Engineer Mirza Ali

WIRASAT ki Calculation & Ahkam-o-Masa’il ??? Wasiyyat & Hibbah kay AHKAM??? (Engineer Muhammad Ali)

WIRASAT ki Calculation & Ahkam-o-Masa’il ??? Wasiyyat & Hibbah kay AHKAM??? (Engineer Muhammad Ali)

Today topic is :WIRASAT ki Calculation & Ahkam-o-Masa’il ??? Wasiyyat & Hibbah kay AHKAM??? (Engineer Muhammad Ali).

Video Information
Title WIRASAT ki Calculation & Ahkam-o-Masa’il ??? Wasiyyat & Hibbah kay AHKAM??? (Engineer Muhammad Ali)
Video Id bUTWFuLumOY
Video Source https://www.youtube.com/watch?v=bUTWFuLumOY
Video Image 1677510216 47 hqdefault
Video Views 218899
Video Published 2021-01-28 05:22:17
Video Rating 5.00
Video Duration 00:37:49
Video Author Engineer Muhammad Ali Mirza – Official Channel
Video Likes 4744
Video Dislikes
Video Tags #WIRASAT #Calculation #AhkamoMasail #Wasiyyat #Hibbah #kay #AHKAM #Engineer #Muhammad #Ali
Download Click here

Engineer Muhammad Mirza Ali


Mirza Ali

Muhammad Ali Mirza was born on 4 October 1977 in Jhelum, a city in Punjab, Pakistan. He is a 19th grade mechanical engineer in a government department.

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.

Is engineer Muhammad Ali Mirza Sunni or Shia?

engineer mirza ali

Engineer Muahmmad Ali Mirza is Sunni, Known "Mulim ilmi kitabi".

How do I contact engineer Muhammad Ali?

Engineer Muhammad Ali Mirza

You can call on this phone number, which is "03215900162", and discuss your problem with them.

Who is Mirza Ali of Pakistan?

muhammad mirza ali

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.

What is the age of engineer Muhammad Ali Mirza?

mirza ali

(Engineer Muhammad Ali Mirza) Born: October 4, 1977 (age 46 years) Place: Jhelum Country: Pakistan

What is religion of Engineer Muhammad Ali Mirza?

Engineer Muhammad Ali Mirza is Muslim by religion. He is also known as muslim ilmi kitabi. He says " I,m Muslim Ilmi Kitabi".

What is the Education of Engineer Muhammad Ali Mirza?

He is an engineer by profession. And also a "Pakistani Islamic Scholar". He studied in "University of Engineering and Technology, Taxila".

Engineer Muhammad Ali Mirza

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator. Engineer Muhammad Ali Mirza is an acclaimed Islamic scholar whose passion for learning and understanding the Quran and Hadith has earned him a distinguished place in the Muslim world.

38 Comments

  1. Ref. No. 1 : Women's Rights in ISLAM ??? Ager Husband apni Wife ko marta ho ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza) : https://www.youtube.com/watch?v=AvHw7y9AhNk&ab

    Ref. No. 2 : QUR'AN main Nasikh-o-Mansookh ka Mas'alah ??? Shah Waliullah Dehlvi r.a ki BOOK Al-Fauzul Kabeer ??? : https://www.youtube.com/watch?v=DXaJid0FiWk&t=48s&ab

    Ref. No. 3 : AHADITH ki Books ??? Mishkat-ul-Masbih ??? International Numbering ??? (Engineer Muhammad Ali Mirza) : https://www.youtube.com/watch?v=FXGNcG8_JaE&t=6s&ab

    Ref. No. 4 : HADITH & SUNNAT ka Introduction ??? KARBLA say related 200-AHADITH ??? (Engineer Muhammad Ali Mirza) : https://www.youtube.com/watch?v=LzSgX-Ogzfo&t=88s&ab

    Ref. No. 5 : Imam MUSLIM r.a ka Muqaddimah & Aqeedah ??? Saheh AHADITH hi Kewn ??? (Engineer Muhammad Ali Mirza) : https://www.youtube.com/watch?v=5U52MxyXiUw&ab

  2. Aakhir kerta hee kon hai yahan wirasat kee taqseem? Humne tu aaj tak nahi Dekha. Bas beton mein hee baant lee jaati hai wirasat. Aur betay na hon tu bhi rishtaydaton ko bhala kon deta hai wirasat mein se.

