa'on ki seerat per amal karne se inkar na kiya hota.

  12. گر فرقہ وارانہ اماموں اور مولویوں کی اتباع کرو گے تو قران چھوڑنا پڑے گا کیونکہ ان کے دین میں پیدا ھونے سے مرنے تک جو کچھ بھی کیا جاتا ھے۔قران میں نہیں جبکہ قران کا اعلان ھے کہ قران میں اللہ نے دین مکمل کر دیا 5/3 المائدة آیت نمبر 3.اور قران کے بارے پوچھا جائے گا43/44 کہ قران پر عمل کیا ھے یا نہیں۔اگر قران کی اتباع کرتے ھو توجو قران میں نہیں وہ سب چھوڑنا پڑتا ھے۔یہ امت کا فرقہ وارانہ دین اور اللہ کا نازل کردہ قران کا دین اکٹھا نہیں چل سکتا۔اللہ کا نازل کردہ دین قران یا فرقہ وارانہ لوگوں کا خود ساختہ دین غیر قران دونوں میں صرف ایک دین رھے گا دونوں اکٹھے نہیں رہ سکتے۔اپ کی مرضی ھے قران پسند ھے یا غیر قران پسند ھے

Back to top button