
ZAKAT Kin peh FARAZ hai ? ZAKAT ka NISAB Aur Kin 10-CHEZON peh kab aur Kitni ZAKAT dena FARAZ hai ?
Today topic is :ZAKAT Kin peh FARAZ hai ? ZAKAT ka NISAB Aur Kin 10-CHEZON peh kab aur Kitni ZAKAT dena FARAZ hai ?.
Video | Information |
---|---|
Title | ZAKAT Kin peh FARAZ hai ? ZAKAT ka NISAB Aur Kin 10-CHEZON peh kab aur Kitni ZAKAT dena FARAZ hai ? |
Video Id | HPayRACgdi4 |
Video Source | https://www.youtube.com/watch?v=HPayRACgdi4 |
Video Image | ![]() |
Video Views | 321972 |
Video Published | 2016-05-30 13:27:08 |
Video Rating | 5.00 |
Video Duration | 00:14:45 |
Video Author | Engineer Muhammad Ali Mirza – Official Channel |
Video Likes | 4973 |
Video Dislikes | |
Video Tags | #ZAKAT #Kin #peh #FARAZ #hai #ZAKAT #NISAB #Aur #Kin #10CHEZON #peh #kab #aur #Kitni #ZAKAT #dena #FARAZ #hai |
Download | Click here |
Engineer Muhammad Mirza Ali

Muhammad Ali Mirza was born on 4 October 1977 in Jhelum, a city in Punjab, Pakistan. He is a 19th grade mechanical engineer in a government department.
Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
Is engineer Muhammad Ali Mirza Sunni or Shia?

Engineer Muahmmad Ali Mirza is Sunni, Known "Mulim ilmi kitabi".
How do I contact engineer Muhammad Ali?

You can call on this phone number, which is "03215900162", and discuss your problem with them.
Who is Mirza Ali of Pakistan?

Muhammad Ali Mirza, commonly known as Engineer Muhammad Ali Mirza is a Pakistani Islamic scholar and commentator.
What is the age of engineer Muhammad Ali Mirza?