  3. Asalam u alaikum sir kya soteley bhae ki wirasat me sage behan bhae hi hisey dar hon gey ya soteli maa k bachey bhi hisey dar hon gey jab k wirasat aak baap ki taqseem ho
    Sir question is kya soteley bhi hisey dar hon gey

  4. اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
    اللہ تعالٰی آپ کو اور آپ کے اہل و عیال کو اور سب کو نیک اور تندرستی والی زندگی عطا فرمائے۔
    ایک ضروری مسئلہ ہے مجھے امید ہے کہ آپ بہتر رہنمائی فرمائیں گے۔
    اگر والدین حیات ہو اور اپنی زندگی میں جائیداد میں سے کچھ حصہ اپنے صرف ایک بیٹے کو دینا چاہے-(کیونکہ اس بیٹے کے اوپر اسکے اپنے بچوں کی بہت زمہ داریاں ہیں-)
    جس میں اس بیٹے کے والدین اور باقی سب بہن بھائی راضی ہیں- لیکن اس شرط کے ساتھ کہ بعد میں اس بیٹے کو وراثت یا والدین کی جائیداد میں سے کچھ نہیں دیا جائے گا اور نہ ہی اس بیٹے کی جائیداد میں سے کچھ واپس لیا جائے گا اور وہ بیٹا بھی اس بات پر راضی ہے۔
    اور والدین بھی جائیداد کا کچھ حصہ اس طرح دے رہے ہیں کہ بعد میں کسی سے زیادتی نہ ہو۔
    کیا اسلام اس کی اجازت دیتا ہے ؟

  5. Assalamoalaikum hajrat mera sawal h ki agar meri ammi k walid fhot ho gy or meri ammi chahti h ki ki jo jameen m wo reh rhe the wha kuch jagh baki h or wo wha makan bnana chahti h lekin meri nani or unke bete mna kr rhe h to ky mere ammi ka usme kuch hissa hoga ya nhi

  6. اگر والدہ کی موجودگی میں بیٹی فوت ہو جاے تو والدہ کا حصہ اس کی بیٹی یا بیٹی کی اولاد کو جاے گا یا نہیں……..

  7. Apni zindagi mien gift ker gaya tu is mien ghalat kya hey? Yeh bhi gift hey jus ki cheez hey woh kisi ko bhi dey jaye is mien gunah kya hey?

  8. samajh se bahar he k 1 admi k sirf 1 beti he or woh marjata he to jaidad me marne wale k behen bhaio ka hisa kiun hota he ???
    samajh se bala tar he

  9. Assalamualikum warahmatullah. Agar kissi baity ko walid foot hojuka hai ur marnai ka baid us ka bhai nai behan ke warrasat intikal nahi ke (yanai malik ) nahi banaya .Behan sa gift karaka woh be mashroot thee warrasat hasel ke..keya Yeh shariet mai jaiz hai

  10. Asalmu ailikum
    Agar walid ki sirf teen betiyaen ho tu agar wo apne betiyun ko apne zindagani mai hiba dena chaheye tu kya iski koi hadood hai yaa wo puri jayedaad desakhta hai
    Us walid ka na koi beta hai na uske waledaen zinda hai ,bhai ek aur behen do hai
    Shukran

  11. In western countries you have to write will saying that my property should be divided in an Islamic way as prescribed in Quran otherwise the Governments will confiscate the property is no wills are there. So in non-muslim countries it is a must to have a will.

