Engineer Mirza Ali

SUICIDE peh ISLAMIC Rulings ??? Khud Kushi walay ki TAOBAH ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza)

SUICIDE peh ISLAMIC Rulings ??? Khud Kushi walay ki TAOBAH ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza)

Today topic is :SUICIDE peh ISLAMIC Rulings ??? Khud Kushi walay ki TAOBAH ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza).

Video Information
Title SUICIDE peh ISLAMIC Rulings ??? Khud Kushi walay ki TAOBAH ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza)
Video Id xP7jM0S-nC4
Video Source https://www.youtube.com/watch?v=xP7jM0S-nC4
Video Image 1677874468 281 hqdefault
Video Views 173364
Video Published 2018-12-28 03:31:34
Video Rating 5.00
Video Duration 00:19:18
Video Author Engineer Muhammad Ali Mirza – Official Channel
Video Likes 4985
Video Dislikes
Video Tags #SUICIDE #peh #ISLAMIC #Rulings #Khud #Kushi #walay #TAOBAH #Engineer #Muhammad #Ali #Mirza
Download Click here

Engineer Muhammad Mirza Ali


Mirza Ali

Muhammad Ali Mirza was born on 4 October 1977 in Jhelum, a city in Punjab, Pakistan. He is a 19th grade mechanical engineer in a government department.

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.

Is engineer Muhammad Ali Mirza Sunni or Shia?

engineer mirza ali

Engineer Muahmmad Ali Mirza is Sunni, Known "Mulim ilmi kitabi".

How do I contact engineer Muhammad Ali?

Engineer Muhammad Ali Mirza

You can call on this phone number, which is "03215900162", and discuss your problem with them.

Who is Mirza Ali of Pakistan?

muhammad mirza ali

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.

What is the age of engineer Muhammad Ali Mirza?

mirza ali

(Engineer Muhammad Ali Mirza) Born: October 4, 1977 (age 46 years) Place: Jhelum Country: Pakistan

What is religion of Engineer Muhammad Ali Mirza?

Engineer Muhammad Ali Mirza is Muslim by religion. He is also known as muslim ilmi kitabi. He says " I,m Muslim Ilmi Kitabi".

What is the Education of Engineer Muhammad Ali Mirza?

He is an engineer by profession. And also a "Pakistani Islamic Scholar". He studied in "University of Engineering and Technology, Taxila".

Engineer Muhammad Ali Mirza

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator. Engineer Muhammad Ali Mirza is an acclaimed Islamic scholar whose passion for learning and understanding the Quran and Hadith has earned him a distinguished place in the Muslim world.

43 Comments

  1. Ye baten please har koi un jagha hon per aweza ker k likh waden taky akhiri waqt koi jahalat ki bunyat per aysi harkat na kare ya pata ho Tau soch Le anjam Ka aik bar phir SE daikh ker

  2. jo mera commnts parhe plz meri madad kare 8 sal sy deptedion or anxeity ki marez ho waahem napaki ke or mout ka khuf rheta he .har time shadi shuda ho .olad nhe us pr ak larka bar bar mujhe tang kar rha he mere sath relesion me aobwarna tumhe badnam kar do ga galt ilazm laga kar .us ki waja sy na nend ati he na bhok lagti he bas dar rheta he kia ho ga aagr wo jhot bol de ga to bas khyl ata he khud ko mar lo . ye khuf itna ho gya he ke aesa lagta he dimgki rag phat jae gi dil ka atck ho jae ga plz help me

  3. Kya maqrooz ko Allah bhi datkar deta hai ? Maqrooz ki Kya gltii ? Circumstances tw Allah hi bnata hai.. achi buri tqdeer pr eman hai hamara

  4. ایک انسان جس کو جادو جنات کے ذریعے خود کشی پہ مجبور کر دیا جائے وہ بہت زیادہ پریشانی میں پھنس کر خود کو ختم کر دے تو کیا اس کی معافی نہیں ہو سکتی

  5. خودکشی کرنے والے کو توبہ کی توفیق نہیں ملتی کیونکہ وہ گناہ ( خودکشی)کرنے کے بعد زندہ نہیں رہتا اور توبہ کے لیے زندہ ھونا ضروری ھے ۔

  6. Aik berozgar ISS gandi duniya k halaat k maarey aik insan k liye duniya to azab Hy lekin khudkashi bhi us se Barra azab ISS biyan k sun,ne k baad ban gai ha main qasam se aadhi Raat Ka waqt ha khudkashi krne k barey me Soch rha tha lekin pahle Aapka biyan khudkashi k mutalliq search krke suna akhir phir Kahan jaye kis Dar pe Jaye insan Bhai Kisi waqt to Duaaen bhi qubool nhi Hoti Hain insan itna dipress hojata ha k Woh khudkashi ki taraf chala Jata ha 3 bacche Hain mere berozgari kesi laanat se MERI Jaan nhi choot rhi 35 Saal age ha MERI 22 Saal dhakkey Khatey guzar gae Hain mere main to itn mayoos hochuka Hu k one wajood se nafrat hochuki ha mujhe lekin ab to khudkashi se bhi dar lag rha ha Kahan Jaen kis taraf Jaen Kuch samajh nhi a rhi ha neend ghayab ha aankhon se

  7. aj k door mai insan suicide nh kry to kia kry sabar ? sabar krty krty insan thak jae phr ? insan jo toota h us pe kia guzarti h ye sirf wohi samj skta h or uska ALLAH.