(Engineer Muhammad Ali Mirza) Born: October 4, 1977 (age 46 years) Place: Jhelum Country: Pakistan
What is religion of Engineer Muhammad Ali Mirza?
Engineer Muhammad Ali Mirza is Muslim by religion. He is also known as muslim ilmi kitabi. He says " I,m Muslim Ilmi Kitabi".
What is the Education of Engineer Muhammad Ali Mirza?
He is an engineer by profession. And also a "Pakistani Islamic Scholar". He studied in "University of Engineering and Technology, Taxila".
- Surah Yaseen Pdf download | Mp3 | Video | Images
- New Ramadan Iftar and Sehri Time 2023 | Best Calender
- Surah Yaseen Ayat 1 with Best Translation 2023
- Surah Yaseen Ayat 20 Read online with translation (2023)
- Is Smoking Haram or Halal? Why? Islamic Perspective 2023
- Is Cineplex Poutine Haram or Halal? Religious Overview 2023
- Taharat-o-Namaz ka SUNNAT Tarika | Saheh Ahkam-o-Masal
- The Blessings of Tahajjud | Best Time | Rakat |Tahajjud 2023
- Tahajjud Time in Gujranwala: Night Prayer in Pakistan
- Meaning of “Allahumma Barik”: Understanding Its Importance
- Iman e Mujmal: Understanding the Basic Tenets of Faith in Islam
- The Sword of Imam Ali: Exploring the History, Significance, and Mystique of Islam’s Most Iconic Weapon
- Sifat meaning in urdu | English |Arabic | Meaning of صفت
- How to perform Eid-ul-Fitr? Eid-al-Fitr Mubarak – 2023
- The Top 15 Most Important Islamic Worship Places in the World
Asalamualikum, kindly please koi guide krde is bat py.
Me 20 saal ki hun aur online kaam krti hun aur meri amdani fixed nahi, aik mahine zyada paisa banta hai to aik mahine banta hi nahi but mujhe aik saal hogaya hai kaam krte huwe aur meri kuch savings bhi hain to kya meri un savings py bhi zakat hogi? Savings zyada nahi hain jese apne bola ky jiske pas 7.5 tola sona hoga to 2.5% uspe zakat hogi but mere pas itne sonay jitne paise nahi hain bohat kam hain isse to kya meri uspe zakat farz hai? Aur agar han farz hai to kya meri savings py hi zakat farz hogi ya jo mere pas sab kuch hai 1 rs se leke 10 lakh tak jo use me paise hain woh sab mila ky mujhe uska 2.5% nikal ky zakat deni hogi?
Yeh me srif apna pooch rhi hun, mere ami abu alag se zakat nikalte hain, Mujhe aik saal huwa hai kaam krte huwe aur apni kamai horhi hai tou us hawalay se I’m confused ky mujhe alag se zakat nikalni chaiye ya nahi?
masha allah
پیسوں کا آپ یہ بتانا چاہ رہے ہیں کہ اتنے پیسے ہوں کہ انسے 7 تولہ سونا خریدا جاسکے؟ یا پھر جتنے بھی پیسے ہوں اس پے زکوت ہوگی
Agar zameen ghr banane ki neat se li ho.lkn kuch salo bad ghr bnane k bjae us zamen ko bech dia jae to kia zakat uspe bhi hogi?
current account ma aik saal se 10 lac ho tu kia zakaat deni ho gi?
Mery pas 5 tola zevar hy r ghr rent py hy. Guzar basar ho ri hy mj py zakat banti hy k nae.. Deoband alam ny btaya 1 tola hy us py b bny gi zakat…
Kya ghr lene k liye home loan ya personal loan Lena karz mana jayega, hum interest pay kr rahey hain jo Islam mey mana h . Plzzzzzzzzzzz bataye
Sir aik masla pohchna hy. Ager mai kisi ko 15 lakh udhar dy do 3 year ky lia tu ab is 15 lakh ki zakat 3 year mai do ga ya jis ko mai nai pasisa udhar dia wo dy ga.plz ans
Dafeenai par saal guzarna lazim hai ya jis din nikla hai usi din lagai gi zakat?
Aik mushkiza shahed ka volume kitna hga? For honey business
Mere hisab sai yea drust nai kai aik din pehlai agar raqam add hgai to total par 1/40th lagai ga balkai fundamentals kai mutabiq maal ka saal guzarna tai hai to jo raqam par saal guzra sirf uspar hgi aur jo aik din pehlai aya uspar ni hai warna jo sonai ka kaam kartai hain unka to mamla bigar jaiga
Alhamdullilah, अली भाई. आपके वजह से नौजवानो को समझाणा आसान हो गया | मौलवियो कि जो पोल खोल हुई है इससे वो बौखला गये | लेकिन जो गुमराह थे अल्लाह ने उन्हे हिदायत दि | अल्लाह आपको जजा ए खैर दे, आमीन |🤲🤲
السلام علیکم میرے پاس تقریبا ڈیڑھ تولہ سونا ہے کیا مجھ پر زکوٰۃ فرض ہے میرے پاس اس کے علاوہ اور کوئی جمع پونجی نہیں ھے مہربانی فرما کر مجھے اس کا جواب ضرور دیں
Agar kisi k pass 7.5 tola soony ki keemat ho to wo zakat dy ga or agar kisi ny karobar me 7.5tola soony ki maliat lagai ho to us per zakat farz ho gi
Jis ghar mein reh rahay hon, us ghar kee bhee zakaat nikaalnii hoo gi?