  12. Assalam o alaikum…. mjhe ak bohat zaroori fatwa lyna hy ap se about wirasat.

    Mery shohr ki maa apny baap se pehly mar gai thi un k nana ny koi wasiyat nhi ki in yateem nawasy nawasi k liye jb k in bachon ka baap bhi bachapn mai foat hogya tha..btaen k in yateem ka koi hissa nhi kahin ???? Boht zaroori hy plz jawab den @engineer muhammad ali mirza

  13. Maulana Sahab mera mera Sawal yah hai kya agar koi beta yah kaisa hai ki Walid Sahab Mere apni Jindagi Hai Mere Naam Kar Gaye the kya Uske bad unke marne ke bad use jaydad mein bhi uska hissa hai ya nahin aur dusra Sawal yah hai ki Agarwal Sahab apni Jindagi Mein Koi flat book karate hain aur uske Naam kar dete hain aur Jiska Paisa bhi wale Sahab Nahin Bhara Hai To Kya unke bad bhi uski jaydad Mein Unka Hak hai use ladke ke sath ya nahin

  14. Allah aaj aysa lag raha hai ki, aaj hm musalmano mai se ko6 hi h jo, proper tarike se musalman hai, isliye aaj hum musalmano zillad uthni par rahi hai

  15. محترم جناب آپ نے بہت محنت سے لوگوں کی رہنمائی فرمائی ہیں اللہ تعالیٰ آپ کو اجر و ثواب سے نوازے آمین ثم آمین

  16. Ap se buhat kuch sikha hai likan tanu tanshni Wala agle bande ki mati kis tarhan palet ki jati hai faqih misal Mai la Kar likan jab koi khas ilmi mozu lekAr ap k pas hazar hoty Hain to agye se ye guftgo malhza karni parti hai

  17. Engineer sab wesy to ap ikhtalfi mozat par buhat bat karty is mesly Mai ikhtalfi bat zery mozun hi nhe lay na ayat parh k is bat ko Kiya apki is mozu Mai shayad itni ahliyat nhe hai k har bat ko waziya Kar k Bata sakain

  18. aoa engineer sb plz guide me about this matter.
    if one son buy property of his father even his father is alive and remaining childs of father donot take his or her share of property it is said by the son who buy the property.then what should be done by remaining childs.
    plz reply

  19. This lecture is quite reasonable, especially relating with hibba/inheritance except from the 1sr blood relations,as Mr Ghamidi denies 1/3 and Says as much as Father will do,I disagree from and agree with Ali Mirza .
    But Can't Grand son be kept in "Auladakum",As same as "Hurimat alikum banatakum for mareiagecontains Grand daughter",as Direct Grand Father is not mentioned In it,But Father.
    The context of Antum wa maalakum li abi is different,but still one can apply it for taking back the Gift as Father from child.

  20. Assalam alaikum.

    Kya aap bata sakte hai ki agar beta apne waalid k pehle guzar jaaye toh kya bete k bachcho ka apne dada ki property me hissa rehta hai?

  21. One small point that Engineer Mirza Sahib missed. . If someone's son dies, but there is another son alive, then the deceased son's children do not get a share from warasat. However, a share can be given from the optional 1/3 to grand children.

  22. Ap ny Wife ko aur parents ko total assests mn hissa dia jab k ulaad ko remaining mein se?
    Kia aisa nai ho sakta ulaad ko total assests mein se dain aur parents aur wife ko remaining mn se?

  23. Mene bohot videos dekhi lekin mujhe ab tak ye jwab nahi mil
    Ek aadmi k 3 bache the 1 beta aur 2 betya phir us aadmi k marne k bad uske 3 bachche bhi burape ko ponch kr mar gaye ab baki bache un 3 k bachche
    Mera question ye he k ab in 2 behno k bachcho ko unka haq kitna Dena he ya nahi dena he? Please bataye koi bhai logo

  24. Mere sasur ne marni se pehli apna ghr jaidad 2 betiyon k nam kr di hy waisyat court k zariyi mere husband ko ik purana room ik purana room mre dawer ko iski islam main ehmyat batain hmre yahan orton ki hukumat chalti hy apni beti ko daty hain baho ko nahe please is p video banain plz

Back to top button