  8. I mostly think of suicide because i love her but she dont love me back she is my everything but i m nothing for her plzz pray for me she love me back x)

  9. Mirja sahab mai aapki bahut ijjat karta hu ye aapka vedio mujhe bahut achha lga …..mai suicide karna chahta hu aapki lecture se mujhe hakeekat pta chal gya …mai shirk nhi karta hu isliye mujhe yakeen hai ki allah mujhe jannat dega lekin apne gunaho ka saja paakar mai jaaanbujhkar ye gunah karunga ….mai apni zindagi se paresan hu ro paresani zishmani or financial problem hai ….mai suicide zaroor karunga agar mere halat na sudhre to….

  10. Ji hazrat muje karz bohta hai my kya karu sabar nai hora aapn gar b gaya my bohta logo ko barbad kara ji my kya karu mere pas kuca b nai hai kam b nai 😭😭😭😭😭

  11. What if someone takes lethal dose of morphine. so peaceful way of dying. An easy escape from the punishment also. Go in the agosh of Mout, the life isn't worth living.

  12. Aoa agr kisi ne jado k zeery asar hony ke wajha sai os pai khud ka koi kabo na ho is wajha sai khudkusi ke ho to wo b haram he kehly ge please zara bata dai

  13. Everyone plz pray for me,I am going through very tough time since 3 years , suffering from bpd .
    Even sometimes I don't have money to buy my medicine
    Plz pray for me 🙏

  14. Ay 2 Jahanon ke Rab, ay wahda O La shareek, ay ghafoor ur Raheem, ham tamam depressed musalmaon per apna Reham farma… Tuge Teri Paki ka wasta he mere Rab.

  15. Mujhse aik galati hui laikin wo galati mjaboori main hui laikin wo galati ki waja SE Maine apne gher wali ki zarooriyat poori ki ajtak AJ wo sub apni apni Zindagi main Khush Hain Allah unhain Khush rakhay unko Khush rakhne ki waja SE hi mujhe wo rasta apnana para kiyo hum aik family tragedy main sub kho baithay thay…laikin aj main Khush NAI hun or wo sub mere against Hain or maine to sari zindagi hi in k liye guzari apni apne maa baap behan bhai Dil SE unkey sath chala laikin mere liye stand koi nai laita… Bohat bar socha khud kushi Ker Lu laikin Ruk jata hun or Halat Hain k badalne Ka nam hi NAI laite Kiya Keru Zindagi aisi bhi Hoti hai….
    Main me apne baray jo hain unki zimadariaa nibhai chota hote huye bhi koi is bat Ka NAI sochta sub apna sochte Hain is dunia main…
    Ap btaye Kia mujhe khud kushi Ker lainin chahye?

  16. Ali bhai… Shamli city he… U p me …
    Imran naam ke imaam ne khud kushi ki thi… 2 saal pahle…
    Carona shuru hote hi unko nokri se nikaal diya tha…
    Qoam ne bahut sataya tha..

  17. Insan khudkushi tb krta hai, jb wo mayoos ho jaiy,
    Or ALLAH Quran mei irshad farmata hai ALLAH ki rehmat sy kafir mayoos hota hai,
    To is tarha sy wo maut kufar ki halat mei ni ho gi?

  18. i am in a very big depression and i can't see any way i want to kill my self but when i hear it's a major sin i am not able to do it but i am in pain everyday i dont know what to do

  19. مجھے آج تک اس بات کی سمجھ نہیں آئی کے بندہ خودکشی تک پونچھ جاتا ہے اور اذیت کے اس مقام پر پہنچ جاتا ہے کہ خود کو ختم کر لیتا ہے بعض دفعہ تو لوگ خودکشی کر بھی لیتے ہیں اور خدا صرف تماشائی بنا رہتا ہے اور اوپر سے یہ دعویٰ بھی کے ستر ماؤں سے زیادہ پیار کرتا ہے ماں بھلا اتنی اذیت کیسے دے سکتی ہے اور خدا کو کیوں مزا آتا ہے اتنی اذیت دے کر؟؟؟

Back to top button