MashaAllah… Mashallah
Ali bhai ik sawal hy kya zakat sirf paisy ki shakal may hi nikal na chiye kya ya rashan ki shakal may bhi dyskty hn plz iska jawan dydy
Ye Qadyani hy ye kiya bataye ga mirza Qadyani ka gulam
Zere Istamal zevrat pr zakat banti hey
15/4/2022 جمعہ13رمضان 1443ھجری بوقت شام 3:55
چاندی 1520 روپے تولہ
نصاب زکوۃ بحساب چاندی 52.5 تولہ 79800 روپے
سونا خالص 24 قیراط 130600 روپے تولہ
صرافہ بازار میٹھادر کراچی پاکستان-اسےشیئربھی کردیں- جزاک اللہ خیرا
Uosar kaya our kitna no play ga tafseely lecture ka link plz
Uosar kaya our kitna no play ga tafseely lecture ka link plz
JAZZAK ALLAH AMEEN
Asalam o alikum, please mujhy batayen agr kisi society mai installments py plot book krwaya ho. Or installments complete ho gaye hoo phr possession abhi tuk nhi milli. Or development charges pending hain. Intention investment hai ky jb in future rate acha mily ga to sale kren gay. Question is kiya is property py zakat lagy gi? Agr lagy gi to booking value py yah market value py? Please jald bata dein mai ny zakat pay krni hai
Kis k pass 2 ya 4 houses hoon us per zakat Hogi
Dear Sir, we live in Europe and pay huge taxes to local gov (around 40%), can we adjust this payment in our zakat payment? i saw a clip from Dr @Ghamidi, he says it can be, however not sure can we do this or not, please guide, many thanks
Ik aurat syed hy Lekin us k bachy syed nhi hy kiya in Bachon ko Zakat di ja Sakti hy
Kia expensive watches pr zakat hoti hai ?I know it’s silly questions but kia kroon kisi aur se pochna mushkilhai 🇵🇰🇺🇸
Bhaijaan plz reply
1- USA , Canada, England etc countries hum sab ghar down payment pr letay hein aur mortgage pay krtay hein, iss mein interest bhi pay krtay hein, yeh gunha hai ?
2- ghar pr qarz hai lekin saving
$8,000 hai tou zakat hogi?
3- ghar ka loan hai four hundred thousands aur savings hein twenty thousands cash , zakat kia hogi ?
4- gold k total weight ka nahi pata k kitna hai aur ghar ka loan hai kitni zakat hogi, aik hi family k 4 different people k liye information chahye ???thanks 🙏
Jazakallah
Kya flat pr bhi zakat hogi? Flat apny istemal mein nhin hai.
agr Gold bs 1 2 tola ho or sath jo saving ho wo b 7 toly k barabar na bany or dono ki amount mila kr b sony ka nisab na bany to tb b zakat deni hogi? jesy aj kal kehty hain k 1 tola sona b 52.5 tola chandi se mehnga hai to agr utna ho to us pr b zakat lagy gi. kindly reply de den. Jaza k'Allah
Ali bhai jo jewellery ka kaam karte hain wo kis hisaab se zakat de matlb jinki shop hi jewellery ki ho ki stalk pe deni hai ya profit pe meine kafi loogon se ye sawal kiya koi bi sakoon de jawab nhi mila plzzz wazahat farmaye …ur student from jammu and kashmir india
kya ushar bhi 1 year saving pr diya jata ?
کیا زکات کے پیسے اس نیت سے انویسٹ کرنا جائز ہے کہ یہ ایک مستقل ذریعۂ بن جائے اور اس سے آنے والا منافع حاجت مندوں میں تقسیم ہو۔
Agr zakat saal MN aek bar did jaye hi tu mustahaiqeen Baki saal Kya Karen gaye Kyu. Na he maah zakat de jaye
Kia ma ny one year plot buy krny kaliy salary JAMA ki aur abi plot nai Mila TU kia inpaso pr zakat Hy even ma pora sal kud b tangi gozari
Sir ager kisi ko udhar mall dia ho to wo b add ho ga
Agar kisi k pas itni raqam he jis pe. Zakat farz he, wo raqam kisi ne udar/loan le rakhi ho wapas nai ki Pura sal to Kiya zakat Deni ho gi?
Mashallah
God bless you sir ❤
Mirry pass 5.tooly soona hi or 170000 ropiya hi wo ropiya hr mAh ma 5000. 5000 JAMA karwate hu Jo Mira husbind Dita hi Bachou k liy or miry liy as ma hu ga zakwat k nhi bachy b chuty hi 4.3 Saal k hi
Mirry pass 5tooly Sona hi 170000 ropia hi muj pr zakwat hi k nhi
Ab 1crore ka plot hy to uski zakat 2.5 lac hgi itni to amdan nai hy to zakat kesy ada krein..??
Please urdu main bataeyn no.
Chonsat ki bajaey
🥰❤️
Or Agr Sona Susral & maika ki taraf sy Diya gya ho? Jab k Dulha Dulhan Mia Bv ki istitat nai to phr kiya kiya jai?
Biwi ky gold pr jo zakat ho gi woh biwi ko khod ada krni ho gi ya shohar ada kary ga agr gold biwi ky maiky me para ho
Biwi ky gold pr jo zakat ho gi woh biwi ko khod ada krni ho gi ya shohar ada kary ga agr gold biwi ky maiky me para ho
Vaccine for typical molvi